Wednesday, July 9, 2014

Ghazals In Urdu Sad Poetry In Urdu About Love 2 Line About Life By Wasi Shah By Faraz Allama Iqbal Photos Images Wallpapers

Ghazals In Urdu Biography

Source:- Google.com.pk

Roshan Huwa Hai Chand Jasay Noor-E-Aftab Say
Meray Dil Ko Mili Roshni Kisi Bekhabar Kay Jawab Say
Meray Hum Dum Mujhay Rok Na Safar Say Issi Rah Kay
Mujhay Sekhna Hai Abhi Bohat Kuch Is Zindagi Ki Kitab Say
Main Bhala Kyu Heran Ho Us Usn Ki Ada Dekh Kar
Kay Mahknay Ka Hai Raz Kya Kabhi Pocha Kisi Nay Gulab Say
Louta Phir Thak Har Kay Akhhir Usi Kay Dur Par
Bus Wohi Mujhay Panah Mili Bus KhwahisooN Kay Sarab Say
Tu Khuli Jub Woh Hakekatain To Meri Pori Roh Ye Pukar Uthi
Kathin Na Ho Koi Lamha Bhi Shaid Aagahi Kay Azab Say
---***---

SamandaR K SafaR MaiN Is TaRha Awaz Day Hum Ko
Hawa’yeN Taiz HooN AuR KashtioN MaiN Sham Ho JaeY
MujhaY Maloom Hai Is Ka Thikana PhiR KahaN Ho Gha
Prinda AsmaaN ChoonaY MaiN Jab Nakam Ho JaeY
UjalaY Apni YadooN K HamaRay Sath RahnaY Do
Na JanaY Kis Gali MaiN Zindghi Ki Shaam Ho JaeY
---***---

Kabhie Yun BHi Aa Meri Ankh Mein K Meri Nazar Ko Khabar Na Ho
Mujhe Ek Raat Nawaz Da Magar Us Ke Baad Sehar Na Ho
Woh Bara Rahim O Karim Hai Mujhe Yeh Sifat Bhi Ata Kare
Tujhe Bhoolne Ki Dua Karon Tu Dua Mein Meri Asar Na
Kabhii Din Ki Dhuup Mein Jhuum Ke Kabhii Shab Ke Phuul Ko Chuum Ke
Yuhi Saath Saath Chalein Sadaa Kabhii Khatm Apanaa Safar Na Ho
Mera Pass Meray Habib Aa Zara Aur Dil Ke Kareeb Aa
Tujhe Darhkano Mein Basa Lon K Bicharne Ka Kabhie Darr Na Ho
---***---

Woh Bhi Meray Jawab Main Shahyad
Phool Rakh Dey Kitab Main Shahyad
Iss Liay Chirta Hoon Roz Ussay
Kuch Kahay Idrab Main Shahyad
Neend Say Iss Liay Hai Pyar Humin
Tu NaZar Ai Tu Khuwab Main Shahyad
Log Kehtay Hain Pai Jati Hai
Uss Ki Khushboo Gulab Main Shahyad
Iss Qadar Hai Kashish Gunahoon Main
Jo Nahi Hai Sawab Main Shahyad
Ghomta Hai Naqab Main Shahyad
Hussan Barkay Hijab Main Shayad
Baag Parta Hoon Iss Liay Faysal
Hay Tasali Sarab Main Shahyad
---***---

Jo Rusta Chunn Liya Usko Badalna Kyu’n Nahi Aaya
Mujhe Auro’n K Naqsh E Paa Pe Chalna Kyu’n Nahi Aaya
Merey Jazbo’n Ki Hiddat Uskey Dill Tak Hi Nahi Pohnchi
Meri Kirno’n Ko Badal Se Nikalna Kyu’n Nahi Aaya
Zara Sa Larh’kharha Kar Gir Parha Mai Aik Thhokar Se
Qadam Ukhrhe Tau Phir Mujhko Sambhalna Kyu’n Nahi Aaya
Ye Dil Lagta Hai Baazi Haar Jane Mai Mulavvis Tha
Usey Kho Kar Kaf E Afsos Milna Kyu’n Nahi Aaya
Nahi Ma’aloom Kaisey Umr Guzri Mukhtalif Sabb Se
Mujhe Uss Aag Mai Reh Kar Bhi Jalna Kyu’n Nahi Aaya
---***---

