Urdu Sad Poetry In Urdu Biography
Source:- Google.com.pk
Aaj To Hum Maut Ki
Dua Kar Ke Roye Hain
Dobara Aaj Khuda Se
Gila Kar Ke Roye Hain
Kyon Na Likh Saka Tu
Us Ko Taqdeer Mein Meri
Yeh Ek Khayal Soch
Kar Phir Hum Roye Hain
--***--
Kaash Aa Jaye Wo,
Mujhy Jaan Se Guzarty Dekhy
Us Ki Khawahish Thi Kabhi
Mujh Ko Bikharty Dekhy…
Wo Saleeqy Se Hua Hum
Se Gurezan Warna
Log To Saaf Mohabbat
Se Mukarty Dekhy…
Waqat Hota Hai Her Ek
Zakham Ka Marham ‘Mohsin’
Phir Bhi Kuch Zakham
Thy Aisy Jo Na Bharty Dekhy…
--***--
Sari Needain Urha Kar
Chala Gaya
Mujh Se Hi Mujh Ko
Chura Kar Chala Gaya
Muhabbat Ki Intiha
Kuch Is Tarhan Ki Usne
Apni Khushboo Mere
Jism Mai Chupa Kar Chala Gaya
Ek Pal Ko Hansanay
Aaya Tha
Her Pal K Lye Rola
Kar Chala Gaya
Keh Kar Gaya Tha Mai
Abhi Laut Aaonga
Kitne Pyar Se Behla
Kar Chala Gaya
--***--
Mujhey Na Hosla 2 Aab
Mujhe Nakaam Rehney do
Nahin Dill Mein Saher
To Zindagim Mein Shaam Rehney do
Kiya Be Aasra Usne
Akela Chhor Kr Mujh Ko
Merey Lab Pe Tum Ab
Uss Bewafa Ka Naam Rehney do
Mujhey Aadat C Hai
Chup Chaap Saa Rehta Hoon Mein Aksar
Mujhey Peeney 2 Mere
Hath Mein Bas Jaam Rehney do
Khizaon Kay Mousamoon
Ko Abb Baharon Ka Chaman Likhna
Baharon K Chaman Ko
Ab Khizaon Ke Naam Rehney do
K Dill K Faislay Pr
Zindagi Nakaam C Thehree
Hua Badnaam Ye Dill
Ab Issey Badnaam Rehney do
Agr Jo Ho Sakey
Mumkin To Khud Ko B Saza Dena
Agr Ho Bewafa To Khud
Pe B Ilzaam Rehney do
Mitta K Apni Hasti Ko
Khudi Mein Hee Maggen Rehna
Jo Zinda Ho To Na Koi
Adhora Kaam Rehney do
Likho Aisi Ghazal In
Bewafaon K Laye Munir
Tum Apney Aap Ko Bhi
Shairon Mein Aam Rehney do
--***--
Woh Hijarr To Daita
Hai Juddai Nahi Daita
Kiya Tarfa Tamasha
Hai Bhujai Nahi Daita
Mahsoos To Hota Hai
Rag e Jaan Mein Hi Aksar
Woh Dard Ka Naghma Jo
Sunnayi Nahi Daita
Hain Bhool Bhullaiyan
Bhi Kay Rasta Nahi Milta
Ye Shehr e Sitamgarr
Hai Rehai Nahin Deta
Tum Ne Kabi Socha Hai
K Parwana e Nayab
Khamosh Hi Marta Hai
Duhaayi Nahin Daita
Is Dabr e harabat
Mein Nuksaan Yeh Sahir
Jo Deed Kay Qabill
Hai Dikhai Nahin Daita
--***--
Saath Rooti Thi Mere
Saath Hansa Karti Thi,
Wo Larki Jo Mere DiL
Mei Basa Karti Thi.
Meri Chahat Ki
Talabgar Thi Is Darja Kay,
Wo Musalley Pay
Namazon Mei Duaa Karti THi.
Ek Lamhey Ka Bicharna
Bhi Giran Tha USko,
Rootey Huwe Mujhko
Khud Se Juda Karti Thi.
Mere Dil Mei Raha
Karti Thi Dhadkan Ban Kar,
Or Saaye Ki Tarha
Saath Raha Karti Thi.
Rog Dil Ko Laga Bethi
Anjaney Mei,
Meri Aaghosh Mei
Marne Ki Duaa Karti Thi.
