Urdu Poetry On Love Biography
Source:- Google.com.pk
Suna Hai PHOOL KALIYOON Se Tumahin Rab Ne Banaya Hai
Haamin Bhi Thori Si KHUSHBO Churane Ki Ijazat Ho
Suna Hai TeriAANKHOON Main Sitaraoon Ka Basera Hai
Hamain Is ROSHNI Se Ghar Sajane Ki Ijazat Ho
SHARARAT Se Bahre Yeh DIN Bari MADHOSH Hain RATAIN
HAWAIN Aa K SUNTI Hain Hamare PYAR Ki BATAIN
Suna Hai PYAR Main DIL Per Koi QABU Nahi Hota
Yeh Sari CHAHATAIN Tum Per LUTANE Ki Ijazat Ho
TAMANNA Hai Tumahre PYAR Main MASHOOR Ho Jaain
HAMAIN Tum Is Qadar CHAHOO K Hum MAGHROOR Ho Jain
Suna Hai PYAR Main Yeh DORIYAAN Acchi Nahi Hoti
KAREEB Aa Ker UMIDOON Ko JAGANE Ki Ijazat Ho
---***---
Mera Gi Tu Chahay
Ye Chanda Sitaray
Aanchal Pay Tumharay
Mien Taanq Doun…..
Mera Gi Tu Chahay
YeSaray Nazaray
Tumhien Apnay Rub Say
Mien Maang Doun…..
Ye Chanda Sitaray
Ye Saray Nazary
Tumhien Sounp Ker
Ager Tu Ju Chahay
Tumhien Apnay Rub Say
Mien Maang Loun?
---***---
Wo Tum Thay Ya Ek Khayal Tha
Mari Soch Ka Hi Kamal Tha
Wo Muhabbatein , Wo Chahaten
Mari Uljhano Ka Hi JaalTha
Mujhe Jawab Jis Ka Mila Nahi
Wo Aisa Hi Ek Sawal Tah
Wo Aj Gaya To Ehsaas Hua
Kis Qadar Mujhe Us Se Pyar Tha
Ab Uski Kya Main Misaal Doon
Wo Apni Misaal Aap Tha
---***---
Main Tere Haath Pe Rach Jaunga Rangon Ki Tarah,

