Monday, July 7, 2014

Sad Poetry About Love In Urdu Sad Poetry In Urdu About Love 2 Line About Life By Wasi Shah By Faraz Allama Iqbal Photos Images Wallpapers

Sad Poetry About Love In Urdu Biography

Source:- Google.com.pk

Bohat jalaega hooron ko daagh jannat main
Baghal main uss ki wahaan hind ki pari hogi
---***---
Dil sulagta hai tere sard rawaye pe mera..
Daikh iss baraf ne kiya aag laga rakhi hai
  ---***---
Kaun sood-o-ziyaa’n ki duniya mein,
Dard-e-ghurbat ka sath deta hai,
Jab muqaabil hon ishq aur daulat,
Husnn daulat ka saath deta hai..
---***---
 Teri Yaadon Ke Raastay Ki Taraf
Ik Qadam Bhee Nahee Barhuun Ga Mein
Dil Tadapta Hai Tere Khat Parh Kar
Ab Tere Khat Nahee Parhuun Ga Mein
---***---
Yun to apne qasidaan-e-dil ke paas,
Jane kis kis ke liye peghaam hain,
Jo likhe jaate rahe aur’on ke naam,
Mere woh khat bhi tumhare naam hain..
---***---
Nashaa-e-Naaz Ne Be-Haal Kia Hai Tum Ko
Apne Hee Zor Mein Kamzor Hoi Jaati Ho
Mein Koi Aag Nahee, Aach Nahee, Dhoop Nahee
Kiun Paseenay Mein Sharaabor Hoi Jaati Ho ?
---***---
Zakham-e Umeed Bhar Gaya Kab Ka,
Qais Tou Apne Ghar Gaya Kab Ka.
Ab Tou Mu Apna Mat Dikhaao Mujhe,
Naa-siho Main Sudhar Gaya Kab Ka.
Aap Ab Poochne Ko Aaye Hain,
Dil Meri Jaan Mar Gaya Kab Ka.
Aap Ik Aur Neend Le Lijiye,
Kaafila Kooch Kar Gaya Kab Ka.
Mera Fehrist Se Nikaal Do Naam,
Main Tou Khud Se Mukar Gaya Kab Ka.
---***---
Jin K Milte Hi Dil Ko Khushi Mil Jaye
… Doston,,,
Wo Log Kyun Zindagi Main Kam Mila Karte Hain.
---***---
Kuch Iss Tarah Se NAZAR ANDAAZ Kar Dia Logon Ne Hame,
*Aye Dost*
Jesay EzaaHufi Lafz Thay Hum Unki Zindagi Ki Kitaab Mein!!
---***---
 Dil Tha Darham Aur Barham Raaigaan
Thay Tumhaari Zulf Ke Kham Raaigaan
Apni Saari Aarzooain Theen Faraib
Apnay Khwaabon Ka Tha Aalam Raaigaan
“Jhon” Shayad Kuch Nahee Kuch Bhi Nahee
Hai Dawaam Ik Weham Aur Dam Raaigaan
Zindagi Bas Raaigaani Hee Tou Hai
Mein Bohat Khush Hun Ke Thay Ham Raaigaan
Ham Rasaa Aur Naarsaa Kuch Bhee Nahee Thay
Yaani “Jhon” Aur Fahiya Kuch Bhee Na Thay
---***---
Tum Jab Aao Gi Tou Khoya Hua Paao Gi Mujhey
Meri Tanhaayi Mein Khwaabon Ke Siwa Kuch Bhi Nahi
Meray Kamray Ko Sajaanay Ki Tamanna Hai Tumhain ?
Meray Kamray Mein Kitaabon Ke Siwa Kuch Bhi Nahi
In Kitaabon Ne Barra Zulm Kiya Hai Mujh Par
In Mein Ik Ramz Hai Jisme Ramz Ka Maara Hua Zehen
Muzda-e-Ishrat-e-Anjaam Nahi Paa Sakta
Zindagi Mein Kabhi Aaram Nahi Paa Sakta
---***---
Hum Rahay Per Nahee Rahay Aabaad
Yaad Ke Ghar Nahee Rahay Aabaad
Kitni Aankhain Howin Halaak-e-Nazar
Kitnay Manzar Nahee Rahay Aabaad
Hum Ke Ay Dil Thay Sakhan Sir Taa Paa
Hum Labon Pe Nahee Rahay Aabaad
Sheher-e-Dil Mein Ajab Mohallay Thay
In Mein Aksar Nahee Rahay Aabaad
Jaanay Kia Waaqiya Howa Kiun Loog ????
Apnay Andar Nahee Rahay Aabaad
---***---
Har Baar Mere Saamnay Aati Rahi Ho Tum
Har Baar Tum Se Mil Ke Bicharta Raha Hun Mein
Tum Kon Ho Ye Khud Bhee Nahee Jaanti Ho Tum
Mein Kon Hun Ye Khud Bhee Nahee Jaanta Hun Mein
Tum Mujh Ko Jaan Kar Hee Padi Ho Azaab Mein
Aur Is Tarah Khud Apni Sazaa Ban Gayaa Hun Mein
---***---
Shaayad Mujhe Kisi Se Mohabbat Nahi Howi
Laikin Yaqeen Sab Ko Dilaata Raha Hun Mein
Ik Husn-e-Bemisaal Ki Tamseel Ke Lye
Parchaayion Pe Rung GIraata Raha Hun Mein
Apna Misaalya Mujhe Ab Tak Na Mil Saka
Zarron Ko Aaftaab Banaata Raha Hun Mein
Kia Mil Gaya Zameer Hunar Baich Kar ?
Itna Ke Sirf Kaam Chalaata Raha Hun Mein
Kal Dophair Ajeeb Si Ek Be-Dili Rahee
Bas Titliaan Jalaa Ke Bujhaata Raha Hun Mein
---***--- 
Meri Khamoshion Ka Raaz Mujhe Khud Nahi Pata”
“Doston”
Jane Kiyon Log Mujhe Maghroorsmjhte Hain”,
---***--- 
Zara c raat dhal jae tu shayed nend aa jae,
Zara sa dil behal jae tu shayed nend aa jae

Abhi tu karb hay, baichainiyan hain, beqarari hay,
Tabeat kuch sambhal jae tu shayed nend aa jae

Abhi tu narm jhonkun mai chupay hain teer yadun k,
Hawa ka rukh badal jae tu shayed nend aa jae

Yeh toofan ansuon ka jo aya hay palkun tak,
Kisi surat jo tal jae tu shayed nend aa jae.........
---***--- 
Ye Jo Berukhi Hy Baja Nahi,Ye Adayen Kyon,Ye Ghuroor Kya?
Ye Guraiz Kis Liye Is Qadar,Ye Khafa Khafa Se Huzoor Kya?

Tjhe Yad Krna Mzaaq Tha,Tjhe Bhool Jana Azab Hai
Ye Saza Hai Jurm-e-Firaaq Ki, Mere Hafzey Ka Qasoor Kya?

Tere Saath Hai Jo Teri Ana,Mere Saath Mera Naseeb Hy
Mujhe Tujh Se Kesi Shikaytein,Tujhe Khud Pe Itna Ghuroor Kya?

Ye Tmhara Chehra Kitab Hai,Isy Parh Raha Hun Main Warq Warq
Zara Baat Saada Likha Karo,Ye Muhawron Ki Satoor Kya

No comments:

Post a Comment