Wednesday, July 9, 2014

Famous Poetry In Urdu Sad Poetry In Urdu About Love 2 Line About Life By Wasi Shah By Faraz Allama Iqbal Photos Images Wallpapers

Famous Poetry In Urdu  Biography

Source:- Google.com.pk

Koi Rota Hua Chehra Hansa Dena Ibadat Hy!
Dil_e_Ghamgeen Ki Dhaarass Bndhaa Dena Ibadat Hy!
Kisi Be_Aasra Insan K Toote Ghrondy Mein,

Khuloos_e_Dil Se Ik Pathar Lga Dena Ibadat Hy!
Saa’dat Hajj_o_Umra Ki Bja Apni Jaga Lekin!

Koi Ujra Hua Aangan
Bsa Dena Ibadat Hy!

Jo Karra Waqt Aya Hy
To Us Mein Ek Ho Jao,

Hassad Ki Aag K Sholey
Bujha Dena Ibadat Hy!

Dua Maango Khuda Se K
Chaman Mein Phir Bahaar Aaye,

Musibat Mein Dua Lena
Dua Dena Ibadat Hy! <-;
---***---
Zulmat Ko Ghata Kehne Se Khatra Nahi Jata
Deewar Se Bhoonchal Ko Roka Nahi Jata

Zaato’n K Tarazu Mein Azmat Nahi Tulti
Feetey Se Tou Kirdaar Ko Napa Nahi Jata

Darya K Kinary Tou Pohanch Jaty Hyn Pyaase
Pyaaso’n K Ghar Ko Kabhi Darya Nahu Jata

Wapis Nahi Hona Hy Tou Paao’n Hii Kata Do
Iss Morr Se Aage Koi Rasta Nahi Jata

ALLAH Jise Chahe Usay Deta Hy Sab Kuch
Izzat Ko Dukaano’n Se Khareeda Nahi Jata … !
---***---
Bewafa Tm Nahi Bewafa Hm Nahi
Bewafa Tou Yeh Zamanaa Hai
Wafa Ka Daman Na Chornaa Tm
Abhi To Zindagi Ne Bee Azmana Hai
Duniya Ki Bato Nai Nah Anah Tm
Is Ka Kam Hi Dil Jalanaa Hai
Sub Jante Hai Ye Loag Ke
Teri Meri Muhabbat Ka Qisa Purana Hai
Jo Khuwab Duniya Cheen Le
In Khawbo Koh Nahi Apna Hai
Jo Hm Tm Ne Wada Tha Kiya
Use Ta-Qiyamaaat Nibhanaa Hai.
---***---
Kya Hoon Mein Aor Kiya Samajhte Hai
Sab Raaz Nahi Hote Batane Wale
Kabhee Tanhaiyoon Mein Aakar Dekhna
Kaise Rote Hai Sabko Hasane Wale.
---***---
Us ki ankhoun ko kabhee ghaur say dekha hay Faraz
Ronay waloun ki tarah jaagnay waloun jaisi
---***---
BiKhaar rahay hain meri zindagi kay tamam wark
Na janay kab koi aandrhi ura ke le jaye

Main kab tak dosron ke dukh sambhaL ka rakhon faraz
Jis jis ke hain nishani bata ka lay jaye.
---***---
Apnay bhe khafa mujsay beganay bhe naraaz
Mey zehre halahel ku kabhe kar na saka qand
---***---
Ye mal o daulat e dunya ye rishta o pewand
Butaan e wahm e guman laila ha ilallah
---***---
Khuda naseeb karay hind kay imamoun ku
Wu sajda jis may hain millat ki zindage ka piyam
---***---
Sitaru say aagay jahan aur bhee hain
Abhe ishq kay imtehaan aur bhe hain
---***---
Yaa ALLAH Meray Rishtay Mein Kuch Aisi Baat Ho,,,
Main Souchon Usk0 Or Wo Mere Paas Ho,,,

Meri Sari Khushiyan Mil Jayen Usko,,,
Ek Lamhe kay Liye Bhe Agar W0 Udaas Ho.“
---***---
Tum hu toH Sub Silsilay Achay lagte hain.
Mujhe tumhari dosti k gilay ache lagte hain.

Bohot duur tak jana magar loot aana.
Mujhe “Tum sy tumhi tak kay fasly Ache Lagte hain.
---***---
Dil lagi thi usaay hum say Mohabaat kaab thi.
Mehfil-e-Ghair say Un koH Fursat kab thi.

Hum thay Mohabbat mein lut jane k Qabil.
Us kay Wadoon mein wo “HAQEQAAT” Kab Thi
---***---
Kisi ki Chahat Mein Itne Pagaal Naa Hona.
Ho Sakta hy Wo Tumhari Manzil Na ho.

Us ki Muskurahat koH Izhar-e-Mohabbat Naa Samajhna.
Kahien ye MuskuranA us ki Aadaay nah hoo.
---***---
Hazar Un Se Muhabbat
Hazar un se muhabbat jatane wale hain
Zamane wale bhi lekin zamane wale hain…
Bahar jin ke naqsh-e-qadam pe nazan hai
Ye khush khuram qayamat uthane wale hain…
Woh beqasoor hain wada agar wafa na ho
Qadam qadam pe unhein wargalane wale hain…
Tumhari chashm-e-karam ne jinhein hawa de di
Woh khush shanas kahan sar jhukane wale hain…
Unhein wafa-o-muhabbat ka tajurba hi nahin
Jo bekhabar unsey apna banane wale hain…
Shab-e-faraq sitaron se khaak dil behle
Ke rafta rafta ye sab doob jane wale hain…
Woh poochhte hain to sab haal arz ker Aman
Ye ittefaq kahan haath aane wale hain…
---***---
Hamari m0habbat k saare
ehsaas le l0

Dil se pyar k saare jazbaat
le l0

Nahi ch0rain ge tufan mein
bhi Akela aap k0

Is “M0habbaT” k saare
emtehaan le l0….
---***---
Beetey lamhe kyon har pal yaad aate hai
yaad aa aa kar phir humein kyon is tarah sataate hai
kyon ek insaan ek aisi chaap chod jaata hai
jo chah kar bhi yeh dil mita nahi paata hai
kyon yeh aansu thamne ka naam nahi lete
us ajnabi ki raah ko takte hai rehte
kyon yeh dil bas ek zid kare baitha hai
us sangdil ke pyar ki aas lagaye baitha hai
kyon yeh mausam itna haseen ho chala hai
pal pal saath bitaye lamho ka saaz ched chala hai
kyon is dard se har pal meri jaan chali jaati hai
har dhadkan ek hi fariyaad kare jaati hai
kyon pyar mein dard ka saath zaroor milta hai
ankhein band to jannat, khulne par khaakh hi milta hai
kyon zameer kisi ka awaaz nahi deta
kisi ke matam pe khushiya hai saja deta
kyon tanhaiyan is mod pe raas nahi aati
ujaale ke lauv se andheron mein hai le aati
kyon is dil ke tootne par koi awaaz nahi hai
ya zamana shayad aaj behra ho chala hai
kyon is dil ki dastak aaj ansuni ho gayi
woh chalta chala gaya, aur main yahi reh gayi
---***---
Bhaley Lagtey Hain Toofano Se Lartey Badban Mujko
Hawa K Rukh Pe Chalti Kashtian Achi Nahi Lagti

No comments:

Post a Comment