Thursday, July 10, 2014

Poetry Urdu Best Sad Poetry In Urdu About Love 2 Line About Life By Wasi Shah By Faraz Allama Iqbal Photos Images Wallpapers

Poetry Urdu Best Biography

Source:- Google.com.pk
In faaslo’n ki fikr,
Main kyun karo’n bhala?
Bht duur reh k bhi mere paas hy koi,
Is soch mein dooba hy bohat dair se yeh Dil,
Kya us k Dil mein bhi aisa ehsaas hy koi?
Us ki nazro’n se hy bana meri sanso’n ka tasalsul,
Is tarha meri zindagi ki aas hy koi,
Us ka jo pooch bethay ho tou itna jaan lo,
Bohat khaas,
Bohat khaas,
Bohat khaas hy koi
“JhAnIx~ jo ja rahay ho tou ye bhi usay kehna,
Us k bina is shehr mein udaas hy koi..!
---***---
AGAR GUM NA MILTA TO BARBADI KE AFSAANE KAHA JAATE
DUNIYA AGAR CHAMAN HOTI TO VEERANE KAHA JAATE
ACCHA HUA KE HUM GAIR HI NIKLE
AGAR SABHI APNE HOTE TO BEGAANE KAHA JAATE
DUA KARO HUME HUMNE KHUD KO MITA KAR,
MOHABBAT SIKHA DI TUMHAIN
SHAMA AGAR NA JALTi TO PARWANE KAHA JAATE
ACCHA HUA KE TUM HI NE YE GUM DE DIYA TUMHARA
WARNA DUNYA K AAGE HATH PHELANE HUM KAHA JATE . . . . .
---***---
Misal-e-Dast-e-Zulekha Tapak Chahta Hai
Ye Dil ß Daman-e-Yousuf Hai Chaak Chahta Hai
Duayen Do Mere Qatil Ko Tum K Sheher Ka Sheher
Usi K Haath Say Hona Halaak Chahta Hai
Fasana Go ß Karay Kya K Har Koi Sar-e-Bazm
Maal-e-Qissa Dil Dardnak Chahta Hai
Idhar Udhar Se Kai Aa Rahi Hain Awazain
Aur Uska Deehan Boht Anhamak Chahta Hai
Zara Si Gard-e-Hos Dil Pe Laazmi Hai “Faraz”
Wo Ishq Kya Hai Jo Daaman Ko Paak Chahta Hai . .
---***---
Khushiyon Ki Baarat adhoori Chorr Gaye Ho
Saajan Dil Ki Baat adhoori Chorr Gaye Ho
Tum to Khud They Pyaas bujhane wale Baadal,
Tum Kiyon Kr Barsaat adhoori Chorr Gaye Ho
Aadhay Aadhay Kr K Meri Needein, Khwab,
Meri Ek Ek Raat adhoori Chorr Gaye Ho
Logon Ki Takmeel ka baa.es ban.ny Wale,
Kiyon Kr Meri Zaat adhoori Chorr Gaye Ho
Sadiyon Ki Sangat K Baare Bol rahay they,
Aur achanak Baat adhoori Chorr Gaye Ho…!!!
---***---
wo shaks raat phir meri hansti pe chaa gaya
itna kareeb aya k dil main sama gaya
wo aik pal jo degaya asoodgi ki lehar
jazbon ki taza dhoop main pagal bana gaya
phele mre wajud main utra wo bond bond
barsa to pir ghata ki trhan mjh pe chahgaya
wo jab mila to piyas se lab khushk the bohat
lauta to hasraton ko wo pani pila gaya
paband kar gayamjhe lamhon ki qaid main
ankhon pe apni yaad k pehra bitha gya
---***---
Ye yaad nahi kab pyar huwa
bas yaad raha humen pyar tera,
jab pyar huwa sab bhool gay
ek yaad raha bas naam tera,
hum apni baaten bhool gay
humen yaad raha bas sath tera,
kuch saalon baad wo humse mile
hum ne pocha kia hai haal tera,
Wo hans kar bole aye pagal
tu ye to bta kia naam tera
---***---
Q bhool gaye hum ko rishta to purana tha?
Ek ye bhi zmana hai ik woh bhi zamana tha…
Rngeen fizayen thi shokh adaen thi…
Jzbon ki Jwani thi mosam bhi sohana tha…
Seeny se lgaya tha ankhon pe bithaya tha!
Maloom na tha tm ne yun chor k Jana tha!
Q hum se khafa ho tm Q hum se Juda ho tum?
Kya Jurm hua hum se itna to batana tha…
Nafrat se bhari nazrain ik Jaan hi le bethi…
Tukre b kiye dil k kya khoob nishana tha!! ?
---***---
Himmat-e-iltija nahe baaqi…
Zabt ka hosalaa nahe baaqi…
Ek teri deed chin gai mujh se…
Warnaa duniyan mein kiya nahe baaqi…
Apni mashq-e-sitam se haath na khench…
Main nahe yaa Wafa nahe baaqi…
Teri chashm-e-alam nawaaz ki Khair…
Dil mein koi gilaa nahe baaqi…
Ho chuka Khatam ahad-e-hijr-o-visaal…
Zindagi mein mazaa nahe baaqi…
---***---
Aankhon ka rang baat ka lehja badal giya..
Woh shakhs ek shaam main kitna badal giya..
Qadmon talay jo rait bichi thi woh chal pari..
Us nay churaya haath to sehra badal giya..
Koi bhi cheez apni jagah par naheen rahi..
Jatay hi ek shakhs k kiya kiya badal giya..
Hairat say saray lafz usay dekhtay rahay..
Baaton main apni baat ko kaisay badal giya..
Shayad wafa k khail say ukta gaya tha woh
Manzil k pass aa k jo rasta badaal gya
---***---
Yehi Wafa Ka Silaah Ha To Koi Baat Nahi
Yeh Dard Tum Ne Diya Ha To Koi Baat Nahi
Yehi Bohot Ha K Tum Dekhte Ho Sahil Se
Safeena Doob Raha Ha To Koi Baat Nahi
Rakha Tha Aashiyana-E-Dil Ma Choopa K Tumko
Woh Ghar Tumne Chor Diya Ha To Koi Baat Nahi
Tum Hi Ne Aayena-E-Dil Mera Banaya Tha
Tum Hi Ne Tor Diya Ha To Koi Baat Nahi
Kise Majaal Kahe Koi Mujh Ko Deewana
Agar Yeh Tumne Kaha Ha To Koi Baat Nahi
---***---
Zara tham tham k barsa kr
abhi itna na rotha kar
Abhi to door hai manzil
Abhi khud ko na tanha kr
Teri ankhen smandar hein
Samandar ko na sehra kr
Mera dil doob jata hai
Mujhe aisay na dekha kr
Hawa mujh se kahe pagal
Na yun raston men betha kr

No comments:

Post a Comment