Wednesday, July 9, 2014

Poetry In Urdu Sad In Urdu Language Sad Poetry In Urdu About Love 2 Line About Life By Wasi Shah By Faraz Allama Iqbal Photos Images Wallpapers

Poetry In Urdu Sad In Urdu Language Biography

Source:- Google.com.pk
Main Udaas Rasta Hoo Sham Ka
Mujhe Ahaton Kii Talash Hai

Ye Sitarey Sab Hain Bujhey Bujhey
Mujhe Jugnuon Ki Talash Hai

Wo Jo Ek Darya Tha Aag Ka
Mere Raston Se Guzar Gaya

Mujhe Kab Se Rait K Shehar Me
Barishon Ki Talash Hai
Main Udaas Rasta Hoo Sham Ka
---***---
Hamain jab Al-wida kehnay lago tow muskra daina..
Sitara sath ker daina..
K rastay mein andhairay bhi tow aein gay..
Kisi harf-e-Dua ka istaara sath ker daina..
Hamain zaad-e-safar ko tumhari yaad ki sogaat kafi hai..
Tumharay sath mein guzra howa pal bhi ghaanimat hai..
kabhi tehray jo rastay mein..
Sunehari yaad ki surat tumhain ham-rah paein gay..
Tow ham tanha kahan hoon gay..
Magar phir bhi..
Hamain jab al-wida kehnay lago tow muskura daina..
Sitara sath ker daina..
Kisi harf-e-Dua ka istaara sath ker daina.. !
---***---
Zara Pane Ki Chahat Main,
Bohat Kuch Chhoot Jata Hain,
.
Na Jane Sabr Ka Dhaga,
Kahan Par Toot Jata Hain,
.
Kise Hamrah Kehte Ho,
Yahan To Apna Saya Bhi
.
Kahin Par Saath Rehta Hain,
Kahin Par Chhoot Jata Hain,
.
Ajab Shay Hai Ye Rishta Bhi
Bahat Mazboot Lagta Hain,
.
Zara Si Bhool Se Lekin,
Bharosa Toot Jata Hain…
---***---
Sari Raat Na Soye Hum…..
Raato Ko Uth Ke Kitna Roye
Hum….
Bas Ek Baar Mera Kasur Bata De
Rabba…..
Itna Pyaar Karke Bhi Kyon Naa
Kisi Ke Hue Hum……
---***---
Yeh Jo Dard Hai Ishq Ka,,,
Mujhay Is Sey Koi Gila Nahi,,

Yeh Tou Zindagi Ka Usul Hai,,
Kabhi Apna Koi Huwa Nahi,,,

Yeh Jo Silsila Hai Dard Ka,,,
YehTohfa Yuhee Mila Nahi,,,

Tu Jisay Jaaan Kar Bhee Anjana Hai,,,,
Woh Raaz Maynay Kaha Nahi,,,

Mujhay Apni Khabar Tou Hai Mager,,,
Teri Soch Ka Kuch Pata Nahi,,,

Yeh Jo Ansu Hain Meri Aankh Mai,,,
Bay Sabub Yeh Bahay Nahi,,,

Yeh Sada Si Jo Hai Gunjtee,,,
Wo Lafz Tu Nay Kaha Nahi,,,

Mera Jurm Hai Meri Sadgi,,,
Meri Aur Koi Khata Nahi:(
---***---
Hatheli Samny Rakhna
K Sab Aansoo Giren Us Me
Jo Ruk Jaye Ga Honto’n Par
Samajh Jana K Wo Hon Main
Kabhi Jo Chaand Ko Dekho
Tou Tum Yun Muskura Dena
Jo Chal Jaye Hawa Thandi
Tou Aankhe’n Band Kar Lena
Jo Jhonka Taiz Ho Sab Se
Samajh Jana K Wo Hoon Main
Jo Zyada Yaad Aa0n Main
Tou Tum Ro Lena Jii Bhar K
Agar Hichki Koi Aaye
Samajh Jana K Wo H0n Main
Agar Tum Bhoolna Chaho
Mujhey Shayad Bhula Do Tum
Magar Jab Saans Lena Tum
Samajh Jana K Wo H0n Main
---***---
Jab Kabhi Dil Ko Wo Yadon Se Rehai De Ga
Mere Ander Koi Toofan Sunai Dega
Uss Se Milte Hee Yeh Ehsas Hua Tha Mujhko
Ye Wohi Shaks Hai Jo Lambi Judai De Ga
---***---
ss Shaam Ki Tanhai Se,
Iss Dard Ki Gahrai Se Yeh Dil Kuch Baat Kar Raha Hai,