Tu Mera Naam Kabhi Haathon Pe Saja Ke To Dekh
Main Tere JismMein Mehkunga Gulabon Ki Tarah,
Aa Kabhi Mujhko Dil Mein Basa Ke To Dekh.
Main Tere Lab Pe Chha Jaunga Muskarahat Ki Tarah,
Apne Honton Se Mera Naam Bula Ke To Dekh.
Main Teri Aankh Mein Bas Jaunga Kajal Ki Tarah,
Tu Meri Yaad Ka Ek Khawab Saja Ke To Dekh.
Main Bikhar Jaunga Chaar Su Khushion Ki Tarah,
Apne Naam Se Mera Naam Mila Ke To Dekh
---***---
Phool Ki Shuruvat Kali Se Hoti Hai
Zindagi Ki Shuruvat Pyar Se Hoti Hai
Pyar Ki Shuruvat Apno Se Hoti Hai Aur
ApnoKi Shuruvat Aapse Hoti Hai
---***---
Qarib Se Tumhe Dekha To Apna Paya
Jab Tumhe Dosti Mein Azmaya To Apna Paya
Tumhe Kya Name DunSamjh Mein Nahi Aaya
Dosti, Pyar, Zindage Ya Apna Saaya…
---***---
Aapki Dosti Pe Naaz Hai Hame
Kal Tha Jitna Bharosa Utna Aaj Hai Hame!
Dost Wo Nahi Jo KhushiMe Sath De
Dost Wahi Jo Har Pal Apnepan Ka Ehsas De!!!
---***---
Sadgi Main Ek Ada Itni Pyari Lagi
Apki Dosti Humko Subse Nirali Lagi
Yeh Na Tootay Kabhi Yahi DuaHai
Kyn Ke Yahi Is Duniya Mai Hum Ko Hamari Lagi
---***---
tez hawa ka jhonka aaya
saath main teri khushbu laya
tab meray dil main khayal aaya
aaj bhi mera dost nahin nahaya
---***---
Hum ne seeney se lagaya dil na apna ho saka,
Muskura kar tumne dekha dil tumhara ho geya..
---***---
Etena bhi Ameer Nahi k ash kar sakoo,
Etena Gareeb nahi k bhukha mar sakoo
Etena daler bhi Nahi K kise seLad sakoo
Etena Nacheez bhi nahi k kisi ko maar sakoo
Koshish hamesha yeh he Rehti Hai k
k Doston ke liye hi jeeon or doston ke liye hi mar sakoo
---***---
meraa wada yeh hai tum say
tumhein itna mein chahoon ga
k duniya mein kahin par bhi
muhabbat kay hawalay say
kabhi jo baatniklay gi
humhara naam aaye ga
---***---
Baatain Teri ILHAAM Hain Jadoo Teri Awaaz
Rug Rug Main Utarti Hoyi Khushbo Teri Awaaz
Behtay Chalay Jatay Hain Tah-e-Aab Sitaray
Jaisay KahainUtri Ho Lab-e-Joo Teri Awaaz
Main Shaam-e-Gharibaan Ki udaasi Ka Musafir
SehraaoN Main Jaisay Koi Jugnoo Teri Awaaz
Lafzoon Main Chupaaye Howay Bay-Rabt Dilaasay
Chunti Rahi Shab Bhar Meray Aansoo Teri Awaaz
Yeh Hijr Ki Shab Bheeg Chali Hai K Meray Baad
Rooti Hai Kaheen Khool K Geysoo Teri Awaaz
MOHSIN K Khayaloon Main Utarti Hai Sar-e-Shaam
Rim Jhim Ki Tarah Bandh K Ghunghroo Teri Awaaz
---***---
Mere Hathon Main Apne Naam Ki Lakeer Dekhna
Meri Ankhon Main Apne Husn Ki Tasveer Dekhna
Kya They Or Kya Bna DiaTeri Ulfat Ne
Kese Ban Gaye Hain TereMere Hathon Main
Apne Naam Ki Lakeer Dekhna
Meri Ankhon Main Apne Husn Ki Tasveer Dekhna
Kya They Or Kya Bna Dia Teri Ulfat Ne
Kese Ban Gaye Hain Tere Pyar Mein Faqeer Dekhna
Boht Naaz Hy Na Tujy Apni Husn ki Dolat Per Dost
Mere Paas B Hy Zakhmon Ki Jageer Dekhna
Mere Ho Or Mere Hi Raho Ge Hamesha
Rang Laaye Gi Sachey Pyar Ki Taseer Dekhna
Bohat Zulm Sahey Hain Teri Judai K Ham Ne ""
Sada Ek Jesi Nhi Rehti Taqdeer Dekhna

Woh Be Naqaab Jo Fasl E Bahaar MeN Aawe
To Behr E Deed Her Ik Gul Qataar MeN Aawe
Usay Ho Meri Nazar Ka Jo ImtehaaN Darkaar
To Ba Naqaab HazaaroN Hazaar MeN Aawe
Siwaa Ho Jis Ki ZameeN Aasmaan Say Wusat
Woh Kaisay Tang Nazar Kay Hisaar MeN Aawe
Tu Dast E Baad E Sabaa Per Payaam E Aamad Bhej
To Lutf Aur Tiray Intezaar MeN Aawe
Agar Yeh Sach Hay K Sohbat Say KHoo Badalti Hay
To Rang O Nakhat E Gul Kuchh To KHaar MeN Aawe
Husaini Doulat E Duniya Ki Justajoo Hay Abus
KHazaanay Us Say Bharo Jo Mazaar MeN Aawe

No comments:
Post a Comment