Tuesday, July 8, 2014

Urdu Poetry In English Sad Poetry In Urdu About Love 2 Line About Life By Wasi Shah By Faraz Allama Iqbal Photos Images Wallpapers

Urdu Poetry In English Biography

Source:- Google.com.pk

Mujhe aansuon ki talab nahin,
mujhe zindagi ki talash hai,
 Jisay dhoond kar bhi na pa saka,
 mujhe phir usi ki talash hai,
Muje dushmano mai na dhoondna,
muje doston me talashna,
mai mohabbaton ka aseer hoon,
muje dosti ki talash hai,
Meri rah-e-azm-e-talash mai,
 koi zindagi ka rafeeq ho,
 koi ansuon ka charagh de,
 muje roshni ki talash hai,
 Mai bulandion ka zameer hoon,
 mai rafaqton ka pazeer hon,
muje nafraton ki zamin par,
 DOSTON KI TALASH Hai .
---***--- 
Humne Bewaffai Nehi Ki Aapse
Aap Yeh Kyo Keh Ke Hume Sattate Hai
Aapka Rishta Kisi Our Ke Saath Hai
Hum Yehi To Aapko Samjhate Hai
Aapke Haath Pe Jiski Angoti Hai
Useh Ka Aap Pe Haq Hai
Humne Bewaffai Nehi Ki Aapse
Aap Yeh Kyo Keh Ke Hume Rulate Hai
---***---  
Dil wale ankhun ki baat samajh lee hain….
Khuwab main mil lete hain…
Rota to asman bhi hai kisi ke piyar main
Lekin Log usey Barsat samajh Lete Hain….

---***--- 
tujhe main bhool tu jata.
magar tere taoluq se.
jo chahre samne aye
jo raste samne aye
jo lamhe samne aye
jo rishte samne aye
unhain kase bhulta amin.
tujhe kase bhulata main.
---***---
Lab-E-Darya Teri Zulfei’n Bikher Jane Ka Mosam Hy
Khumar-O-Kaif Sa Aankho’n Me Bhar Jane Ka Mosam Hy
Darakhto’n Par Salamat Hy Abhi Malboos Pat’to’n Ka
Abhi Gulshan Me Phoolo’n K Nikhar Jane Ka Mosam Hy
Baarish, Hawa Aur Samnay Ye Jheel Ka Manzar
Bhala Ye B Jaana’n! Chorh K Jane Ka Mosam Hy
Aisi Brsat Me Tere Labo’n Se Phool Jharty Hyn
Ye Saawan Teri Baato’n Pe Marr Jane Ka Mosam Hy..!

---***---
Apka Hath Agar Kaanto Se Chub Jaye,

Wahi Kaante Mere Dil Ko Chub Jayenge,

Dard Apke Hatho Me Hoga

Par Log Us Dard Ko Meri Aankho Me Payenge.
---***---
Bari Bechainii Basti Hai kabhi Milne Chale Aao
Ye Duniya Mujh Pe Hansti Hai Kabhi Milne Chale Aao
Koi B Pal nahi Guzara Jo Ho Teri Yaad Se Khali
Tanhai Mujhko Dasti Hai Kabhi Milne Chale Aao
Bari Muddat Guzar Giye Tera Didar Na Hua
Meri aankhain Tarasti Hain Kabhi Milne Chale Aao
---***---
Tum apni zulf ki parchaiyan mujhay day do
Tum apni shaam ki tanhaiyan mujhay day do
Mein doob jaon tumhari udas aankhon mein
Tum apnay dard ki gehraiyan mujhay day do
Hum say bichar kay us ka takabbur bikhar gaya faraz
Har ek say mil raha hai bari aajzi k sath

---***---
Bari Bechainii Basti Hai kabhi Milne Chale Aao
Ye Duniya Mujh Pe Hansti Hai Kabhi Milne Chale Aao
Koi B Pal nahi Guzara Jo Ho Teri Yaad Se Khali
Tanhai Mujhko Dasti Hai Kabhi Milne Chale Aao
Bari Muddat Guzar Giye Tera Didar Na Hua
Meri aankhain Tarasti Hain Kabhi Milne Chale Aao
---***---
Nazr me zulmat Badan me thandak
Jamal kitna ajib sa tha
Me uski chahat me ghr se nikla tou
Haal kitna ajeeb sa tha
Na mene usy khatoot likhe
Na usne meri panah chahi
Dono ko apni bekhudi pe
Malal kitna ajeeb sa tha
Wo apni raato’n me chand dekhe
Main apni raato’n me usko socho’n
Badalte lamhon me soch ka ye
Visal kitna ajeeb sa tha
Safar akele kr lo ge
Mene poocha tou ro dia wo
Jawab kitna ajeeb sa tha
Sawal kitna ajeeb sa tha
---***---
Mana teri nazar mein tera pyaar hum nahi,
kaise kahen ki tere talabgaar hum nahi,
Khud ko jala ke khak kar dala, mita diya,
lo ab tumhari raah mein dewaar hum nahi,
Jis ko sanwara humne tamannaon ke khoon se,
gulshan mein us bahar ke haqdaar hum nahi,
Dhokha diya hai khud ko muhobbat ke naam se,
kaise kahen ki tere gunahgaar hum nahi…
---***---
Is Kadar Hum Yaar Ko Manane Nikle
Uski Chahat Ke Hum Deewane Nikle
Jab Bhi Use Dil Ka Haal Batana Chaha
To Uske Hothon Se Waqt Na Hone Ke Bahane Nikle
---***---
Khaab mai bhi gar tumhe kho dete hain,
judaai ke khayaal hi se ro dete hain,
ye ab jaa kar jana humne..
log muhobatt mai jaan kyo dete hain…!
---***---
Tu is qadar mujy apny qareeb lagta hy
Tujhy alag souchon to ajeeb lagta hy
Ye dosti Ye chahatain Ye Mohabat Sb kia hn
tu to mujy mera naseeb lagta hy.
---***---
Sara Sher Dil Ka Ghum Gheen Hai
Teri Wo Baatey Thrpati Hain
Teri Wo Yaadey Rulati Hain
Mar Kar Bhi Tumey Na Bhool Payenge
Yeh Kiye Howey Waadey InshALLAH Hum Nibahtey Rahey Ge
Yeh Kasam Hai
Teri Meri Dosti Ki
Kisi Din Aana Azmana
Hum Teri Rahey Dekhtey Honge
---***---
Meri Zindagi Mujhe Yeh Bata,
Mujhe Bhool Kar Tujhe Kya Mila,

Meri Hasraton Ka Hisaab Dey,
DiL Torr Kar Tujhe Kya Mila,

Tere 4 Din Kay Pyaar Se,
Mujhe Umar Bhar Ka Ghum Mila,

Main Toot Kar Bikhar Gaya,
Mujhe Torr Kar Tujhe Kya Mila.. !!

No comments:

Post a Comment