Sad Urdu Poetry With Images Biography
Source:- Google.com.pk
Kafan Mein Kuch Dair Mera Chehra Khula Hi Rakhna,
Meri Bebasi Dekhne Wo Zarur Aaye Ga,
Wo Aaye To Mere Janaze Se Usy Door Hi Rakhna,
Us Ka Udaas Chehra Mujhse Dekha Na Jaye Ga,
Meri Qabr Per Naam Ki Takhti Na Lagana,
Aate Jate Use Mera Gham Sataye Ga.......
---***---
Koi dhunla sa ik chehra mere ankhon main rehta hai
Koi bhatka sa ik jugno mere khuabon main rehta hai
Aik manoos se awaaz mujhay sone nahi deti
Koi uljha sa ik jumla mere baton main rehta hai
Hai kis k shabnami anchal ki khusbu ab talak mujh main
Koi ehsaas mehka sa mere sanson main rehta hai
Mujhay khud per nahi kabu na main kuch bol sakta hon
Asar ye kis k lafzon ka mere baton main rehta hai
February ki khushk raten mujhay beechen rakhti hain
Lams ik hath ka ab tak mere sochon main rehta hai
Hia dil bhi muztarib ehsaas bhi sochon ki uljhan bhi
Yeh kis ki ankh ka aasnso mere ankhon main rehta hai
---***---
Reza Reza Sapnon Waale, Toote Chehre Aadhe loog
Jaan waale kab aatae hian, kyun karte hain waade loog
Aas main Bethi Shehzadi ki, maang main Chaandi jhank chuki
Itni dair se kyun Aate hain Aakhir ye Shehzade loog??
Piyar ki raah pe ungli thaame, andha'dhund chal parte hain
Na Samjhi main mar jaate hain, hum se Seedhe sadhe loog
Hum dono main kon hai mujrim, ye tey hona Mushkil hai
Aadha Shehar tha haami uska, sath the mere Aadhy loog

Mera afsurda chehra is leay bhi zard rehta hy
Mujhy apny elawa bhi ksi ka Dard rehta hy
Tumhary dam Qdam sy thi ye sab mosam ki rangeni
Tumhary bad Sara sal mosam sard rehta hy
Tumhary bad baqi aur to sab thek hy laikn
Jahan DIL tha kabhi pehly wahañ ab DARD rehta hy
---***---
Ajnabi hai to meray zehan mein rehta q hai?
Wo jo pathar hai to sheshon ka maseeha q hai?
Wo hawa hai to guzar jaye hawaon ki tarah,
Wo samander hai to behta rahe thehra q hai?
Mere aangen mein nahi koi umeedon ka gulaab,
Phir yeh mousam mere aangen mein utarta Q hai?
Jis k chehre pe sabhi jhot ki tehrerein hein,
Dil usi shakhs k wadon se behalta Q hai?
Yeh mera dil yeh masoom yeh anjaan sa dil.
Phir najane tere naam se dharakta q hai?
---***---
Dil K Veerane Aa Kar Sajaye Ga.
Sacha Pyar Hi Usy Meri Dehleez Per Laye Ga,
Usy Khabar Karo K Main Shehar Mein Aya Hoon,
Khush To Bohat Hoga Magar Mere Paas Na Aaye Ga,
---***---
Dil Jo Hai Aag Laga Doon Os Ko,
Aur Phir Khud Hee Hawa Doon Os Ko,
Jo Bhee Hai Os Ko Ganwa Betha Hai,
Mein Bhala Kaisay Ganwa Doon Os Ko ?
Tujh Gumaan Per Jo Emaarat Ki Thi,
Sochta Hoon K Mein Dhaa Doon Os Ko
Jism Mein Aag Laga Doon Os Ke,
Aur Phir Khud Hee Bujha Doon Os Ko,
Hijr Ki Nazar Tou Deni Hai Osay,
Sochta Hoon Ke Bhulaa Doon Os Ko,
Jo Nahee Hai Meray Dil Ki Dunya,
Kyun Na Mein ‘Jhon’ Mita Doon Os Ko ?

Kubhi Kubhi Tou Bohat Yaad Aanay Lagtay Ho
Ke Rooth’tay Ho Kubhi Aur Manaanay Lagtay Ho
Gila Tou Ye Hai Ke TUM Aatay Nahee Kubhi Laikin
Jub Aatay Bhee Hou Tou Foran Hee Jaanay Lagtay Ho
Ye Baat Jhon Tumhari Mazaaq Hai Ke Nahi ?
Ke Jo Bhee Ho Ose Tum Aazmaanay Lagtay Ho
Tumhaari Shaayari Kia Hai Bhala, Bhala Kia Hai ?
Tum Apne Dil Ki Udaasi Ko Gaanay Lagtay Ho
Sarwad-e-Aatish-e-Zarreen Sehen-e-Khaamooshi
Wo Daagh Hai Jisay Har Shab Jalaanay Lagtay Ho
Suna Hai Kehkashaanon Mein Roz-o-Shab Hee Nahee
Tou Phir Tum Apni Zabaan Kiun Jalaanay Lagtay Ho ?

Hai yeh baazaar jhoot ka bazaar,
Phir yehi jinss kyun na tolain hum,
Karke ik doosre se ehd-e-wafaa,
Aao kuch der jhoot bolain hum..
Hai yeh baazaar jhoot ka bazaar,
Phir yehi jinss kyun na tolain hum,
Karke ik doosre se ehd-e-wafaa,
Aao kuch der jhoot bolain hum..
---***---
Tumhari Yaad Aati Hai To Hum Aansu Bahatay Hain
Guzrey Thay Kabhi Jo Saath Din Vo Yaad Aatay Hain
Isi Umeed Pe Hum Ne Khula Rakha Hai Darwaza
Suna Hai Shaam Hotay Hi Bichray Lot Aatay Hain
Haqarat Say Na Dekho Ay Ehl-e-Saahil Toofan Ko
Kabhi Aisa Bhi Hota Ha Kinaray Doob Jatay Hain
Kisi Say Kya Gila Ghalib Ye Dastoor Hai Zamanay Ka
Naye Jab Yaar Miltay Hain Puranay Bhool Jatay Hain

Jab Bhi Aati He Teri Yaad Kabhi … Shaam Ke Baad
Or Barh Jaati He Afsurda Dili …. Shaam Ke Baad
Youn To Har Lamha Teri Yaad Ka , Bojhal Guzra
Dil Ko Mehsoos Hui Teri Kami , Shaam Ke Baad
Ab Iraadon Pe Bharosa He , Na Tauba Pe Yaqeen
Mujh Ko Le Jaye Kahan Tishna Labi , Sham K Baad
Youn To Kuch Sham Se Pehle Bi Udaasi Thi Adeeb
Ab To Kuch Or Barhi Dil Ki Lagi , Shaam Ke Baad
Loat Aaye Na Kisi Roaz ….. Wo Aawaraa Mizaaj
Khol Rakhe Hain Isi Aas Pe Dar , Sham Ke Baad
Tu He Suraj , Tujhe Maloom Kahan Rat Ka Dukh
Tu Kisi Roaz Mere Ghar Me Utar , Sham Ke Baad

Good post.
ReplyDelete