Monday, July 7, 2014

Urdu Poetry In Urdu Sad Poetry In Urdu About Love 2 Line About Life By Wasi Shah By Faraz Allama Iqbal Photos Images Wallpapers

Urdu Poetry In Urdu Biography

Source:- Google.com.pk 
 Tu mera name na pocha ker
 main teri zaat ka hisa hon
mian teri soch main shamil hon
mian teri neend ka hisa hon
main teri khwab ka hisa hon
main teri yaad ka mahwir hom
mian teir sans ka jhonka hon
tu munzir ,mian pus munzir hon
mian lamha hon mian jizba hon
jazbay ka koi name nahi
tu mera name na pocha ker..
---***---  
Muntazir kab se tahayyur hai teri taqrir ka
bat kar tujh par guman hone laga tasvir ka
rat kya soye k baqi umr ki nind ur gai
Khvab kya dekha ki dharka lag gaya tabir ka
jane tu kis alam main bichara hai ki tere bagair
aj tak har lafz fariyadi meri tahrir ka
jis tarah badal ka saya pyas bharakta rahe
main ne vo alam bhi dekha hai teri tasvir ka
kis tarah paya tujhe phir kis tarah khoya tujhe
mujh sa munkir bhi to qail ho gaya taqdir ka
ishq main sar phorna bhi kya k ye be-meher log
ju-e-Khun ko nam dete hain ju-e-shir ka
jis ko bhi chaha use shidat se chaha hai 'Faraz'
sil-sila tuta nahin dard ki zanjir ka

---***--- 
Tu apny FUN se 
Meri CHAHAT ko AAZMA k DIKHA!

Main TOOT-TA hoon 
Tu phir se mujhy BANA k DIKHA!

Tere BADAN maen LAHOO bun k DORRTA hoon main!
Tujhy ANAA ki QASAM hay
Mujhy BHULA k DIKHA!

Main itny DARD maen b QEHQAHY lagata hoon!
Tu EK DUKH maen mujhy sirf MUSKURA k DIKHA!

Tujhy to main ne HAMESHA MANAYA hay lekin,
Main AAJ ROOTH chala hoon
Mujhy MANAA k DIKHA..!!! 
---***---  
Kismat pur aitbar kisko hai,
Mil jaye khushi inkaar kisko hai,
Kuch mazboorian hain mere dost,
Warna judai se pyaar kisko hai
---***--- 
zindagi ke din kaise bhi hon,guzar jayen ge,
ek din hum bhi chupke se dunya chord jayen ge,
aaj rehte hain aap ke dil main yaad ban ker,
kal ansu ban ker ankhon se nikal jayen ge.
---***---  
Jaise doodh se doodh ka rishta gehra hota hai ,
mere dil mai teri mohabbat ka derya behta rehta hai,

ankhon se dekho magar ghoor ker na dekho,
nazar lag jai gi to zindagi kharab ho jaye gi,

tujh se pyar ker kai mujhe aik faida ho gaya,
mere dil tere hi dil mai bas gaya,

hum pyar ker kai bhi pyar nahi ker sakey,
hum pyar kerte rahe or tum hume bewafa ker kai chale gaye, 
---***--- 
Dukh De Kar Sawaal Karte Ho,
Tum Bhi Janam ! Kamaal Karte Ho ..

Dekh Kar Puchh Liya Haal Mera,
Chalo Kuch To Khayaal Karty Ho..

Shehar-e-Dil Main Ye Udaasiyaan Kaisi,
Ye Bhi Mujh Se Sawaal Karty Ho ??

Marna Chaahain To Mar Nhi Sakty,
Tum Bhe Jeenaa Mahaal Kartay Ho ..

Ab Kis Kis Ki Misaal Doon Tum Ko ?
Her Sitam Be-Misaal Karty Ho..!!
---***---  
A chand!
Kuch dair zamin pe Aana
Aaj ki shab un k ghar ko hai jana
Nazuk sa dil hai unka
Darwaza bary piyar se khat”khatana
Yad rkhna wo tum se b ziyada khubsorat hai
Bas piyar se us ko zra choom k ana
Pochy agr woh aane ki wjah
To kisi choti c baat pe uljh jana
Yad rakhna jadoo hai unki baton me
Wo laakh roken magr tum lot jana!
Ae chand kuch dair zamin pe aana
---***--- 
Rakhy khuda ny do rasty mujhy azmany k lye
wo chor de mujhy ya mn chor don usey zamany k lye,

kese mang lon rabb se usy bhol jany ki dua
hath uthty nhi hn dua mn usy bhol jany k lye,

Nahi ki zindagi mn mene koi bhi neiki
per prhn hn chup k kuch namazen usy pany k lye.
---***---  
Socha nahi acha Bura, Dekha Suna kuch b nahi
Manga Khuda se her Waqt, Tere siwa Kuch b nahi

Dekha Tujhe Chaha tujhe, Socha Tujhe Pooja Tujhe
Meri Wafa Meri Khata, Teri Khata kuch b nahi

Jis per Hamari Aankh ne, Moti bichaye Raat bhar
Bheja wohi Kagaz usey, Hum ne likha Kuch b nahi

Aur Ek Shaam ki Dehleez per, Bethey rahe wo Dair tak
Aankhon se ki Batain boht, Munh se kaha kuch b nahi

Do-Chaar din ki Baat hai, Dil Khaak mai mil jaye ga
Aag per jab Kagaz rakha, Baqi bacha Kuch b nahi
---***--- 
 Na ki maine jiski justuju na thi dil ko jiski arzoo
Kyun bana dard-e-dil uska rehna mere char soo…

Jo na tha naseeb main visal-e-yaar to kyun kiya mujhe bekrar
Kyun khuda hua meharban iskadar la ke usko mere ruu baruu…

Na thi jiski chamak fiza main na thi jiski mehak hawa main
Kyun wo bas gya mere rom rom main hoke mehw-e-guftgu…..

No comments:

Post a Comment