Thursday, July 10, 2014

Very Sad Urdu Poetry Sad Poetry In Urdu About Love 2 Line About Life By Wasi Shah By Faraz Allama Iqbal Photos Images Wallpapers

Very Sad Urdu Poetry Biography

Source:- Google.com.pk

BEQASOOR NAHI TU BEWAFA HAI
Dill mein tere bas dagha hai
tuje kia ahsaas hai kisi ka
dil to to apna hi jala hai
BEQASOOR NAHI TU BEWAFA HAI
teri jafa se anjaan tha me
ki thi muhabat nadan tha me
sirf dard hi tum ne diya hai
BEQASOOR NAHI TU BEWAFA HAI…
---***---
Naqsh yaadon k mitati hy tou ro prti hy
Wo mery khat jo jalati hy tou ro prti hy
Khoon dkhta hy mere marte huey sapno ka
Khwab ankhon me basati hy tou ro prti hy
Log puuche’n jo kbi gehri udasi ka sabab
Baat logon se chupati hy tou ro prti hy
Yaad krti hy mjhy toot kr us lmhy
Sham chehra jo dkhati hy tou ro prti hy
Wo bary zabt bary hosly wali larki
Gham ko tehreer bnati hy tou ro prti hy
---***---
bujhay bujhay se ajeeb din hain, na khw?b hai na khay?l koi
na manzaroN mein koi kashish hai, na mausamoN mein jam?l koi
hum ek doojay ko apni apni adhoori aankhoN se dekhtay hain
hamari barsoN ki chahatoN par utar raha hai zawaal koi
jo hansna chaheN to ashk nikleN, jo rona chaheN to hanstay jayeN
hamaray jazbaat girvi rakh kar bana raha hai misaal koi
---***---
Na gila kya na khafa huey
yunhi raste main juda huey,
na wo bewafa tha na main bewafa,
jo guzar gya so guzar gya,
wo ghazal ki aik kitab tha,
wo gulon main aik gulab tha,
zara dair ka koi khwab tha,
jo guzar gya so guzar gya,
wo udas dhop samait kar kahin wadion main uter gya
usey ab na de maire dil sada,
jo guzar gya so guzar gya
ye safer bhi kitna taveel hy
yahan waqt kitna qaleel hy
kahan laut kar koi aaye ga,
jo guzar gya so guzar gya …
---***---
Mere Qatil Ko Pukaro K Me Zinda Hu Abhi,
Phr Se Maqtal Ko Sanwaro K Me Zinda Hu Abhi,
Ye Shab-e-Hijar To Saathi He Meri Barson Se,
Jao So Jao Sitaron K Me Zinda Hu Abhi,
Ye Pareshan Se Gesuu Nahi Dekhy Jaty,
Apni Zulfon Ko Sanwaro K Me Zinda Hu Abhi,
Lakh Mojon Me Ghira Hu Abhi Dooba To Ni.,
Mujh Ko Sahil Se Pukaro Ke Main Zinda Hun Abhi…,
Qabr Se Aaj Bhi MOHSIN^ Ki Ye Aati He Sdaa…,
Tum Kahan Ho Mere Yaaron Ke Main Zinda Hun Abhi … ]
---***---
Kahan dil chor aye ho,
bohut chup chap se rehtay ho,
Na bante ho na sanwarte ho
na koi bat karta ho
Bhari mehfil main bhi aksar
hamesha khoay rehtay ho
Udasi aankho main le kay
her ek chehre ko takte ho
Koi jab yaad aata hai to
Thundi aah bharte ho
To khul kar kion nahin kehtay
Kisi se pyar kertay ho
---***---
HaR KiSi Ko DuNyA MeiN ShOhrAteN Nahi MiLteN
ZinDaGi K LamHoN Ki QeEmaTeN Nahi MiLtEn
FaTah Ki KhwAhisH MeiN AmaL Bhi To Lazim Hai
SirF KucH irAaDoN Say MusArraTen Nahi MiLteN
FaisLay Ye ChaHaT K AasMan Pay HotaY Hain
Do DiLoN K MilnaY Say QisMaTeN NaHi MiLteN
DeeN Or DuNiyA Ko SatH RaKhnA ParTa Hai
MasJidOn MeiN RehNaY Say JanNaTeN Nahi MiLteN
MaaN Lo is ZamAnAy MeiN Or Bhi Hain Hum JaisY
HasB-e-ArzoO Jin Ko ChaHaTeN NaHi MiLtEn.
---***---
Jb teri dhun me jiya krte they,
Hum b chup chup k piya krte they.
Ankho me pyas hua krti thi,
Dil me tufan utha krte they.
Log atey they ghazal sun?ne ko Hum Teri Baat Kia Krtay Thay,
Sach Samjhtay Thay Teray WadoON Ko,
Raat Din Ghar me Raha Krtay Thay,
Wo Bhi Kya Din Thay Jab Bhula K Tujhay,
Hum Dobara Tujhay Yaad Kia Krtay Thay,
Aaj Tujhay Dekh K YaAD Aaya
Hum Bhi kabhi Ishq Kia Krtay Thay.
---***---
Wo jo basa ha mere dil ma usey bataon kese.
Dar b lagta ha zamane se chupaon kese.
Wo shakhs to panchi ha ur jaiega.
Ma khud ko us k peche uraon kese.
Ma Tu us k liya duniya hi chorr dun.
Es se ziayda ma usey toot ker chahon kese.
Dil ha jo us ajnabi ko apna manta ha.
Es dile nadan ko ma samjhaon keSe.
Woh shakhs mere dil pe hukmarani karta ha.
Us k elava ma or kisi ko Basaon kese.
---***---
Hr bar mujhe zakhm-e-Judai na dia kr
Gar mera nahi to mjhe dikhai na dia kr
Such jhot ho jata ha Teri ankhon se zahir
Ksmen na utha itni safai na dia kr
Me janta hon k Tu rhta ha ub mujh se gureza
Pas aa k muhabt k dohai na dia kr
Ik bar jo ur jain to aate nhi hn wapis
Hr bar prindon ko rehai na dia kr?
---***---
Agr hakekat na chupaty to kia krty?
Sach ko jhot na btaty to kia krty?
Jesy bhorusa tha humari wafa pe,
osy umeed ka daman na thamaty to kia krty?
ye to malum tha na askye gae lut k,
jhoty wady na krty to kia krty?
chara na tha waqt-e-rukhsat zabty gum k sewa..
Chupa k ashak na muskrty to kia krty!
Jab lekh cuka tha wo mukadar mei bicharna MEHEK,
phr khamoish sy sehry muhabat na chor jaty to kia krty?

No comments:

Post a Comment