Tuesday, July 8, 2014

Urdu Sad Poetry In English Sad Poetry In Urdu About Love 2 Line About Life By Wasi Shah By Faraz Allama Iqbal Photos Images Wallpapers

Urdu Sad Poetry In English Biography

Source:- Google.com.pk

Laakh miltay hain hum bahanay say
Pyar chupta nahi chupanay say
Ummar guzari hay dar-badar apni
Hum hillay thay zara thikanay say
Aik jadu sa kar gaye mujh par
Kuch makaan thay puranay say
Baat karta raha main us say magar
Baat banti nahi bana’nay say
Ho jo mumkin to yeh bhi kar dekho
Tum nikalo humain fasanay say
Meri chahat main bhi woh baat na thi
Woh bhi rukhsat hua bahanay say
Yeh bhi rakha hay dhiyaan main hum nay
Teer palta agar nishanay say…!!!
---***--
milna tha ittefaq to bicherna naseeb tha
woh itna hi door hai jitna kareeb tha

mai us shaks ko dekhne ko tarasti hi reh gayee
jis shakhs ki hatheli pe likha ” mera naseeb ” tha
---***---
Pyar Ka Pehla Khat L
Pyar ka pehla khat likhna mai waqt toh laghta hai
naye pariendo ko udne main waqt toh lagta hai

jism ki baat nahi thi unke dil tak jana tha
lambi dori tayen karne mein waqt toh laght hai
---***---
Manzil Zara b Door Na Thi Us Nishan Se
Thak k Gira Tha Jahan Parinda Uraan Se

Barish ki Dua is Liye Me Mangta Nahi
K Darya Bohat Qareeb He Mere Makan se..
---***---
/- Maza Aajaaye -//
Tum Kisee Gayr Ko Chaho Tu
Maza Aajaaye
Or Wo Tumsay Khafa Ho Tu
Maza Aajaaye
Tu Koe Naam Hatahyli Pay Likhay Mainhdee Say
Or Wo Naam Mayra Ho Tu
Maza Aajaaye
Mayray Sheqway Tujay Achay Nahi Lagtay Laykin
Tuj Ko Be Muj Say Gela Ho Tu
Maza Aajaaye
Tuj Ko Ahsas Tu Hoga Mayree Baychynee Ka
Koe Tum Say Be Joda Ho Tu
Maza Aajaaye . . .
---***---
Koi insan kisi insan ko kya deta hy
Aadmi sirf waseela hy sub Khuda deta hy

Wo takleef b dy mujhko tu karon Shukar ada
Koi Apna he smajh kr to saza deta hy.
---***---
“Abhi Hasna Sikha Hi Tha,
Ki Rulane Wale Bhi Aa Gaye”
“Duniya Walo Ki Mohabbat To Dekho,

Abhi Hum Thik Se Mare Bhi Nahi
Or Jalane Wale Bhi Aa Gaye…..”
---***---
Uska Her Zakham Bina Mein Takleef Seh Gaya
Chour K Wo Gaya Aur Mein Akela Reh Gaya

Mohabbat K Asool Bana Gaya Kuch Aisy
K Bewafai Usne Ki Aur Mujhko Bewafa Keh Gaya
---***---
Youn To Sab Mile Humse Pyar K Saath
Hum Kisi Se Na Mile Tumse Mulaqat K Baad
Itni Mazboti Se Dil K Darr Band Kiye Hum Ne
Dil Mein Utri Na Koi Zaat Teri Zaat K Baad
---***---
Nadiyon Se Kinare Chhut Jaate Hai,
Aasman Se Tare Toot Jaate Hai,
Zindagi Ki Raah Me Aksar Aisa Hota Hai
Jinhe Hum Dilse Chahte Hai Wahi Humse Rooth Jaate Hai..
---***---
Loog Toot Jatay Hian
loog toot jatay hian aik gar bananay main /
tumhain taras nahien ata hian basteyan jalanay main /
har dharaktay pathar ko loog dill samjhtay hain/
umer beet jate hian dill o dill bananay main
---***---
Andheri Raat Mein Re
Andheri raat mein rehtey to kitna acha tha…
hum apni zaat mein rehtey to kitna acha tha
dukhon ne baant liya hai tumharey baad hamein
tumharey haath mein rehtey to kitna acha tha…..
---***---
Mein Ne Aazad Kia APni Wafaon Se Tujhe
Bewafai Ki Saza Mujhko Suna Di Jaye
Mein Ne Mangi Thi Ujale Ki Faqt Aik Kiran
Tumse Ye Kis Ne Kaha Aag Laga Di Jaye
---***---
Tumhen Wapis bhi jana tha,
Kabhi tum ne ye Socha ha?
Kisi ki sochti sada si Aankhon mein,
Udasi ki tahreer tum ne mita Dali,
Dhanak sapnon ka phir se jaal sa ek bun diya un mein,
Magar janan!
Zara Socho….
Agar is baar bhi sapnay kisi ne toor Dale to,
Wo in ki kircheyan sari ki sari,
apni Palkon mein chupa le gi,
Tum aisa kuen nahi kartay,
Abhi se us ko batla do
Tumhen Wapis bhi jana hay.
---***---
Na Chahte Hue Bhi Di
na chahte hue bhi didar ho gaya,
tujhe dekha to mujhe pyar ho gaya.
socha na tha ki manzar ajib hoga tumse milkar,
par khuda ne tujhse milakar mausam rangeen kar diya.
---***---
Deepak raag hai chaahat apni kyu sunaaye tumhe
hum to sulagte hi rehte hai kyu sulgaaye tumhe

tark-e-mohabbat, tark-e-tamannaa karne ke baad
hum pe yeh mushkil aan parri hai kaise bulaaye tumhe

sannaataa jab tanhaayi ke zehar mein bujhta hai
vo ghadiyaa kyu kar katti hai kaise bataaye tumhe

jinn baato ne pyaar tumhara nafrat mein badlaa
darr lagtaa hai vo baate bhi bhool na jaaye tumhe.
---***---
Dukh Dard ke barsat nay pagal bana dia,
tanha smaj k rat nay pagal bna dia,
shikwa nahe kisi say kisi say gila nahe,
mujko mayray he halat nay pagal bana dia,
yay b nahe k un say milainy bar bar hum,
bus ek mulakat nay pagal bana dia,
kehta hai wo her bat pay,
pagal tu nahe ap,
mujko tu isi bat nay pagal bana dia.

No comments:

Post a Comment