Sad Urdu Poetry Wallpaper Biography
Source:- Google.com.pk
Mausam Hai Barish Ka Aur Yaad Tumhari Aati Hai,
Barish Ke Har Qatre Se Awaz Tumhari Aati Hai.
Badal Jab Garajte Hain,Dil Ki Dharkan Badh Jati Hai,
Dil Ki Har Ek Dharkan Se Awaz Tumhari Aati Hai.
Jab Tez Hawayein Chalti Hai To Jaan Hamari Jati Hai,
Mausam Hai Barish Ka Aur Yaad Tumhari Aati Hai.
---***---
Ye Baarisho’n K Mausam
Bas Tum Hi Se Hyn Wabasta
k Mohabbato’nMain Baarish
Bari LazmiSi Shey Hy
Chahey Aasman Se Barsey
Chahey Chashm-e-Nam Se
---***---
zindagii tanhaa safar kii raat hai
apne apne hausle kii baat hai
kis aqiide kii duhaa’ii deejiye
har aqiidah aaj be-auqaat hai
kyaa pataapahuNcheNge kab manzil talak
ghaTte-baRhte faasiloN kaa saat(h) hai
---***---
Pathar ke khuda, pathar ke sanam, pathar hi ke insaan paye hain,
Tum sheher-e-mohabbat kehtey ho, hum jaan bacha ke ayehain,
Hum soch rahe hain muddat se, ab umar guzaaren bhi to kahan,
Sehraa mein khushi ke phool nahin, shehron mein ghamon ke saye hain,
Honton pe tabassum halka sa, ankhon mein nami si aye Faqir,
Hum ehel-e-mohabbat per aksar aesey bhi zamaaney aye hain.
---***---
BhOoli BiSrii yAdOun Ki KirnOun Ko Saja Kar rOye hAin
Wo Chehra Jab yAad Aaya hUm Shama jAlla Kar rOye hAin
Sath tUmhara Kia chOota Tha dArd Sey Har RiShta tOota Tha
Yeh AanSOo hAin KhUshi K AanSOo tUm Ko Pa Kar ROye hAin
Apni Hii majbOori Thi jO hOnt Hmaray khUl Na Sakay
jAb Bhe Manga KHUDA Sey Tumhien bUs Haath Utha Kar rOye hAin
yAad hAi Ab Tak Shaam e jUdaii Wo Palkien Bhe Bheegi Thien
“Rashid” Aaj Unhien AankhOn K Khwaab Saja Kar rOye hAin
---***---
Khud Apne Aap Ko Parkha Tou Ye Nadamat Hy
K Ab Kabhi Bhi Ussay Ilzam-e-Be-wafai Na Doon
---***---
Faqt Pehluu Badalny Sy
Rafaqat Kam Nhi Hoti
Mgr Phir Bhi Na Milne Ki
Aziyat Kam Nho Hoti
Jahan Koi Bichar Jaye
Wahin Per Uski Manzil Hy
Kisi k Saath Chalny Sy
Musafat Kam Nhi Hoti
Humare Dushmano Me
Chahne Wale Bhi Shamil Hyn
So Hum Jis Haal Main Bhi Hon
Mohabbat KamNahi Hoti
---***---
“Har koi hamain pane ki zid mein hai”
“Shayad koi aazmane ki zid mein hai”
“jisse chahte hain hum itni shiddut sey”
“Woh hamain bhulane ki zid mein hai”
---***---
Shiddatain…
Bay tahasha hai tujhay yaad kia
Aur bhulaya bhi bohat hai tujh ko
Sari rounaq hi teray dum say hai
Aur teray bikhray huay ghum say hai
Jis qadar
Mainay talluq tera mehsoos kia
Itni gehraayi tu rohoun main hua karti hai
Jis qadar
Mainay teri zaat ko khud main paaya
Itni yaqtaayi kahan milti hai
Faaslay waq’atain kho bethay hain
Doriyaan pheeki parheen
Itni shiddat say tujhay socha hai
Itni shiddat say tujhay chaha hai
Shiddatain ishq ki miraaj hua karti hain!!
