Thursday, July 10, 2014

Urdu Sad Poetry Video Sad Poetry In Urdu About Love 2 Line About Life By Wasi Shah By Faraz Allama Iqbal Photos Images Wallpapers

Urdu Sad Poetry Video Biography

Source:- Google.com.pk

Dard-E-Dil Mein Kami Na Ho Jayey,
Dosti Dushmani Na Ho Jayey !
Tum Meri Dosti Ka Dam Na Bharo,
Aasmaan Mudayee Na Ho Jayey !
Apni Khoo-E-Wafa Say Darta Hoon,
Aashqi Bandagi Na Ho Jayey !
Dard-E-Dil Mein Kami Na Ho Jayey,
Dosti Dushmani Na Ho Jayey !
---***---
Dost Tu Bhut Hain Magar Wafa Nahi Hoti
Har Gire Howe Ghonghat Mai Hiya Nahi Hoti

Apni Ana Ko Har Cheez PeQurban Kar Dete Hain
Magar Dosti Se Piyarri Ana Nahi Hoti

Us K Har Sitam Ko Hans K Seh Lete Hain
Jo Dost Sitam De Wo Saza Nahi Hoti

Har Dard Ka Ellaj Majud Hai Is Dunia Mai
Lekin Jo Dost Zakham De Uski Dawa Nahi Hoti

Dil Or Aayene Mai Farq Sirf Itna Sa Hai
Jab Dil Toote Tu Us Ki Sada Nahi Hoti

Sanwal Heewanon Se Bhi Bud Tar Hai Wo Insaan
Jis Mai Apne Doston K Liye Wafa Nahi Hoti
---***---
Kuch Log Zindagi Me Aate Hain Iss Tarah
Kab Kaise Jaan, Jigar Bann Jaate Hain Kya Pata

Par Ab Mein Apni QismatAazmati Nahi
Ke Main Ab Dost Banati Nahi...

Ke Kuch Log Mile The Mujhe Bhi Raah-E-Zindagi Me
Baharaoun Me Sath Chale Bhi The Woh Mere

Toofanoun Me Koi Sath Chala Bhi Nahi Mere
Ke Mein Ab Koi Dost Banati Nahi...

Har Baar Yaqeen Karti Hoon Sabke Fareb Par
Rakhti Hoon Apne Yaqeen Ke Tukde Samet Kar

Par Abb Kisi Par Bhi Aitebaar Nahi...
Ke Mein Ab Koi Dost Banati Nahi...

Ek Baat Kahoun...
Khush Ho Toh Duniya Sath Hoti hai

Rooth Jao Toh Koi Manata Nahi...
Isiliye Shayed...

Mein Kisi Ke Saamne Apne Aansu Bahati Nahi
Ke Mein Ab Koi Dost Banati Nahi...
---***---
Gunah karke saza se darte hain,
Pee ke Zeher dawa se darte hain,
dushmano ke sitam ka khauff nahi humko,
Hum to doston ki bewafai se darte hain.
---***---
Guzare Huve Kal Ki Yaad aati hai,
kuch lamhon se aankhen bhar aati hain,
woh subah rangeen shaam nirali doob jati hain,
jab aap jaise doston ki yaad aati hai.
---***---
Abhi SoYa hY zamane ki Thokrain seh k,
Laga0 Hath Na K Abhi kafan Taaza Taza hY,