Wo Shakhs Mujhe Pyaara Hai Usay Kehna
Wohi Jeene Ka Sahaara Hai Usay Kehna
Laug Pyaare Hain Bohot Se Mujh Ko
Wo Sub Se Pyaara Hai Usay Kehna
Mohobbatein Shikaayatein Adaawatein Us Ki
Mujhe Sub Gawaara Hai Usay Kehna
Kacha Ghara Hai Aur Main Thaka Thaka As Hoon
Bohot Door Kinaara Hai Usay Kehna
Dil Ke Badle Jaan Mat Maango
Mujhe Is Main Khasaara Hai Usay Kehna
Chahne Waale Aur Bhi Hain Lekin
Ye Dil Sirf Tumhara Hai Usay Kehna
---***---

Bhanwar Main Duub Kar Ubroh Kanare Mil Hi Jate Hain
Agar Justaju Ho Sachi Sahare Mil Hi Jate Hain
Tamana Chand Ki Karti Hoon Kyun Tarikh Ratoon Main
Meri Jab Aankh Ko Ashkoun K Tare Mil Hi Jate Hain
Munderon Par Nazar Rahti Hay Grche Koy Mousam Ho
Bahaar Ane Na Ane K Ishare Mil Hi Jate Hain
Woh Aansu Hain Jo Aankhon Main Palat Kar Hi Naheen Ate
Magar Bichre Huwe Sache Sahare Mil Hi Jate Hain
Naheen Hay Phool Chahat Ka Koy Bhi Us K Pehlu Main
Magar Nafrat K Jalte Sangpare Mil Hi Jate Hain
Naheen Hay Tashnagi Ab Zindagi Main Koy Sawan Ki
Humari Aankh Se Ashkon K Dhaare Mil Hi Jate Hain
Naheen Gulfam Yeh Lazam K Royeen Hum Muqadar Ko
Kabhi Shahoon Ko Bhi To Kuch Khasare Mil Hi Jate Hain
---***---

Maarka Ab Kay Howa Bhi Tu Phir Aisa Ho Ga
Teray Derya Pay Meri Piyas Ka Pehra Ho Ga
Us Ki Ankhain Teray Chehray Pay Bohat Bolti Hain
Us Ne Palkoon Se Tera Jism Trasha Ho Ga
Kitnay Jugnoo Isi Khawish Mai Meray Saath Chalay
Koi Rusta Teray Gher Ko Bhi Tu Jata Ho Ga
Mai Bhi Khud Ko Bhulaai Howay Phirta Hoon Bohat
Aiena Us Ne Bhi Kuch Roz Na Dekha Ho Ga..!!
Raat Jalthal Meri Ankhoon Mai Uter Aya Tha
Sorut-E-Aber Koi Toot Kay Barsa Ho Ga
Yaa Mashihai Usey Bhool Gaye Hai Faysal
Yaa Phir Aisa Hai Mera Zakhum He Gehra Ho Ga
---***---

HIJR MOSAM ME YE BAARISH KA BARASNA KESA,
EK SEHRA SE SAMANDAR KA GUZRNA KESA . . .
AY MERE DIL NE PRESHAN HO TANHA HO KER,
WO TERE SATH CHALA KAB THA BICHHRNA KESA . . .
LOG KEHTE HAN GULSHAN KI TABAHI DEKHO,
MEIN TO VEERAN SA JUNGAL THA UJARNA KESA . . .
DEKHNAE ME TO KOI DARD NAHI, DUKH BHI NAHI,
PHIR YE AANKHON ME YUN ASHKON KA UBHRNA KESA . . .
BEWAFA KEHNE KI JURRAT BHI NA KRNA USS KO,
USS NE IQRAR KIYA KAB THA, MUKARNA KESA . . .
---***---

TuJhe Hm BhooL Na Paye Koi To BaaT Hy TuJh Mai
Nazar UTh Kr Na Jhuk Pai Koi To BaaT Hy TuJh Mai..
Teri AnkHain, Tera Chehra, Tere AnDaz Kya KeHna
YakJaa Hyn Hussn K SaB Shahkar Ek TuJh Mai..
Mere DiL Ki Tarap Se Jaane Tu KaB AsHna Hoga
Tere Bin Jee Nhi PaTa Meri Jaan Hy TuJh Mai..
Khuda Jaane Mera Junoon MuJhe Kya Kya DikHaye Ga
TuJhe Paya Hy KhuD Main Or KhuD Ko Paa Liya TuJh Mai..
TmHe Meri ChahaT Se Kuch HasiL Nhi Hoga
MuJhe Phr Se Nhi Kehna Meri Pehchan Hy TuJh Mai..!!

No comments:

Post a Comment