Poetry In Urdu Sad Biography
Source:- Google.com.pk
Mushkil tha harr lamha tujhse juda rehna,
Mumkin tha bas itna ke tere bin marjaana,
Kaise kahoon mai jaanam,
Tha kaisa mera aalam.
Seene se lagaa ke teri,
Tasveer ko akele me rona,
Mushkil tha askhon ko chupana,
Mum kin tha tere bin marjaana.
Ab jo tum aagayee tow,
Raahat mili hai dil ko,
Ab mujhko sunlo aye jaanam,
Tanhaa kabhee na rehne dena,
Mushkil tha tanhaa rehna,
Mumkin tha tere bin marjaana.
---***---
Wo Khush Hai Per Shayad Humse Nahi
Wo Naraz Hai Per Humse Nahi
Kon Kehta Hai Unhay Mohabbat Nahi
Mohabbat Tu Hai Per Shayad Humse Nahi
---***---
Neend apni bhula k sulaya hum ko…
Aansu apney gira k hasaya hum ko..
Dard kabi na dena un hastiyon ko…,
ALLAH ne maa baap banaya jinko
---***---
Larzish Nazar Main L
larzish nazar maiN lahjay maiN luk’nat ajeeb thei
is awalee’N visaal ki wahshat ajeeb thei
roshaN huwei usi se usi se bikhar gaa’ee
shabnum ko aaftaab se nisbat ajeeb thei
aansoo dee’ay per aankh ko ronay ki khoo na de
aiey badhsa-e-gham ye anaa’yet ajeeb thei
khirki maiN aa k chaand ne jhapki nahi palak
kal shab meray makaa’N maiN suhbat ajeeb thei
sahil pe they tu rait ka jaa’doo tha har taraf
kashti chali tu sajar ki dahshat ajeeb thei
dil maiN na rah sakay jo kahiN tu kahi na jaa’ey
amjad shikast-e-dil ki haalat ajeeb thei
---***---
Bohut He Mudat K Baad
Bohut he mudat k baad kal jub kitab-e-maazi ko main ne khola,
bohut se chehrey nazar mein utrey bohut se naamon pe dil piseeja,
ik aesa safha bhi uss mein aaya, likha huwa tha jo aansuon se,
k jis ka unwan Pyaar tha, ye safha sub se he moutaber tha,
kuch or aansu phir uss pe tapkey,
phir uss se aagey main parh na paya,kitab-e-mazi ko band kar
k ussi ki yaadon mein kho gaya main,
agar hum saath hote tu Kesa hota,
inhe khayalon mein so gaya main…..!
---***---
Pyaas jiski sada mai bhujatha raha
Zahere-katil mujhe wo pila kar gaya
Naaz uski wafa per mujhe tha magar
Teer woh bhi jigar per chala kar gaya
Dhoondta tha kabhi jo mujhe her gali
Aankh wo aaj mujhse bacha kar gaya
Mangta tha sahara jo herdam mujhe
Besahara mujhe wo bana kar gaya
Neend aagosh main jiski aane lagi
Maut ki neend mujh ko sula kar gaya
Aarzoo thi “Yaaro” kisii ki mujhe,
Khawaab mere wahi to mita kar gaya
---***---
Suno Hum Toot Jaein Gay
Suno
Hum toot jaein gay
K doori she na paein gay
Judai maar dalay gee
Suno!
Yeh aankhein bojhal hain
Inhein kis tarha behlaein
Suno!
Hum so na pein gay
Kabhi khush ho na paein gay
Judai maar dalay gee
Suno!
Ye dil tumhara hai
Na tum bhi ab guzara hai
Suno
Kuch waqt do hum ko
Bana lein dost iss ghum ko
Humein maloom hai aakhir
Judai maar dalay gee
---***---
Tumhry ‘KHWAB’ sajany mein lutf aata hai…
K apna aap ‘JALANY’ mein lutf aata hai…
Khuda say jb ap k lye dua karti hn
Mujhy ye “HATH” uthany men lutf aata hai…
Teri “YAAD” mein bas jaagtay rahein shab bhar…
Khd apni NEEND churany me lutf aata hai…
Teri “ZAAT” se hai be_panah “PIYAR” hamein..
Tumhary “NAAZ” uthany men lutf aata hai.
---***---
Tumhare baghair jena kia,
jeene ka khawab bhi nahi dekh sakta..
saanso k baghair tu shayad kuch pal jee sakta ho,
laikin tumhare bina nahi..
tum wo pehle larki ho jise jaan se barh ker pyar kerne laga ho..
mera aaj mere kal,
mere din mere pal,mere duaon mein mere sadao mein..
sirf tum or sirf tum ho.
tare toot jaen ge,
chand bujh jae ga,
laikin waqt yunhi ther jae ga..
umeed ki akhiri kiran nikalne tuk akhiri saans chalne tuk,
mein tumhara intezar karo ga..

Ajnabi hai To Mere Zehan Mein Rhta Kyun Hai
Woh Jo Pathar Hai To Shishoon Ka Masiha Kyun Hai
Woh Hawa Hai To Guzar Jaey Hawaoun Ki Tarhan
Woh Samandar Hai To Thra Rahe Bhta Kyun Hai
Mere Aangan Mein Nahin Koi Umeedoun Ka Gulab
Phir Ye Mousam Mere Aangan Mein Utarta Kyun Hai
Jis K Chre Pe Saji Jhoot Ki Thrirein Hain
Dil Usi Shaks K Wadoun Se Behalta Kyun Hain
---***---
Kachi Deewar Hoon Thokar Na Lagana Mujh ko
Apni Nazron Mai Basa Ker Na Giraana Mujh ko
Tum ko Aankho Mai Tasawwoor Ki Tarah Rakhta Hoon
Dil Mai Dharkan ki Tarah Tum bhi Basana Mujh ko
Baat Karnae Mai jo Mushkil ho Tumhein Mehfil Mai
Mai Samajh Jaaonga Nazron Se Bataana Mujh ko
Waada Utna Hi Karo Jitna Nibha Sakte Ho
Khawab Pura jo na ho wo na Dikhana Mujh ko
Apne Rishtey ki Nazaakat ka Bharam Rakh Lena
Mai to Aashiq Hoon Deewana na Banana Mujh ko
Kachi Deewar Hoon Thokar Na Lagana Mujh ko
Apni Nazron Mai Basa Ker Na Giraana Mujh ko---***---

No comments:
Post a Comment