Zara Samjho In Fizaon Ki Chubhan Ko,
Tumhain Koi Yaad Kar Raha Hai..
---***---
Khud Apny Ko Dhundha Tha
Main Ny Tujhy Yun Chaha Tha
Tu Bilkul Waisa Nikla
Jaisa Main Ny Socha Tha
Apny Zakham Dekhata Kiya
Woh Bhi To Muj Jaisa Tha
Sath Mera Woh Kiya Deta
Woh Khud Bheeir Main Tanha Tha
Mujh Ko Mila Eik Umar Ky Baad
Jo Meri Umar Ka Hisa Tha!!!
---***---
Kaash !!
Woh Jab Bhi Mujh Say Milti Thi
Har Baar
Ekk Masoomiyat Say
Poocha Karti Thi
Ke Tum Mairey Hi Ho Na?
Aur Main Har Baar
Uss Ke Chehrey Ko Choo Ke
Qasam Khaya Karta Tha
Par Kaash!!!
Mainey Aik Baar Hi Uss Say Poocha Hota
Ke
Tum Mairi Hi Ho Na???
---***---
ye zaat firqay ka tuYe zaat firqay ka tu ik bahan tha
Usay tu youn bhi hamein chor jana tha
Hum us k aik ghar ko apna samajhty rahay laikin
Us ka tu har morr par aashiyana tha
Yeh us ka qasoor nahi wo majboor tha shayad
K uski fitrat mein hee dil dukhana tha
Mujh ko talab thii faqat uski chahat ki
Aur uski tu chahat hee sara zamana tha
---***---
Tumhara jutha pyar ko hamari zindagi samja,
Tumhe apna dil deke tumhara dard liya,
Tumhare khel ko me samaj na saka,
Tumko bewafa kehne ka kabil na raha
---***---
Aoo To..!Udaasion Ka Sabab Kya Hai Kuch Bataoo Tu
Main Muntazir Hoon Kabhi Meray Paas Aao Tu
Gham-E-Faraaq Ki Doobi Hooee Fizaoon Main
Khabar Khushi Ki Zara Si Ho Par Sunaoo Tu
Voh Kaun Hai Jo Hamsay Aziz’tar Hai Tumhain
Main Usko Daikh Na Chahtee Hoon Usko Laaoo Tu
Udaasion Ki Sulagtee Hai Aag Seenay Main
Sunakay Marsia Is Aag Kh Bujhaoo Tu
Ghamoon Ki Doosti Achi Na Dushmani Achi
Kabhi Kabhar Khushi Ko Bhi Aazmaoo Tu
---***--- 
Mere Dard Ki Kahani Meri Hasraton Se Poocho
Main Luti Ho Kis Tarah Mere Dosto Se Poocho
Jo Khuda Tha Mere Dil Ka,Mera Dil Usi Ne Tora
Ye Gumo Ki Sarhado Pe Mje Kisne La Chora
Use Mene Kitna Chaha Dharkano Se Pocho
Main Luti Hoo Kis Rtarah Mere Doston Se Poocho
Ye Saza Mere Naseb Ne Di Meri Ashique Ki,
Dia Jisko Dil Usi Ne Mere Dil Se Dillagi Ki
Mai Kahan Kahan Jali Hun Meri Hasratoon Se Poocho
Main Luti Ho Kis Tarah Mere Dostoon Se Poocho

No comments:

Post a Comment