---***---
Her Shaks Zindgi Main Bohat Dair Se Mila
Koi Bhi Cheez Waqt-e-Zaroorat Nahi Mili
---***---
hasee’aankhon ko parhne ka abi tak shoq hai mujh ko…
mohabbat main ujarr kar bhi meri aadat nahin badli..
---***---
Har Rishte ko Aajmaya He Humne
Kuch Paya Par Bahut Gawaya Hai Humne
Har Us Shakhs Ne Rulaya He
Jis Ko Bhi Is Dil Me Basaya Hai Humne
---***---
Hum Akele The Akele Hi Reh Jaate Hai,
Dil Ka Dard Kisse Dikhaaye,
Marham Lagane Wale Hi Zakhm De Jaate Hai,
Waqt To Humey Bhula Chuka Hai,
Muqaddar Bhi Na Bhula De,
Dosti Dil Se hum Isiliye Nahin Karte,
Kyunke Darte Hai,Koi Phir Se Na Rula De,
Zindagi May Hamesha Naye Log Milenge,
Kahin Ziyada To Kahin Kam Milenge,
Aitbaar Zara Soch Kar Karna,
Mumkin Nahi Har Jagah Tumhe Hum Milenge.
Khushbo Ki Tarah Aapke Paas Bikhar Jayenge,
Sukon Ban kar Dil Me Utar Jayenge,
Mehsoos Karne Ki Koshish To Kijiye,
Door Hote Hoye Bhi Pass Nazer Aayenge
---***---
Bazi e Ishq Kuch Es Tarah Se Harey Yaroo
Zakham Per Zakham Lagey Dil Pe Humare Yaroo
Koi To Aisa Ho Jo Ghao Per Marham Rakhey
Yuun To Dushman Na Bunno Sare Ke Sare Yaroo
Bazm Main Ser Ko Jhukaye Huye Jo Bethy Hain
In Ko Mat Cheroo Yeh Hain Ishq Ke Marey Yaroo
Jinn Main Hoty Thy Kabhi Meher O Wafa Ke Moti
In Hi Ankhon Main Sittam Ke Hain Sharary Yaroo
Dost Hi Apny Jo Kerny Lageen Nazr E Tofaan
Kaam Nahi Aty Phir Koi Saharey Yaroo
Sang Gheroon Ne Jo Marey To Koi Dukha Na Hua
Mer Gaye Tum Ne Mager Phool Jo Marey Yaroo
Wo Jo Raha Dil Geer Tumhari Khatir
Tum Ne Kya Kya Nahiin Taney Usy Marey Yaroo

Guzar gaye woh chaman se bahar ki tarah,
aankhon main bas gaye hai intezaar ki tarah,
kaise bhula de unhe hum apni yaadon se,
unhone inkaar bhi kiya izhaar ki tarah…
---***---
Gulshan ka har khwaab bahaaron mein qaid hai
lagta hai dariya bhi kinaro mein qaid hai
ab uski yaadon se nikla nahi jata
koi hai jo dil ki diwaro me kaid hai.
---***---
Ho’yee hai shaam tau aankhoon mein bus gaya phir tu
Kahan Gaya hai meray shehr ke musafir tu
Mein jaan ta hoon keh dunya tujhe badl de gi
Mein maan ta hoon keh aisa naheen bazahir tu
Bicharna hai tau hansi khushi se bichar ja
Yeh kya sochta hai hur muqaam peh aakhir tu
Faraz tu ne oose mushkiloon mein daal dya
Zamana sahib-e zar aur sirf shair tu……

This comment has been removed by the author.
ReplyDeleteFree Download new poetry collection of Sad Poetry images in urdu poetry with wallpaper or sms just download and send through sMs.
ReplyDeleteNice sharing of sad poetry collection thanks.....
ReplyDeleteAlso Check.........
http://www.wallpaperszum.com/2014/01/New.Sad-Poetry-wallpapers.html