Wednesday, July 9, 2014

Urdu Poetry Sad Sad Poetry In Urdu About Love 2 Line About Life By Wasi Shah By Faraz Allama Iqbal Photos Images Wallpapers

Urdu Poetry Sad Biography

Source:- Google.com.pk

Ik chand tanha khara raha
Mere aasamn se zara parey

Mere saath saath safr mein tha
Meri manzilon se zara parey

Teri justju k hisar se
Tere khawab Tere khayal se
Mai wo shaks tha jo khara raha
Teri chahton se zara parey

Kabhi dil ki baat kahi na thi
Jo kahi to wo bhi dabi dabi
Mere lafz poorey to thay magr
teri sma`aton se zara parey

Tu chala gya mere hamsafr
Zara dekh murr k to ik nazar
Meri kishtiyan hain jali hoi
Tere sahilon se zara parey
---***---
Mohabbat Na Samajh Hoti Hai
mohabbat na samajh hoti hai samjhana zaroori hai
jo dil main hai use aankhon se kehlaana zaroori hai
usoolon per jo aanch aaye tou takraana zaroori hai
jo zainda hai tou phir zinda nazar aana zaroori hai
bohot bebaak aankhon main talluq tik nahin sakta
mohabbat main kashish rakhne ko sharmaana zaroori hai
saleeqa hi nahin shaayad use mehsoos kerne ka
jo kehta hai khuda hai tou nazar aana zaroori hai
---***---
Jab Kisi Sey Koi Gila
jab kisi sey koi gilah rakhna
samney apney ik aiena rakhna

Yon ujalon sey wasta rakhna
Shama key paas hi hawa rakhna

Jab kisi sey Koi gilah rakhna

Ghar ki tameer chahey jaisey ho
Iss mai rooney ki kuch jaga rakhna

Masjidein hain namaziyon key lye
apney ghar mai kahin khuda rakhna

Milna julna jahan zaroori ho
Milney julney ka honsla rakhna

Samney apney ik aiena rakhna
Jab bhi kisi sey koi gilah rakhna
---***---
Mohabat Kar Nehi Paaya
december k maheenay ka,
wo shaayad aakhri din tha..
baras guzray kaii,
main nay “mohabat” lafz likha tha..
kisi kaaghaz k tukray par!
achaanak yaad aaya hay,
baras guzray kaii,
mujh ko kisi say baat karni thi..
usay kehna tha..
“jaan-e-jaan!
mujhay tum say mohabat hay..”
magar main keh nehi paaya..
wo kaaghaz aaj tak,
lipta para hay dhool main lekin..
kisi ko day nehi paaya,
dobaara chah kar bhi main,
mohabat kar nehi paaya…!!
---***---
Koi Had B Usko Yad N
Koi had b usko yad nahi,Koi baat b usko yaad nahi
Ik shakhs ne usko chaha tha,Wo zat b usko yaad nahi

jab shab ki bijli chamki thi,aur badal toot k barsa tha
Hum dono jis mei bheege thay,Wo barsat b usko yaad nahi

Wo sahil,darya, phool,hawa,wo wada sath nibhane ka
Or shab bhar “chand” ko dekha tha,wo raat b usko yad nh,

wo kehti thi mai sunta tha,mai kehta tha wo sunti thi,
un lakhon baton mai koi ik baat b usko yad nahi
---***---
 Kaho ehsaas hota hy
Bicherney ka, bikherney ka, ujerney ka
Ager aisa nahi to kiss liye
be-chain ho itney
JawaB aYa
Sunoo Iqrar hy mujh ko
mujhe ehsass hota hy
Mager itna nahi hota
Yeh dil her pal buhat bekul, buhat muztarib
buhat be-taab hota hy
Mager iTna naHi HoTa
---***---
Kitni mushkil se kati kal ki raat na poocho,
Dil se nikli hui honton may dabi baat na poocho,
Wo kis ada se mere samnay se guzra abhi,
Kis tarah mainay sanbhalay jazbaat na pooocho,
Is tarah pal main mujhay begana kar diya usnay,
Kis tarah khaai hai mainay maat na poocho,
Ab tera pyaar nahi hai to sanam kuch bhi nahin,
Kitni mushkil se bani thi dil Ki kaayenaat na poocho

---***---
Wo apni mohabbat ka alam sunaty rahe
Aur hum dheere dheere hosh mein aaty rahe

Wo aane wale daur ki baatei’n batate rahy
Hum puraani yaado’n se apna jee behlaty rahe

Honto’n par kisi aur ka naam le ker wo apni aarzu jataty rahe
Hum kbhi un ko tou kbhi apne dil ko samjhaty rahe

Wo khud ko kisi aur ki amanat batate rahe
Aur hum apna sab kuch lutatey rahe

Wo itna muskuraye k unki aankho’n se aansubeh gaye
Humari aankho’n seaansu behty rahy aur hum muskuraterahe
---***--- 
Najane Kion Dil Laga Lete Hain Laug
Khud Ko Yuun Hi Saza Dete Hain Laug
Jab Koi Pass Ho To Kadar Nahin Karte
Door Koi Chala Jaey To Sada Dete Hain Laug
Jab Mil Jaey Safar Main Naya Hum-Safar Koi
Per Kion Purani Rafaqat Ko Bhula Dete Hain Laug
Gham Bhi Dete Hain Or Kehte Hain Bhool Jao
Hamari Chahat Ka Ye Sila Dete Hain Laog
---***---
Chup Rehna Achi Aadat Hy
Suno .. !!!
Chup Rehna Achi Aadat Hy …
Magar

Jaaana’n Mohabbat Mein …
Yun Khamosh Rehny Se …

Mohabbat Rooth Jati Hy …
Aadat Tuut Jati Hy …

Phir Khud-Kalami Aan Leti Hy …
Aur Sada Phir Saath Rehti Hy ….!!

---***---
Woh Aksar Apnay Kaam Main Magan…
Baithay Baithay Mujhay Sochnay Lagta Hai…
Woh Sari Baatain Yaad Aati Hain Us Ko…
Woh Subhain , Woh Shamain…
Wohi Zindagi Ki Musafatain…
Jinhain Gin Gin Kay Guzara Kartay Thay…
Phir Jab…
Haqeeqaton Main Wapis Lout-Ta Hai…
To Muskura Daita Hai…
Aur Sar Jhatak Kay Kehta Hai…
PaGLi!!!!!!!
---***---
A Chand Tu Hi Bata MjhKo,
TujhKo MaloOm HoGa Afsana UsKa,
Har Aankh Se Aankh Milata Hai Tu,
Tu Ne Dekha hoga Aashyana Uska,
Mera Dost Kis Haal Mein Hai,
Kinse Hai Milna Milana Uska,
A Chand Mere DOST Se Keh Dena,
Muntzir Hai aaj B Ek Dost Purana Uska.

No comments:

Post a Comment