Wednesday, July 9, 2014

Poetry Urdu Love Sad Poetry In Urdu About Love 2 Line About Life By Wasi Shah By Faraz Allama Iqbal Photos Images Wallpapers

Poetry Urdu Love Biography

Source:- Google.com.pk

Tumhare Phool Se Chehry
tumhare phool se chehry pr gham achy nhi lgty,
humain keh do chaly jaen jo hum achy nhi lgty.

humain wo zakhm do tum jo umar bhar na bhar payen,
bohat jaldi jo bhar jayen zakhm achy nhi lgty.

tumhain hr gazal main rakhna mera dastoor hai lekin.
sar e mehfil tere charchy humain achy nhi lgty.

---***---
Ye Kamyabian, Izzat Ye Naam Tum
Se Hai
Khuda Ne Jo Dya Hai Maqam Tum
Se Hai
Tumhary He Dam Se Hai Mery
Lahoo Main Khilty Gulab
Mery Wajood Ka Sara Nizam Tum
Se Hai
---***---
Teri Khushboo Har Sa
Teri khushboo har saans me sama lenge,
Ashk jo nikle tumhare apne hothon se pee lenge,

Hame dhadkan ki kya zaroorat hai,
Tere dil me pyar bankar har lamha dhadak lenge………..;->
---***---
Sadyoun Se Ek Sapna Hy.
Kaho Pura Kro Gi Tum ?
Bhool Jao Mere Siwa Sub Kuch.
Kaho Aisa Kro Gi Tum ?
Nhi Kuch Aur Tamana Ab.
K Bus Meri Ho Jao Tum.
Kbi Na Chhor K Jao Gy.
Kaho Aisa Kro Gi Tum?
Fqt Ek Lafz Sun’ne Ko.
Kayi Barso’n Main Tarsa Hon.
Muje Apna Bna Lo Tum.
Kaho Aisa Kro Gi Tum ….
---***---
Dil Ki Dhadkan Se Ehsaas
Dil ki dhadkan se ehsaas tumhara hota hai
Thame koi hath to wo hath tumhara hota hai
chalti hai hawayein to wo pyar tumhara hota hai
meri jaan meri har baat me ab sirf zikar tumhara hota hai
---***---
Dil Ki Ek Ek Dhadkan
Dil ki ek ek dhadkan pe
Sanson ke aane jane pe

Lahoo ke ek ek qatre pe
Tera naam likha hai main ne

Us unmit sy’yahi se
K tera naam to mit na paye ga

Ye banda hi mit jaye ga !!
Ye banda hi mit jaye ga !!
---***---
Likhi Hai Ye Ghazal “SIRF TERE LIYE”
Dewane Bane B To “SIRF TERE LIYE”
Kisi Ko Nahi Dekhengi Ab Ye AANKHEN,
Nazren Tarsengi B To “SIRF TERE LIYE”
Hr Saans Me Yaad Karunga Tujhe
Ye Saans Niklegi B To “SIRF TERE LIYE”
Hr Pyar Se Pyary Lagty Ho Tum Mujhe
Mene Pyar Sikha B To “SIRF TERE LIYE”
Jab B Barish Hui To Teri Yaad Aai.
Aur Barish Me Bheega B To “SIRF TERE LIYE”
Hansi To Mere Labon Se Rooth Gai
Magar Jis Roz B Roya To “SIRF TERE LIYE”
---***---
Teri muskurahat meri pehchan hai,
teri khushi meri jaan hai,
kuchh bhi nahi meri zindagi,
bas itna samajh le ki teri dosti hi meri shaan hai.
Na chupana koi bat Dil me ho agar,
rakna thoda bharosa ap humpar,
hum nibhaege dosti ka rishta is kadar,
ki bhulane par bi na bhula paoge hume zindgi bhar.
Zubaan Se Tumhe Keh Nahi Sakte,
Isliye Humesha Khuda Se Fariyaad Karte Hai,,
Jab Bhi Tumhara Dil Zor Se Dhadke,
Samajh Lena Hum Tumhe Dil Se Yaad Karte Hai,,
Suraj se achha sitaara koi nahi.
Jaisa hai rishta humaara dusra koi nahi.
Chahe saari duniya me dhoond lo…
Puri kaynaat me aap jaisa pyaara koi nahi.
Zikr hua jab khuda ki rahmato ka,
Hamne khud ko sabse khushnasib paya,
Tamanna thi ik pyare se dost ki,
khuda khud dost bankar chala aaya
---***---
Kabhi Yun Bhi Aa Meri Aagosh Main K Meri Nazar Ko Khabar Na Ho
Mujhe ek Raat Nawaz De K Us k baad Seher Na Ho

Wo Bara Raheem-O-Kareem Hai, Mujhe Sift Ye Ataa Kare
Tujhe Bhoolne Ki Dua Karoon Aur Meri Dua Main asar Na ho

Kabhi Din Ki Dhoop Main Jhoom K Kabhi Shab K Phool Choom K
Yunhi Saath Saath Chalain Sada, Kabhi Khatam Apna Safar Na ho

Mere Paas Mere Mehboob ZAra Aur Dil K Qareeb Aa
Tujhe Dharkano’n Main basa Loon k Bicherne Ka Kabhi Darr na Ho

Kabhi Yun Milain Koi Maslihat Koi Khauf Dil Main Zara Na ho
Mujhe Apni Khabbar Na Ho Tujhe Apna Koi Pata Na ho

Tere Ikhtiyaar Main Kia Nahi, Mujhe Is Terha Nawaaz De
Yun Duaain Meri qubool Hoon k Mere Lab Pe Koi Dua Na Ho

Paas Hote Lab Choom k Jagate Tum Ko
Rakh K Dil Pe Haath Dharkanai’n Sunate Tum Ko

Aur Jo Tum Sukoon Ki Aarzu Kerte
Rakhte Sar Seene Pe Aur Sulate Tum Ko …
---***---
Jo Us Kay Chehray Pe
jo us kay chehray pe rang-e-heya thehar jay
to saans, saqt, samandur, hawa thehar jay

wo muskrai to hans hans parhain kai mosam
wo gungunay to bad-e-saba thehar jay

subak khram saba chaal chal parhe jub bhi
hazar phool sar-e-raah aa thehar jay

wo hont, hont par rakh de agar dam-e-akhar
mujhe gumaan hay kay aai qaza thehar jay

main uski aankh main jhankoon to jesay jam jaon
woh aankh jhapke to chahoon zara thehar jay
---***---
Chehre pe khushi chah jati hai
Aankhon mein suroor aajata hai

Jab tum MuJhe apna kehte Ho
Apne pe guroor Aajata hai

No comments:

Post a Comment