Thursday, July 10, 2014

Sad Poetry About Friends In Urdu Sad Poetry In Urdu About Love 2 Line About Life By Wasi Shah By Faraz Allama Iqbal Photos Images Wallpapers

Sad Poetry About Friends In Urdu Biography

Source:- Google.com.pk

Zamana dost ho jaye to tum mohtat ho jana
Kisi k rang badalnay main zara si deer lagti hay
Koi jo khwab dekho to usay foran bhula dena
Keh neendain toot janay main zara si deer lagti hay
Kisi ko dukh kabhi dena to itna soch ker dena
Kisi ki aah lagnay main zara si deer lagti hay
Bahut hi moutabar hain jin ko muhabat raas aa jaye
Kisi ko raah badalnay main zara si deer lagti hay
---***---
Lazzat-e-Gham Bhi Ajab Nasha Hai
Dost Ki Yaad Me Ro Kar Dekho
---***---
Jb gharz hui tb yaad kia, Jb waqt mila tb waar kiya.
Ab aur hqeeqat kia likhun is dour k mukhlis doston ki..
---***---
Tm yaad nahi karte hum bhula nahi sakte,
Tm hasa nahi sakte hum Rula nahi sakte.
Dosti itni khoobsurat hai hamaRi,
Tm jan nahi sakte aur hum bata nahi sakte.
---***---
Isey khuloos kaho ya hamari nadaani,
Jo koi hanss ke mila us se dosti karli..
---***---
Zindagi ke udaas lamhon mein,
Bewafa dost yaad aate hain..
---***---
Hum wafaayen kar ke rakhte hain wafaaon ki umeed,
Dosti mein iss qadar sauda’gari bhi jurm hai..
---***---
Kya jaaniye kab kon nishaana banaye mujhe,
Dartaa hoon ke dunyaa main mere yaar bohat hain..
---***---
Aik issi umeed pe hain sab dushman dost qabool,
Kya jaaney iss saada’pan main kon kahan mil jaye..
---***---
Mujhe lamhaa bhar ki dostiyaa’n ab aur bhi sataayen gi,
Meri umar bhar ki jo pyaas thi, wohi log mujhse bichar gaye..
---***---
Zamaana dost hai sara kis kis ko yad rakho ge,
Khudaa karey ke tumhe mujhse dushmani ho jaye..
---***---
Taaza mangain hain fasaaney hum se,
Jab milain hain dost puraaney hum se..
---***---
Doston se iss qadar sadmey uthaaye jaan per,
Dil se dushman ki dushmani ka gilaa jata raha..
---***---
Raas kyon dosti kisi ki ayi na humko,
Hum ne har taur se nibhaa kar dekhi..
---***---
Ye ajnabi si manzilain aur raftaga’n ki yaad
Tanhai’yon ka zeher hai aur hum hain dosto!
---***---
Muthi’on mein khaak lay kar dost aaye wakt-e-dafan
Zindagi bhar ki muhabbat ka sila dainay lagay.
---***---
Dushmano’n se mohabbat hone lagi hai mujhe,
Jese jese doston ko aazmaata ja raha hoon mein..
---***---
Bicharr ke to khat bhi na likhe yaron ne,
Kabhi kabhi ki adhoori si baat se bhi gaye..
---***---
Dushmano ki jafaa ka khauf nahin,
Doston ki wafaa se dartey hain..   
---***---
Waar is qadar shadeed ke dushman hi karta,
Chehra magar zaroor kissi ashna’aa ka tha..
---***---
Jata’aa Jata’aa Ke Mohabbat, Dikha Dikha Ke Khuloos,
Bohat Qareeb Se Loota Hay Mere Doston Ne Mujhey!
---***---
Dosti jab kisi se ki jaaye,
Dushmanon ki bhi raaye li jaye..
---***---
Dost bhi dushman na thay dil bhi adu mera na tha
Ye to mujh per ab khula zalim ke tu mera na tha

Is tarha khush ho raha hun jashn e maqtal dekh kar
Jis tarha her nok e khanjar pe lahu mera na tha

Apne apne bewafaon ne hamen yakja kia
Warna main tera nahin tha or tu mera na tha

Wo kahin bhi chor jata kia gila us se ke wo
Ik musafir tha shareek e justuju mera na tha

Ab to khud se bolte me khof ata he faraz
Itna dil azaar tarz e guftagu mera na tha
---***---
Kabhi Kabhi in Ankho Main Nami Se Hoti Hai
Kabhi Kabhi in Hontoon Pe Hansi Si Hoti Hai
Ae Dost Wo Tumhi Ho Jise Meri Zindgi, Zindgi Si Hoti Hai
---***---
Koi Chupata Hy
Koi Btata Hy
Koi Rulata Hy
To Koi Hasata Hy
Dosti Tu Har Kisi Ko Hai Kisi Na Kisi Se.
Fark Itna Hy Ki Koi Azmata Hy Aur Koi Nibhata Hy
---***---
Dil ke sehraa main kab aalam-e-tanhai hai,
Jab bhi dekha teri tasveer nazar ayi hai..
---***---
Ye bhi shaid zindagi ki ik ada hai dosto,
Jis ko sathi mil gea wo uar tanha ho gea.
---***---
Yaro muje maslob karo tum k mare bad,
Mumkin hai tumhara qad o qamat nikal ae.
---***---
Ye kafi hai k hum dushman nahin hain,
Wafadari ka dawa kion karain hum.
---***---
Har shakhs ko maat toot kar chaho mere yaro,
Har shakhs kabhi piar ka khogar nahin hota.
---***---
Lakh kar jor o sitam lakh kar ehsan o karam,
Tujh pe ae dost wohi weham o guman hai k jo tha
---***---
Batayen kya tumhe yaaro, kahan thehre, kahan pohanchey,
Hazaron dastaanein hain safar ke sath waabasta..
---***---
Raaz e dil kis ko kahon hazrat e naseh kahaye,
Jo mere dost hain kia ghair k ehbab nahin.
---***---
Ruswaion ka ap ko aea hai abb kheal,
Hum ne to apne dost bhi dushman bana lie.
---***---
Doston me jab wafa mafqod hone lag gai,
Hum ko apne dushmanon se rabta rakhna para.
---***---
Apne yaaron ki tabiyat se shanaasa hoon,
Ab taluq pe mujhe waar diya jaye ga..
---***---
bojh ban jayunga apne hi dosto par ek din main
jab wo kandha badal badal kar meri laash uthha rhe honge
---***---
Kuch Khawab Suhaany Toot Gay,
Kuch Yaar Purany Rooth Gaye.
Kuch Zakham Lagy Thy Chehry Par,
Kuch Ander Se Hum Toot Gaye.
Kuch Hum Thy Tabiyat K Saada,
Kuch Log Begany Loot Gaye.
Kuch Apno Ne Badnaam Kiya,
Kuch Ban Afsany Jhoot Gaye.
Kuch Apni Shikasta Nao Thi,
Kuch Humse Kinaary Choot Gaye

No comments:

Post a Comment