Wednesday, July 9, 2014

Urdu Love Poetry In Urdu Sad Poetry In Urdu About Love 2 Line About Life By Wasi Shah By Faraz Allama Iqbal Photos Images Wallpapers

Urdu Love Poetry In Urdu Biography

Source:- Google.com.pk

Teri Kalam Ki Har Baat Dil Ko Aachi Lagi
Jo Na Likha Wo Baat Bhi Muje Sacchi Lagi
Hum Teri Surat Per Bhi Marne Lage He Kuch Dino Se
Pahle Marte The Ki Ek Tu Hi Dil Ki Sacchi Lagi
Hum To Diwane He Tere In Lakiro Se Hume Kya Lena
In Lakiro Me Samane Wali Teri Ye Ada Aachi Lagi
Tu Kab Se Ho Chuki Meri Ye Tuje Khud Khabar Nahi
Khud Se Chupnae Ki Ye Ada Bakhuda Dil Ko Aachi Lagi
---***---
Har Shaam Tumko Apne Pas Bula Liya Karte Hain
Tanhai Ko Hamari Teri Yaadon Se Sajaya Karte Hain
Nahin Hota Koi Pas Jab Hamare Andheron Me
Hum Teri Chehre Ko Ankhon Me Samaya Karte Hain
Chumte Hain Behisab Hum Tumhari Aankhon Ko
Kuch Iss Tarah Unn Aankhon Me Duub Jaya Karte Hain
Aankhon Me Ashk Bhare Hon Bhale Hi Hamari
Teri Muskaan Pe Hum Apni Khushiyan Lutaya Karte Hain
Tu Dur Bhale Ho Humse Oo Humsafar Meri Tanhai K
Tu Na Ho To Bhi Tujhme Samaya Karte Hain
Hum Sirf Tujhe Hi Dil Me Basaya Karte Hain
---***---
Aa Bhii Jaao Kii Zindagii Kam Hai
Tum Nahi Ho To Har Khushii Kam Hai
Vaadaa Kar Ke Ye Kaun Aayaa Nahii
Shahar Me Aaj Raushanii Kam Hai
Jaane Kyaa Ho Gayaa Hai Mausam Ko
Dhuup Ziyaadaa Hai Chaandani Kam Hai
Aayinaa Dekh Kar Khayaal Aayaa
Aaj Kal Un Kii Dostii Kam Hai
Tere Dam Se Hii Mai Mukammal Huun
Bin Tere Meri Zindagi Kam Hai
---***---
Apna Hissa Shumar Karta Tha,
Mujhse Itna Woh Pyar Kerta Tha,
Woh Banata Tha Meri Tasveerain,
Unse Bataen Hazaar Karta Tha,
Mera Dukh Bhi Khuloos-E-Niyat Se,
Apnaa Dukh He Shumar Karta Tha,
Such Samajhta Tha Jhoot Bhi Mera,
Yun Mera Aitbaar Karta Tha,
Pehle Rakhta Tha Phool Rastay Main,
Phir Mera Intazaar Karta Tha,
Aaj Pehlu Main Woh Nahi Faraz!
Jo Mujh Pe Jaan Nisaar Karta Tha.
---***---
zindagii meN to sabhii pyaar kiyaa karte haiN
maiN tau mar kar bhii merii jaan tujhe chaahuuNgaa

tuu milaa hai to yeehsaas hu’aa hai mujhko
ye merii umr muhabbat ke liye thoRii hai
ek zaraa saa Gham-e-dauraaN kaa bhii haq hai jis par
maiN ne vo saaNs bhii tere liye rakh chhoRii hai
tujh pe ho jaauuNgaa qurbaan tujhe chaahuuNgaa

apne jazbaat meN naGhmaat rachaane ke liye
maiN ne dhaRkan kii tarah dil meN basaayaa hai tujhe
maiN tasavvur bhii judaa’ii kaa bhalaa kaise karuuN
maiN ne qismat kii lakiiroN se churaayaa hai tujhe
pyaar kaa ban ke nigehbaan tujhe chaahuuNgaa

