Thursday, July 10, 2014

Urdu Sad Poetry Wallpapers Sad Poetry In Urdu About Love 2 Line About Life By Wasi Shah By Faraz Allama Iqbal Photos Images Wallpapers

Urdu Sad Poetry Wallpapers Biography

Source:- Google.com.pk

Meri zindgi mujhay ye bata,
Mujhay bhool ker tujhay kiya mila,
Mere hasraton ka hisaab day,
Dil tor ker tujhay kiya mila,
Tere chaar din k pyaar se,
Mujhay umar bhar ka gham mila,
Main toot ker bikhar gaya,
Mujhay tor ker tujhay kiya mila? . . .
---***---
Mohabbat hum ne ki jo ek khata hogayi
Ki wafa or zindagi saza hogayi
Wafa karte rahe hum ibadaton ki tarhan
Phir ibadat khud ek gunah hogayi
Kitna suhana tha safar jab sath thay hum
Phir kia howa kyun manzil juda hogayi
Koi chahat koi hasrat koi umeed nahi rahi
wo gaya to laga dunya fana hogai?
---***---
Waqt aesi rawani me dhlta raha,
Main bekhbar aesy he chalta raha,
Kabhi hansta tha apny naseebon pe main,
Kbhi andr hi andr main jlta raha,
Kahin shikway milay, kahin thokrain mleen,
Chotain aesi lageen k sanbhalta raha,
Osko pany ki khater to sab kuch kia,
Wohi sangdil tha,Rasta badlta raha..
---***---
Bohat khamosh reh kar jo sadayein mujh ko deta hai,
Baray sundar se jazbon ki wafein mujh ko deta hai,
Kabhi jo dard ki aatish sulgane mujh ko lagti hain,
Wo apne sath ki mehekti hawaein mujh ko deta hai,
Usay main ajnabi samjhta magar har moor par wo,
Apne naam ki saari duayein mujh ko deta hai,
*~bar hoti agar mujh ko nahi hai tu muqadar mein,
Usi lumhay main hathon ki lakeeron ko mita deta,
---***---
Aa k le jaye meri aankh ka paani mujh se,
Kiun hasad karti hai darya ki rawani mujh se..
Gosht nakhun se alag ker k dikhaya main ne,
Usne poochay thay judai k ma’ani mujh se..
Khatam hone laga jab khoon bhe ashkon ki tarah,
Ker gaye khawab mere nakal makaani mujh se..
Sirf ek shakhs k gham mein muje barbaad na ker,
Roz rotay huay kehti hai jawani mujh se..
---***---
Agar Aansu Baha Detay To un k Pas kya Rehta,
Wo Hum Ko Hosla Detay To Un K Pas Kya Rehta,
NishaN Hum ko Nahi Milta koi Un Tak Pohnchne ka,
Humein Apna Pata Detay To Un k Pas kya Rehta,
Wo Is Mein tha K Jis k Dam Par Wo Zinda Hai,
Hum Un ka Dil Dukha Detay To Un k Pas kya Rehta,
MusafiR Saray Phool Khila k Apni Rah Chal Detay,
Shajar Tehni Juhka Detay To Un k Pas Kya Rehta
Humari YadoN Ne He Ab Tak Unhein Abad Rakha Hai,
Wo hum ko B Bhula Detay To Un k Pas Kya Rehta,
---***---
Mere ishq ko na nidhal ker,
Kabhi Be hijab wasal ker,
Meri ankh ko benai de,
Mere qalab ko ujal ker,
Mujhe dars de fana ka,
Mere ishq ma bura haal ker,
Mujhe de saza koi sakhat si,
Mujhe is jahan ma misal ker,
Meri asal sorat bigar de,
Kisi ishq bhati ma dal ker,
Mujhe bhi pila koi aesi she…,
Kabhi meri ankhein bhi laal ker,
Wo jo is jahan ma halal he,
Kabhi us jahan ma halal ker,
Teri talab ma hun Dar badar,
Kabhi is samat bhi khiyal ker…
---***---
Hum naazuk hein bilkul kisi ahsaas ki trah
tum na socho gy to mar jayengay
pas raho ya door bas itna khiyal rakhna
tum na dekho gy to mar jayengay
titliyum mein or hum me yah bat he mushtrik
pakar k jab choro gy hmen to mar jayengay
apne dil ki tehni pe hi khila rehne do
jab bhi tehni se toro gy to mar jayengay
kbi na milna hm se moj-e-dariya ban k
mil k jab bichro gy hum se to mar jayengay
---***---
Ansu Hen Mery Sathi,
Kuch Khuwab Puranay Hen,
Kuch Paas Nahi Baaqi,
Teray Paas Chala Aaon!
Teri Neend Chura Laon,
Mere Dil Se NaJane Q,
Ye Khuwaish Nahi Jaati,
Din Rat Tumhen Dekhon,
0r
Pyaar Kiye Jaon!
Meri Aankhon Sy,
Mere Dil Se…
Teri Pyaas Nahi Jaati,
Ik Dujey Se Dono Ko,
Ye Kesi Adawat Hy,
Teri Yaad Jo Aa Jaye,
Phir!!
Neend Nhi Aati.
---***---
Nahi mumkin andheron mein chiraaghon ka bhuja dena …
Bohat mushkil hy meri jan tmhen Dil sy bhula dena …
Tumhen ik din sataein gy meri chahat k sb jazbe …
Meri gazlein meri nazmein mere khat b jala dena …
Kbi jo yad aaon mein tmhen fursat k lamhon mein …
Haseen haathon sy kaghiz pr muje likhna ur mita dena…
---***---
“Na umang dil mein rahi koi…”
“Na zehan mein koi sawaal hai…”
“Ye jo gardishen hain hayaat par…”
“Meri khwahishon ka kamal hai…”
“Main ne kab kaha main haseen hon…”
“Ya muhabbaton ka ameen hon…”
“Meri guftagu mera aaina..”
“Mera zoq meri misaal hai..
---***---
Maine akela hu phir bhi khush hu,
Kuch they apne jo paraye ho gaye,
Unki yado me akela hu phir bhi khush hu,
Na kuch paane ki chah, na kuch khone ka gham,
Mujse wafa bhi hue hai aur bewafa bhi hue hai,
Chand ne chandni chheen li,Suraj ne roshni chheen li
Andhero me rahta hu phir bhi me khus hu,
Jab aag lagi to barsat ne bhi saath na diya,
Jab mitti chadi to aandhi tufan ne bhi sath na diya,,
Kisi ke yaad me tanhayi me baithakar rota rahta hu.
Duniya ki bheed me akela rahta hu phir bhi khush hu

No comments:

Post a Comment