Wednesday, July 9, 2014

Famous Sad Urdu Poetry Sad Poetry In Urdu About Love 2 Line About Life By Wasi Shah By Faraz Allama Iqbal Photos Images Wallpapers

Famous Sad Urdu Poetry Biography

Source:- Google.com.pk

Ankhen thi kahan itni sharabi pehle
Chehre the kahan itne kitaabi pehle

Aaina zara dekhiye boson ke baad
Kya hoth the itne hi gulabi pehle.
---***---
Seerat Nahi To Phool Si
Khane Ko Roti Nahi Shohrat Ka Kya Karen,
Izzat Nahi To Dher Saari Doulat Ka Kya Karen,
Laakhon Me Wo Haseen Hai Par Hai Zuban Daraaz,
Seerat Nahi To Phool Si Surat Ka Kya Karen.
---***---
Anmol Ankhon Mein Jo Tahreerain thi
Honton Pe Wo Bol Na Thay

Hum Thay Uss K Payar K Aashiq
Bas Hathon Mein Kashkol Na Thay

Hum Ne Usko Toot K Chaha
Ye Uss Ka Haq Tha
Lakin
Wo B Hum Ko Toot K Chahe
Hum Itne Anmol Na Thay…!
---***---
Nakam Koshish Kia Krte hian
hum unhi se muhabbat kai karte hain
khuda ne taqdir mien aik tuta tara nahi likha
hum chand ki arzoo kia karte hian
---***---
WADA KARO K Mere Marne Par Aogay
Or Mujhey Apne Hathon Sy Dafnaogay

Aogay Meri Maiyat Pe Apno Ki Tarha
Saamne Duniya K Aanson B Bahaogay

Bataogay Na Ksi Ko Hamari Alhedgi Ka
Wohi Purana Piyar Duniya Ko Dikhaogay

Dogay Sab Sy Ziyada Kandha Mujhe
Umar Bhar Mere Naam Sy Na Ghabraogay

Chorh K Zamane Bhar Ki Khushiyan Mere Liye
Or Mere Dil Sy Apna Gham B Mitaogay

Roz Aaya Karogoy
Tum Meri Qabar pe

Or Bakhshish K Liye Haath B Uthaogay
WADA KARO”
---***---
Kyun Jaagte Ho Kia Sochte Ho
Kyun Jaagte Ho ?

Kia Sochte Ho ?
Kuch Hum Se Kaho

Tanha na Raho
Socha Na KAro

Ab Raat Ki Aankhain Bheeg Chaliin
Aur Chaand Bhi Hai Chuph Jane Ko

Kuch Der Main Shabnam Aaye Gi
Phoolo’n Ki Pyas Bujhane Ko

Shadaab Shagoofo’n Ki Suurat
Khwabo’n K Nagar Main Kho Jao

Ab So jao . . . ! ! !
Ab So Jao . . . ! ! !
---***---
Us Shakhs K Chehry M
Us shakhs k chehry main tabani bhi khoob thi
Us shakhs ki baton main rav’vani bhi khoob thi

Us shakhs se jura mera qissa kamal tha
Us shakhs se mansoob meri kahani bhi khoob thi
---***---
Ishq Kii Daastaan Hai Pyaare,
Apani Apani Zubaan Hai Pyaare

Ham Zamaane Se iNtaqaam To Len,
Ek Hasiin Darmiyaan Hai Pyaare

Tu Nahin Main Hun, Main Nahin Tu Hai,
Ab Kuch Aisa Gumaan Hai Pyaare

Rakh Qadam Phunk Phunk Kar Naadaan,
Zarre Zarre Men Jaan Hai Pyaare.
---***---
Har Waqt Kaam Mein Itne
Har waqt kaam mein itne na ulajh jaya karo,
Kabhi hamari yaad ko bhi dil mein laya karo,

Milnay ka waqt maat nikalo par,
Kabhi apne sms ki awaz to sunaya karo.
---***---
.Taqdeer Se Jab Pochaa Lutne Ka Sabab Kya Hai
Dewaane..?
Hans Kar Kahaa DEwane
Yeh Dil Ki Shararat Hai. .
---***---
Dil Jo toot Gaya To Feriyad Kero Ge Tum
Hum Na rahe To Hamain Yaad Kero Ge Tum
Aj To Kehte Ho Waqt Nahi Hai
Phir Ek Din Mere Liye Waqt Se Fariyad Kero Ge Tum
---***---
Aansu Tumhari Ankho Se Le Jayenge Hum.
sapne Sunhre Tumhe De Jayenge Hum.zarurat Ho
Hamari To Aawaz Na Dena?bus 
Mud K Dekhna.saye Me Nazar Aajayeng Hum.
---***---
Log apna bana kar chor date hain
rishta gharo se jor laite hain
Hum to ik phool bhi nahi toor sake
Log to dil bhi toor date hain
---***---
Muqaddar Main Likhi Koi Baat Ho Tum
Taqdeer Ki Ek Soghat Ho Tum

Kar K Dosti Tum Se Mehsoos Ye Hua
Jaise Sadiyo’n Se Yunhi Mere Saath Ho Tum
---***---
Pyar Kise Kehte Hai
Pyar kise kehte hai yeh hum nahi jaante….
Is zindigi ko ab hum apna nahi maante….
Gam itne mile hai ki ab ahsaas nahi hota…..
karega koi pyar to ab aitbaar nahi hoga.
---***---
Bolta Nahi Koi
bolta nahi koi,is liye zamane se
k log toot jate hai faisle sunane se.

kyun uddas beithy ho is trah andhere me!
dukh tu kam nahi hote roshni bhujane se.??
---***---
Tujhe Zindagi Ka Shaoor Tha..
“Tera Kya Bana?”
Khamosh Kiun Hai Mujhe Bata..”Tera Kya Bana?”
Wo Jo Naseeb Se Teri Jang Thi Meri Bhi To Thi,
Main To Kamiyab Na Ho Saka..
“Tera Kya Bana?”
Nayi Manzilon Ki Talash Thi So Bichar Gaye,
Main Bichar K Tujh Se Bhatak Gaya..”Tera Kya Bana?”
Main Muqaable Mein Shareek Tha Faqat Es Liye,
Koi Mujh Se Aa K Poochta..
“Tera Kya Bana?”
Mujhe Ilm Tha K Shikast Mera Naseeb Hai,
Tu Umeedwaar Tha Jeet Ka, Tera Kia Bna? O_O
---***---
Ye Neend Ki Devi Bhi
Ajab Dushman-e-Jaan Hy

Aankho’n Sy Sada Duur
Rahey Raat Gaye Tak … !!
---***---
Abhi Waqt Nahi Hai Mere Paas Thora Masroof Hoo Mai…
Milooga Ek Din Tujhse Kabhi Milne Ke Liye Bhee..

Ek Arse Se Jaag Raha Hoo Mai Zindagi See Kaali Raato Me..
So-Uga Ek Din Mai Apni Aankho Me Tere Sapne Liye Bhee..

Roothe Zamane Ko Manana Hai, Rote Dosto Ko Hasana Hai,
Bahut Kaam Hai Par……Jiyugaa Ek Din Mai Apne Liye Bhee

No comments:

Post a Comment