terii har chaap se jalte haiN KhayaaloN meN chiraaG
jab bhii tuu aaye jagaataa hu’aa jaaduu aaye
tujhko chhuu luuN to phir ai jaan-e-tamannaa mujhko
der tak apne badan se terii Khushbuu aaye
tuu bahaaroN kaa hai unvaan tujhe chaahuuNgaa
---***---
Bheegi Palakain
AAnkhon Mein Laal Doray
Dard Say Chlakti Surkhi
Gaaloon Pay Phisaltey Motii
Lub Kaat“te Huwi
Main Aksar Ussay Bari
Mehwiat Se Dekhta hoon
Pagli
Tujhe Kiya Maloom Tujhe Rula Kar
Main Marti Ankhon Mein
iss Jahan ka Husn Dekhta hoon
---***---
Ek Tamanna Hai Fakat Mujh Pey Meharban Raho
Tum Kisi Aur Ko Dekho To Bura Lagta Hai
Mery Chahat Ka Takaza Hai Mere Sath Raho
Ghair Ka Hath Jo Thamo Tu Bura Lagta Hai
Arzo Hai Tere Her Roop Ko Her Pal Dekhon
Tum Mere Pas Sey Utho Tu Bura Lagta Hai
Roz-E-Shab Aaj B Perwa Hai Tumhari Mujh Ko
Tum Kisi Aur Ko Socho Tu Bura Lagta Hai
Ye Mery Rooh Tarasti Hai Tumhari Khushbo Ko
Tum Kahin Aur Ja K Mehko To Bura Lagta Hai
---***---
~Teri Saadgi Pe Marr Mite The Hum Ek Din~
~Teri Dillagi Ne Diwana Kar Diya~
~Tujh Sa Na Koi Dekha Na Dekhenge Hum~
~Teri Ek Nazar Ne Behal Kar Diya~
~Kuch Qurbaton Ne Bandhe Ulfat K Dhaghe~
~Kuch Teri Muskuraht Ne Dil Chura Liya~
~Ab Teri Is Duri Ne Ae Sanam~
~Meri Jheel Si Ankhon Ko Num Kar Diya~~
---***---
Nigahon Ke Samandr Ka Thikana Chahta Hun
Mujhe Tum Se Mohabbat Hai Btana Chahta Hun
Tumhen Mein Pyar Krta Hun Ye DIL Ki Awaz Hai Lekin
Ye Hi Ek Baat Mein Duniya Se Chupana Chahta Hun
Tum Se Milta Nhi Phir B Mere DIL Mein Rehte Ho Tum
Dharkan Is DIL Ki Tum Ko Sunana Chahta Hun
Mera Ghar Tu Roshan Hai Mere Naam Se Lakin
Tumhare Naam Se Jeewan Sajana Chahta Hun
Mujhe Her Haal Mein Tum Se “AQIDAT” Hai “MOHABBAT” Hai
 Tumhare Pass Aane Ka “BAHANA” Chahta Hun
---***---
Uski Rukh-E-Mahtab Us K Hath Choom Lon,
Jo Bas Chalay Toh Uski Har Baat Choom LOn,
Chu JAye Agar Usko BArish Ki Boond,
WOh Boond Kya, Barish Kya, Mousam-E-Barsat Choom Lon,
Aa Jaye Jo Kabhi Khuwab Bhool Kar,
Woh Khuwab Kya, Neend Kya, Woh Raat Choom Lon,
Mujhe Kuch Nahi Chahiye Bas Khaali Hath Pay Mere,
Rakh Day Woh Apna HAth, Main Woh Hath Choom Lon,
Woh Rota Hua Lag Jaye Mere Seenay Se,
Main Uski Honth, Uski Aankhein, Uski Saari Zaat Choom Lo

No comments:

Post a Comment