Thursday, July 3, 2014

Sad Poetry Urdu Sad Poetry In Urdu About Love 2 Line About Life By Wasi Shah By Faraz Allama Iqbal Photos Images Wallpapers

Sad Poetry Urdu Biography

Source:- Google.com.pk
Kehnay Ko Muhabbat hai lakin
Ab esi muhabbat kia kerni…
Jo neend chura le ankhon se
Jo khawab dikha k pholon k
Tabeer main kantay de jai
Jo gham ke kali raaton se
Her aas ka jugnu le jai
Jo khawab sajati ankhon ko
Aansu he aansu de jai
Jo mushkil ker de jeenay ko
Jo marnay ko asaan keray
Woh dil jo Pyar ka mandir ho
Wo yadoon ko mehman kare
Ab Aisi Muhabbat kaya karni…
Jo umer ki naqdi le jaey
Aur phir bhi jholi khali ho
Woh soorat DIL ka rog Baney
Jo soorat dekhi bhaali ho
Jo Qais bana de Insan ko
Jo Ranjha Aur Farhad karay
Ab Aisi Muhabbat kya karni..?
Jo khushiyon ko Barbad kare
Dekho to Muhabbat k Baray
Har shakhs yahi kuch kehta hai
Socho to Muhabbat k Ander
Ik Dard humesha rehta hai
Phir Bhi Jo cheez MUHABBAT hai
Kab In baaton se Darti hai
Kab in k baandhay rukti hai
Jis DIL main iss ko Basna ho
Yeh Chupkay say Bas jati hai
AB AISI MUHABBAT KIA KARNI…??? 
--*****--
Khuda Jaane Mere Nashib Mein Kya Hai
khuda jaane mere nashib mein kya hai,
kyun har kadam pe imtahan le raha hai,
aankho mein sapne hai,paas hoshla hai,
aur mujh garib mein kya hai,
kyun har dafa dil mera torta hai ,
kar ke tanha mehfilo mein chorta hai,
kisi ki tashvir hai ,kisi ki yaadien hai aur ish dil mein kya hai
kyun mere rakib se mohabbat ushe hai
aziz rakib ki sohbat ushe hai ,phan hai bewafaai ka ,dil torne ka hunar hai,
aur mere ush rakib mein kya hai.
--*****--
Ab Kis Se Kahen Or Kon Sune
Ab kis se kahen or kon sune jo haal tumhare baad huwa
Is dil ki jheel si aankhon mein ik khuwab bohot barbad huwa
Ye hijar hawa bhi dushman hay us naam ke saare rangon ki
Wo naam jo mere honton per khushbu ki tarah aabad huwa
Us sheher ke kitne chehre thay kuch yaad nahi sab bhool gaye
Ik shakhs kitabon jesa tha wo shakhs zabani yaad huwa
Wo sab jhoote qasmein wadey thay dil jin mein khush ho jata tha
Ab is se farq nahi parta na-shaad huwa ya shaad huwa
Be-naam staish rehti thi in gehri sanwli aankhon mein
Aisa to kabhi socha bhi na tha dil ab jitna be-daad huwa…
--*****--
Mere Baad Kidhar Jayegi Tanhayi,
Main Jo Mara To Mar Jayegi Tanhayi,
Main Jab Ro Ro Ke Dariya Ban Jaunga,
Us Din Paar Utar Jayegi Tanhayi,
Tanhayi Ko Ghar Se Rukhsat Kar To Dun,
Socho Kis Ke Ghar Jayegi Tanhayi,
Veerana Hoon Aabadi Se Aaya Hoon,
Dekhegi To Dar Jayegi Tanhayi,
Yun Aao Ke Paanv Ki Bhi Aawaz Na Ho,
Shor Hua To Mar Jayegi Tanhayi..
--*****--
Jisay Tha Samjha Sahara Zindagi Ka 
Jisay tha samjha sahara zindagi ka
tha woh ek khwab meri bay khudi ka
dard uska tha or tarap meray dil ki
hua hay yeh hissa aaj bay hissi ka
mat hanso halat-e-zar per meri
kuch tou andaza karo meri beybasi ka
kehtay thay keh mat dil laga
dekha hay tunay anjam dillagi ka...
--*****--
Tanhai B Aj Kal Hum Par Hasti Hai. -
Tanhai bhi hamari aajkal hum par hasti hai,
Jaise koi machhali pani ke liye tarasti hai,

Badalon ki tarah meri ankhen barasti hai,
Bahut samjhaya maine apni saanso ko tham ja,
Par ye bhi ab hume kaanto ki tarah chubti hai…
--*****--
Kabhi Aansu Chupa Chupa K Roye
Kabhi Daastan-e-Gham suna Suna K Roye

Raat Katti Hai intzar-e-yaar Me
Hum Raat Bhar Taaron Ko Jaga Jaga K Roye

Phir Wo N Aaye Raat Ka Wada Kar K
HUm Tamam Raat Shama Jala Jala K Roye

Aaj Raat Un K Aane Ki Umeed thi Humen
Wo N Aaye Hum Ghar Ko Saja Saja K Roye

Suna Hai “WASI” Dua Se Hoti Hai Murad Poori
Hum Saari Raat Haath Utha Utha k Roye
--*****--
Tumhein farak nahi parta.....!
Main tum se roth jaon tou,
Tumhare pas na aaon tou,

Phir tum se duurr jaa kar main,
Kabhi wapis na aaon tou,

Tumhari yaad mein gum sum,
Kabhi aansu bahaon tou,

Tumhein fark nahi parta....!
Tumhare piyar mein aksar,

Khud ko bhool jaaon tou,
Main teri deed mein tanha,

Kabhi khud ko mitaon tou,
Main tumse door reh kar phir,

Akele marr bhi jaaon tou,
Tumhein fark nahi parta...!!!
--*****--
Agar Koi Pochay Tum Se..
Ke Ab Halaat Kaisay Hain?
Tumhare Din Raat Kaise Hain ?

Kaisi Guzar Rahi Hai ??
Faqat Itna Kehna Tum..
Suno..
Kabhi Sagar Kinaaray Par !!
Kisi Machli Ko Dekha Hai ???
Usay Lehrain Kinaarain Tak Tu Laati Hain
Magar Phir Chorh Jaati Hain !!

Mere Halaat Ese Hain
Mere Din Raat Aese Hain !! 

No comments:

Post a Comment