Baat Qismat Ki Hai
Sirf Juda Ho Gaey Hum,
Warna Wo Toh Mujhey
Taqdeer Kaha Karti Thi
--***--
Muddat Hui Hai Yaar
Se Mulaaqaat Kiye Hue
Shaayad Ho Jaaye’n Ge
Khaak Yeh Aarzoo Liye Hue
Aana Hi Padde Ga Phir
Iss Jahaan Mein Laut Kar
Agar Chale Gaye
Yahaan Se Teri Justazu Liye Hue
Aabroo-e-Ishq Mohtaaz
Hai Zabt-e-Gham Ki
Dekhiye Kab Tak
Chalti Hai Yoon Labo’n Ko Siye Hue
Tum Se Judaa Ho Ne Ke
Baad Saans Toh Chalti Rahi
Magar Zamaana Guzar
Gaya Hamein Zindagi Jiye Hue
Aab Poochne Aaye’n
Hai Khairiyat Beemaar Ki
Le Chale’n Hain Yaar
Jab Usse Kaandha Diye Hue
--***--
Tu Bhi Kisi Ka Pyar
Na Paye Khuda Kare
Tujh Ko Tera Nasib
Rulay Khuda Kare
Raton Main Tujh Ko
Nend Na Aye Khuda Kare
Shammain Jala Jala Ke
Bhojay Khuda Kare
Aye Bahar Tere
Gulistan Main Bar Bar
Tujh Par Kabhi Nikhar
Na Aye Khuda Kare
Meri Tarha Bhi Tujy
Jawani Main Gum Mile
Tu Dar Badar Ki
Thokarin Khaye Khuda Kare
Tujh Par Shab-e-Risal
Ki Nendain Haram Ho
Tu Bhi Dua Ko Hath
Uthay Khuda Kare
Ho Jay Dua Yeh Meri
Bud Dua
Kash Tujh Par Kisi Ko
Taras Na Aye Khuda Kare
--***--
Kal Ajab Saaniha Sa Howa Rait Per
Naam Tera Nahee Likh Saka Rait Per
Kis Ki Awaaz Se Tham Gaye Hain Qadam ?
Phir Se Kis Ne Mujhe Di Sadaa Rait Per ?
Oski Aankhon Se Sholay Nikaltay Rahay
Naachti Reh Gayi Kal Ghataa Rait Per
TU Ne Jo Bhee Hawaa Se Kahaa Reh Gaya
Mit Gaya Mein Ne Jo Bhee Likha Rait Per
Mein Tumhain Choomna Chahta Hun Abhee
Os Ne Mujh Se Ye Ik Din Kaha Rait Per
Ab Ye Sehra Hee Tere Muqaddar Mein Hain
TU Ne Maangi Hee Kiun Thi Duaa Rait Per ?
Ik Shola Uthaa Os Jaga Se “Wasi”
Mera Aansoo Jahan Gir Gaya Rait Per_____!!
Naam Tera Nahee Likh Saka Rait Per
Kis Ki Awaaz Se Tham Gaye Hain Qadam ?
Phir Se Kis Ne Mujhe Di Sadaa Rait Per ?
Oski Aankhon Se Sholay Nikaltay Rahay
Naachti Reh Gayi Kal Ghataa Rait Per
TU Ne Jo Bhee Hawaa Se Kahaa Reh Gaya
Mit Gaya Mein Ne Jo Bhee Likha Rait Per
Mein Tumhain Choomna Chahta Hun Abhee
Os Ne Mujh Se Ye Ik Din Kaha Rait Per
Ab Ye Sehra Hee Tere Muqaddar Mein Hain
TU Ne Maangi Hee Kiun Thi Duaa Rait Per ?
Ik Shola Uthaa Os Jaga Se “Wasi”
Mera Aansoo Jahan Gir Gaya Rait Per_____!!
--***--
Behky behky howe andaz-e-byan hoty hain…
Ap hoty hain to phir hosh kahan hoty hain…
Hont paband hain mafoom byan hoty hain…
Koi samjhy to ye Aansu bhi zuban hoty hain…
Yaad hai teri nigahon ka badalna mujh ko…
Aisy andaz qyamat mein kahan hoty hain…
Q shab-e-gham na jalaon teri yadon k chiragh…
Un se roshan meri manzil k nishan hoty hain…
Gham hai baqi to kisi rooz khushi bhi ho gi…
Phool bhi khaak k pehlu mein jawan hote hain…
--***--
Behky behky howe andaz-e-byan hoty hain…
Ap hoty hain to phir hosh kahan hoty hain…
Hont paband hain mafoom byan hoty hain…
Koi samjhy to ye Aansu bhi zuban hoty hain…
Yaad hai teri nigahon ka badalna mujh ko…
Aisy andaz qyamat mein kahan hoty hain…
Q shab-e-gham na jalaon teri yadon k chiragh…
Un se roshan meri manzil k nishan hoty hain…
Gham hai baqi to kisi rooz khushi bhi ho gi…
Phool bhi khaak k pehlu mein jawan hote hain…
--***--
No comments:
Post a Comment