Thursday, July 10, 2014

Famous Sad Poetry Sad Poetry In Urdu About Love 2 Line About Life By Wasi Shah By Faraz Allama Iqbal Photos Images Wallpapers

Famous Sad Poetry Biography

Source:- Google.com.pk

Wo Kitny Mehraban The K Hazaron Gham De Gaye Faraz
Hum Kitne Khud Gharz Nikle Kuch Na De Sake Piyar K Siwa
---***---
Mohabat Rog Hoti Hai

Mohabat rog hoti hai kaha bhi tha
Rula k kud bhi roti hai kaha bhi tha
Isay tum dil ki dharti ka pata mat do
Yeh us mai dard boti hai kaha bhi tha
Marhala-e-mohabat mai khushi k bad
Ghamon ki rut bahut nazdeek hoti hai kaha bhi tha
Luta kar dil ko ronay say hai kia hasil
Tmhara Ahshk bahut nayab moti hai kaha bhi tha
yeh tum ko sir say paon tak bus rakh kar daygi
bahut bay dard hoti hai kaha bhi tha
---***---
Khilonoon Ki Jagah DiL Toot’tay Ha!n_
K Guriya Ab Bari Honay Lagi Hai..!!
---***---
Nata torne k bad us ne mange hai daye hue tohfe.
wo sub kuch le gaya sawye yaadon k…
---***---
Ab To Mumkin Hi Nahi Un Se Mulaqat
Ab To Aruj Pe Ponchi Hai Us Ki Zaat

Wohi Waade Hai Or Rasmoon Ki Zanjireen Baqi
Kab Badalti Hai Zamane Ki Riwayat
---***---
Zara C Baat Thi Tum Se Mohabbat
Zara c Baat Thi,
Tum Se Mohabbat ,

Zara c Baat Kitni Badh
Gayi Hy . . . !
---***---
lafz likhta hou to ehsas likha jata hai dard likhta hoon
to piyas likha jata hai mere zameera se wakif hai youn
kalam mera mohabbat likhta hou to tera naam likha jata ha
---***---
Shikwe Hain Zuban Pe
shikwe hain zuban pe taqdir ke maare hain…
daman bhi hamare hain aansoo bhi hamare hain…!
---***---
Bakhsha Hai Thokroon Nay
bakhsha hai thokroon nay sanbhalnay ka husla,
har hadsa khayal ko gehrai day gaya..
---***---
Hm Ghum Ki Raat Khayalon Me Kat Dete Hen,
Mile Jo Din Ujalon Me Bant Dete Hen,

Hm DARD-E-DIL

Ko Bohat Aziz Rkhte Hen
Mile Jo Khushi Zamane Me Bant Dete Hen
---***---
Mujh Se Wada Karo Mujhe Rulao Gay Nahien
Halaat Jo Bhi Ho Mujhe Bholao Gay Nahien

Chhupa Ke Apni Ankhon Mien Rakho Gay Mujhe
Dunia Mien Kisi Or Ko Dikhao Gay Nahien

Mere Lafaz Mere Dil Ki Tehririen Hien
Qasam Uthao Ke Inko Jalao Gau Nahien

Mujhe Yeh Yaqeen Dilao Ke Mujhe Yaad Rakho Gay
Meri Yadoon Ko Apny Dil Se Mitao Gay Nahien
---***---
Chehra Wo Hatho Se Chupate Q Hai,
Sharmate Hai To Samne Aate Q Hai,

Kahte Hai Wo Hme Mar-2 Ke Na Jine Ko,
Fir Aate Hai To Laut K Jate Q Hai.
---***---
Kon Kitna Bara Faree
Kon Kitna Bara Fareebi Hai…

Aao Ek Sham…

Hum Mohabbat Se..
Apni Apni HatheeliYan Dekahin..
---***---
Tumko aik talkh haqeeqat bhi bata detay hain,
Jisko aksar ye LOG chupa detay hain,

Tum nay girtay huvay PAT’TON ko to dekha hoga,
APNI har saans wo TEHNI pe ganwa detay hain,

Kya khoob sajatay hain BAHARON main shajar ko,
Kari DHOOP main apna aap jala detay hain,

Kitnay BE-REHAM shajar hain naye pat’ton ki KHUSHI main,
Peelay pat’ton ko khizaon main gira detay hain,

Aur jo girtay hain QADMON main shajar kay,
LOG unhi pat’ton ko pairon main daba detay hain…….;->
---***---
Khamoshiyan teri mujhse baatein karti hai,
meri har aah har dard samjhti hai,
pata hai majbur hai tu aur main bhi,
phir bhi aankhen didar ko tarasti hai
---***---
Chalo Hum Maan Lete Hai,
Tumhe Fursat Nahi Milti,
Na Duniya Ke Jhamelo Se,
Na Apno Ke Fasaano Se,
Ye Sab Kuch Maan Lete Hai,
Magar Ek Aarzu Dilki,
Tumhe Dilse Batate Hai,
Agar Fursat Mile Tumko,
Ek Lamhe Ko Aa Jana,
Hamein Itna Bata Jaana,
Tumhe Hamara Intezar Hai,
Tumhari Aankhon Me Ab Bhi
Hamare Khwab Palte Hai,
Yakeen Jaano Ye Ek Baat
Hamein Umar Bhar Intezar
Karne Ka Hausla De Jayega
Hamein Deewana Bana Dega…
---***---
Dil Ki Baat Zaban Tak Lana Kitna Mushkil Hai
Halay Dil Auroon Ko Sunana Kitna Mushkil Hai

Aik Humain Hai Teri Chahat,Aik Dunya Ki Majbori
Beech Samandar Diya Jalana Kitna Mushkil Hai

Aik Naye Dunya Ki Chahat Lay Aye Hai Kitni Dor
Wapis Laut K Ghar Ko Jana Kitna Mushkil Hai

Ab Tu Har Aik Hi Hum Ko Dard Ka Mara Lagta Hai
Apnay Zakham Logon Ko Dekhana Kitna Mushkil Hai

Roz Muhj Say Aik Naye Tamana Karta Hai Yeh Mera Dil
Is Nadaan Bachay Ko Samjhana Kitna Mushkil Hai

Hum Ankhoon Say Kehnay Walay Tum Hontoon Ko Sunanay Walay
Apni Chahat Yuhn Tumhain Batana Kitna Mushkil Hai
---***---
Meray haath main jo Gulaab thay…..
Woh Gulaab saare bikher gaye…….
Meri aankh main woh jo khuwaab thay…..
Woh hi khuwaab mere ujarr gaye…..
Jisey main ne maanga tha baar-ha……
Woh hi shakhs mujh se bicharr gaya…..
Mera humsafar mujhe chorr ker…..
Kisi aur simt chala gaya….
Jisey saath dena tha umar bhar…..
Woh to do qadam bhi na chal saka……!!
---***---
 Main ab khayalon main teri tasweer banaoon magar kaise
Tu hi bata haal-e- Dil tujhe sunaon magar kaise,
Jo mahel banaye the khuwabon main humne
In mahlon main Wafa ke deep jalaoon magar kaise

No comments:

Post a Comment