Wednesday, July 9, 2014

Sad Poetry On Love Sad Poetry In Urdu About Love 2 Line About Life By Wasi Shah By Faraz Allama Iqbal Photos Images Wallpapers

Sad Poetry On Love Biography

Source:- Google.com.pk

jism apna hai koi aur na saya apna
jane is zist mein hai kon sa rishta apna

tune kis mod pe chodatha mujhe umr-e-ravan
tak raha hun kai sadiyon se main rasta apna

hum rahe bhi to badalate hue mausam ke tarah
teri aankhon mein koi aks na thahara apna

ik tera gham tha baharrang jo shadab raha
is shajar ne giraya koi patta apna

kitne asanam tarashe hain teri surat ke
jhank kar dekh zara mujh se sarapa apna
---***---
Hairaan hoon k ye konsa Dastoor-e-Wafa hai,
Tu Misl-e-Rag-e-Jaan hai , To kiyon mujh se khafa hai,

Tu Ahl-e-Nazer hai to nahituj ko khaber kiyoon,
Pehlu mein tere koi zamanay se khara hai,

Likha hai mera naam samander pe hawa ne,
Or dono ki fitrat mein sukoon hai na wafa hai,

Shikwa nahi mujh ko k hoon Mehroom-e-Tamanna,
Gham hai to faqt itna k tu dekh raha hai,

Hum rakhte hain daawwa k hai qaboo hamain dil per,
Tu saamnay aa jaye to ye baat juda hai.
---***---
Be-aitebaar shakhs tha so waar kar gaya
Lakin merey shawoor ko baidaar kar gaya

Kuch mein ne Ishiteial mein shikwey giley kiye
kuchwo shikayatain sar-e-bazar kar gaya

Pehley woh meri zaat ki taameer mein raha
phir mujh ko apney haath sey mesmaar kar gaya

woh aa mila to faasley kat~tey chaley gaye
bichrda to raastey merey dushwar kar gaya
---***---
Tabaahi ka apni nishaan chor aye
warq dar warq daastan chor aye

Har ek ajnabi se pata puchte hain
Tujhe zindagi ham kahanchor aye

wohi log jeene ka fan jaante hain
jo Ahssas e sood o zyan chor aye

Nikal aaye tanha teri rahguzar per
Bhatakne ko ham karwaan chor aye
---***---
Ashkbaar rehne lagi aankhe,
teri judai ke baad...

zakhm sehne lagi saanse,
teri judai ke baad...

dil jese toot sa gaya ho!!!
umeed ka damanchoot sa gaya ho!!

sawal ? karne lagi yaade,
teri judai ke baad...

sawere mien siyaahi !!!
qaid lagne lagi rihai !!!

khud aap karne laga baatie,
teri judai ke baad...

shab bhar nahi milti palkein !!!
karvat badal badal har rukh simtien !!!

ratjago se karne laga vaadie,
teri judai ke baad...

ashkbaar rehne lagi aankhe,
teri judai ke baad...

zakhm sehne lagi saanse,
teri judai ke baad...
---***---
Mosam badal gya to zamany badal gae
Lamhon mai dost barson purany badal gae

Din bhar jo rahy mari muhabatki chaoun mai
Wolog dhop dhlty hi thikany badal gae

Kal jin ky lafz lafz mai chahat thi payar tha
Lo aj un labon ky tarany badal gae

Ek shaks kya gia mera shaher chor kr
Jeeny ky sarry dhng purany badal gae

Ab wo na wo raha hy,na mai he mai raha
Sary hi zindgi k fasany badal gae
---***---
Chahat Par Aitbaar Na Raha
Khushi Kya Hai Ye Ehsaas Na Raha

Dekha Hai In Aankhon Ne Tute Sapnoa Ko
Islie Ab KisiKa Intezaar Na Raha
---***---
kis ko bataye kaya hai mohbbat kaya ye wafa hai
Eak dard hi musalsal es pyaar ka silsila hai

roke roke najazbein hamare
choty se dil main kitna tofa hai

leke ham jai ye pyaar ab kaha
es rishty ka bas naam hi rah gaya hai

mohbbat k naam se darta hai ye dil
pyaar kerna bas eak saza hai

kitne hai tanha ham kitne adore
k gham ke seiwa na kuch bhi mila hai

koi kisi ka hota nahi hai
ye pyaar na ab phele jaisa hai

Kanta na hota, toh
phool ki hefazath na hoti,

Andhera na hota,to
roshini ki zarurath na hoti,

Agar mil jati har khushi duniya me,
Toh dil ki mulaqath dard se na hoti
---***---
a Jane Dhoondtay Ho Kya Meri Weeran Aankhon Mein
Chupa Rakhay Hum Ne To Kai Toofaan Aankhon Mein

Kahan Woh Shokhiyan PehlaySi,Ab Kuch Bhi Nahin Baqi
Chalay Aaye Ho Tum Kya Khojnay In Be-jaan Aankhon Mein

Kisi Ka Haath Lekar Haath Mein Jab Tum Mile Hum Se
To Kaise Toot Ke Bikhra Tha Mera Maan Aankhon Mein

Na Samjho Chup Hain To Tum Se Koi Shikwa Nahi Baqi
Hum Apne Dard Ki Nahi Rakhte Koi Pehchaan Aankhon Mein

Milay The Baad Muddat Ke Humain Tum Ajnabi Ban Kar
To Kaise Dard Na Uthta Meri Hairaan Aankhon Mein

Nahi Ab Phir Se Koi Raabta Rakhne Se Kuch Haasil
Ke Ab Dafna Diye Hum Ne Sabhi Armaan Aankhon Mein?!
---***---
Mohabbat Jeet Hoti Hai!
Magar Ye Har Jati Hai!

Kabhi Dil Soz Lamhun Se
Kabhi Bekar Rasmoon Se

Kabhi Taqdeer Walun Se
Kabhi Majboor KasmoonSe

Mohabbat Jeet Hoti Hai
Magar Ye Har Jati Hai

Kabhi Ye Phool Jaisi Hai
Kabhi Ye Dhool Jaisi Hai

Kabhi Ye Chand Jaisi Hai
Kabhi Ye Dhoop Jaisi Hai

Kabhi Masroor Karti Hai
Kabhi Ye Rog Daiti Hai

Kabhi Le Par Jati Hai
Kabhi Ye Mar Jati Hai

Mohabbat Jeet Hoti Hai!
Magar Ye Har Jati!
---***--- 
Janay Walun Se Pyar Mat Karna
Ab Mera Intezar Mat Karna

Mudatoon Baad Muskuraya Hun
Ab Mujhe Soogawar MatKarna

Jo Bazahir Dehayi De Khamosh
Aisay Darya Ko Paar Mat Karna

Meri Janib Nikalnay Wala Koi
Rasta Ab Ihtiyar Mat Karna

Beyaqeeni Mein Mubtala Hun Main
Ab Mera Aitbaar Mat Karna

No comments:

Post a Comment