Wednesday, July 9, 2014

Poetry Of Love Sad Poetry In Urdu About Love 2 Line About Life By Wasi Shah By Faraz Allama Iqbal Photos Images Wallpapers

Poetry Of Love Biography

Source:- Google.com.pk

Chandni Raat K Hathon Pay Sawar Utri Hai
Koi Khushboo Meri Delhiz K Paar Utri Hai

Is Main KuchRang Bhi Hain Khuwab Bhi Mehkar Bhi Hai
Jhilmilati Hui Khawish Bhi Inkaar Bhi Hai

Isi Khushboo Main Kayi Dard Bhi Afsanay Bhi
Isi Khushboo Nay Banaye Kayi Dewanay Bhi

Isi Khushboo Say Kisi Yaad K Der Khultay Hain
Meray Pairon Say Jo Liptay To Safar Khultay Hain

Yahi Khushboo Jo Mujhey Ghar Say Utha Layi Thi
Ab Kisi Tor Palat Ker Nahi Janay Deti

Meri Delhiz Bulati Hai Mujhey Loot Aao
Yahi Khushboo Mujhey Wapis Nahi Aanay Deti

Ranj Or Dard Main Doobi Bahar Utri Hai
Koi Khushboo Meri Delhiz K Paar Utri Hai
---***---
Jo nazaro se dur magar dil k pas ho,
Apne liye khas ho,

Sukh-dukh me jiska sath ho,
Dil jiska saaf ho,
Jaise ki hamare liye “AAP” ho.
---***---
Mohabbat Bhi Hoti Hy Zarurat
K Paish-E-Nazar

Ab Ek Nazar Mein Lutt Jane Ka
Zamana Nahi Raha … !!!
---***---
Kab Mehakti Hy Bhala Raat
Ki Raani Din Mein

Sheher Soya Tou Teri Yaad
Ki Khushbuu Jaagi .. !!!
---***---
Koi Suraj Jagy Dharti Pr
Kuch Aisa Ho Yeh Raat Dhaly,
Koi Hath Me Thamy Hath Mera
Koi Ley K Mujko Sath Chalay,
Koi Bethay Mery Pehlo Me
Mere Hath Pe Apna Hath Dhary,
Or Ponch K Anso Ankhon Se
Wo Dheery Sy Ye Bat Kahy,
Yon Tanha Safar Ab Kat’ta Nhi
Chalo Hum Bhi Tumhary Sath Chalain..!
---***---
Ajeeb Qarb Ka Alam Hai Meri Basti Par,
Ghata Bhi Chaai Hai Barsat Bhi Nahi Hoti,
Silay Hain Hont Koi Baat Bhi Nahi Hoti,
Ajeeb Rang Badalta Hai Asar Ka Suraj,

K Sham Khafa Hai Or Rat Bhi Nahi Hoti,
Main Tumhari Zaat Ka Hissa Bhi Ban Nahi Sakta,
Juda Tumse Meri Zaat Bhi Nahi Hoti…
---***---
Saans lene se bhi teri yaad aati hai,
Har saans mein teri khushboo bas jati hai,

Kese kahoon ki saans se main zinda hoon,
Jab ki saans se pehle teri yaad aati hai.
---***---
Bohat Asan Hy Kehna
Mohabbat Tum Se Karty Hyn.
Magar
Matlab Mohabat Ka
Samajh Lena Nahi Asan

Mohabbat Paa K Kho Dena
Mohabbat Kho K Paa Lena

Ye Un Logo’n K Qissey Hyn
Mohabbat K Jo Mujrim Hyn

Jo Mil Jane Pe Hanste Hyn
Bichar Jane Pe Rote Hyn
Suno
Mohabbat Krny Wale Tou
Bohat Khamosh Hoty Hyn.
---***---
Khud ko is dil main basane ki Ijazat Day Do
Mujh ko tum apna bananay ki Ijazat Day Do…

Tum meri zindagi ka ek haseen lamha ho
Phoolon say khud ko sajanay ki Ijazat Day Do

Main kitna chahta hoon kis tarha bataoon tumhain
Mujhay yeh aj batanay ki Ijazat Day Do

Nahi hai shauk bhoolnay ka mager
Mujhay yeh duniya bhoolanay ki Ijazat Day Do
---***---
Har pal jisko chaha tha,
Har pal jisko socha tha,
Mere haal se wo waqif tha,
Meri har sham se wo waqif tha,
Na Jane phir Q muJko chor dia,
Tanha mera dil tor dia
Is bechaini k alam mai
Jab mai ye pucha karta hun
Phir tumne Aisa Q kia
Ik pyar bhara dil tor dia
Q Rukh apna tum ne mor dia
MuJhe tahna is Jahan mai chor dia,
Na mar sakun na kuch bol sakun,
Mere labon ko Aisa Jord dia,
Bus yun hi usi se kehta hun,
Phr tumne Aisa Q kia.?
Phr tumne Aisa Q kia?
---***---
hum bhi adhuray se hain kuch tum bhi adhuray
se hoo shayad hum dono eik dusray ki wajah se adhuray hain
adhurapan bhi kya bala hai ashq thamtay nahin pyaas ghatti nahin
---***---
Bus itni mohabbat kaafi hai
Tum hans k milo pholon ki tarha

Din rat katein khawabon ki tarha
Aawara hawa lehra k chalay

Lehrak chalay jub sham dhalay
Ek pehar dhalay tum hans k milo

Bus etni mohabat kaafi hai
Tum sath raho sanson mein raho

tum pas raho banhon mein raho
Tum dil mein raho dharrkan ki tarha
Bus etni mohabat kaafi hai
---***---
Meray dil me utro zara zara,
Mujhay holay holay to pyar do,

Meri tishnagi ko barhaao phir,
Meri be-kali k qaraar do,

Mujhay harfharf samait lo,
Muje lafz lafz shumaar do

Jo umar bhar na utar sake
meri rooh ko khud me utaaar lo
aaao
pyaar k is khel me
tum jeet jao muje haar do...!...
---***---
Mujhe kamil yaqeen hai tum meri ban jaao gi ek din
tumhare dil mai utroon ga mohabbat ki sada ban kar

Merejosh-e-janoon par sari khalqat mujhko takti hai
zara tum bhi nazar dalo na bethoo yun Khuda ban kar

Tumhain yeh raaz batla doon k aksar chand ratoun main
teri aangan mai aata hun sitaroun ki zeeya ban kar

Jigar ka khoon laya hoon tere singhaar ki khatir
hatheli par racha leyna ye mehkey ga Hina ban kar

No comments:

Post a Comment