DUA karo k EsaY Qabr Raas Aa jaYe,
Boht SatAYa hY Kambakht DOSTO Ny EsaY.
---***---
Ajnabi Ban Gaya Woh Yeh Keh Ker Ke
“Tum Ne Dosti Na Nibhai”
Kaisa Dost Hai Woh Dost Ko Tanha Kar Ke
Kehta Hai “Dosti Na Nibhai”
Chora Bhi Khud Hai Aur Bewafa Bhi Mujhe Kehta Hai
Kitna Bewafa Hai Meri Wafa Ko Nahi Samajhta Hai
Toota Hai Mera Dil Per Woh Nahi Samjhe Ga
Na Kabhi Samajh Paya Mujhe Na Hi Samajhe Ga
Woh Jaye Aur Dosti Nibhaye
Hum To Ajnabi Hain Hum Kya Dosti Nibhayein
---***---
Meri Dukh Ki Koyee Davaa Na Karo
Mujhko Mujhse Abhi Juda Na Karo
Nakhuda Ko Khuda Kaha HaiN To Phir
Doob Jaavo, Khuda Khuda Na Karo
Yeh Sikhaya HaiN Dosti Ne HameN
Dost Bankar Kabhi Wafaa Na Karo
Ishq HaiN Ishq, Yeh Mazaak NahiN
Chand LamhoN MeiN Faisla Na Karo
Ashiqui Ho Ya Bandgee(Bandgi),
 Be-Dilli Se Tho Ibtida Na Karo
---***---
Raaz-E-Ulfat Chupa Ke Dekh Liya
Dil Bahut Kuch Jalaa Ke Dekh Liya
Woh Mere Ho Ke Bhi Mere Na Huey
Un Ko Apna Bana Ke Dekh Liya
Aur Kya Dekhne Ko Baakhi HaiN
Aap Se Dil Laga Ke Dekh Liya
‘Faysal’, Takmeel-E-Gham Bhi Na Ho Sake
Ishq Ko Aazmaa Ke Dekh Liya
---***---
Dono JahaN Teri Muhobat MeiN Haar Ke
Wo Ja Raha HaiN Koi Shab-E-Gham Guzaar Ke
Weeraan HaiN Maikadah KHum-O-Saagar Udhaas HaiN
Tum Kya Gaye Ke Rooth Gaye Din Bahaar Ke
Duniya Ne Teri Yaad Se Baigaana Kar Diya
Tujh Se Bhi Dil-Faraib HaiN Gham-Rozgaar Ke
Bhoole Se Muskuraa To Diye The Woh Aaj
Mat PooNch Val-Vale Dil-E-Kirdah_kaar Ke
---***---
Ulfat Ka Jab Kisi Nay Liya Naam Ro Padey,
Apni Wafa Ka Soch Kay Anjaam Ro Padey !
Har Shaam Yeh Sawaal, Mohabbat Say Kya Mila,
Har Shaam Yeh Jawaab, Ki Har Shaam Ro Padey !
Rah-E-Wafa Mein Hum Ko Khushi Ki Talaash Thi,
Do Gaam Hi Chalay Thay Ki Har Gaam Ro Padey !
Rona Naseeb Mein Hai To Auron Say Kya Gila,
Apnay Hi Sar Liya Koi Ilzaam, Ro Padey !
Ulfat Ka Jab Kisi Nay Liya Naam Ro Padey,
Apni Wafa Ka Soch Kay Anjaam Ro Padey !
---***---
Ishq MeiN GHairat-E-Jazbaat Ne Rone Na Diyaa
Warna Kyaa Baat Thi Kis Baat Ne Rone Na Diyaa
Aap Kehte The Ke Rone Se Na Badlenge Naseeb
‘Umr Bhar Aapki Is Baat Ne Rone Na Diyaa
Tujh Se Milkar HameiN Rona Tha, Bahut Rona Tha
Tangi-E-Waqt-E-Mulaaqaat Ne Rone Na Diyaa
Ek Do Roz Kaa Sadma Ho To Ro LeiN,
 Ham Ko Har Roz Ke Sadmat Ne Rone Na Diyaa
---***---
Apna Gham Ley Kay Kahin Aur Na Jaaya Na Jayey,
Ghar Mein Bikhri Huee Cheezon Ko Sajaya Jayey !
Jin Chiragon Ko Hawaon Ka Koi Khof Nahin,
Un Chiragon Ko Hawaon Say Bachaya Jayey !
Baag Mein Jaanay Kay Aadaab Hua Kartay Hain,
Kisi Titlee Ko Na Phoolon Say Udaya Jayey !
Ghar Say Masjid Hai Bahut Door Chalo Yun Kar Ley,
Kisi Rotay Huey Bachay Ko Hansaya Jayey !
Apna Gham Ley Kay Kahin Aur Na Jaaya Na Jayey,
Ghar Mein Bikhri Huee Cheezon Ko Sajaya Jayey

Urdu Sad Poetry Images Sad Poetry In Urdu About Love 2 Line About Life By Wasi Shah By Faraz Allama Iqbal Photos Images Wallpapers

Urdu Sad Poetry Images  Biography

Source:- Google.com.pk
 Ab Husn_O_Ishq Ki Baaten Na Kijiye
Mohabbat Se Hai Sharamsaar Mera Dil
Ispe Phool Ke Jagah Aansoo Charrhaiye
Hai Haseen Khwaabon Ka Mazaar Mera Dil
Dhadkan Ruk Jaati Hai Tere Naam Se
Choo Ke Dekhiye Tu Aik Baar Mera Dil
Jalao Na Us Ko Abhi Mere Dosto
Kisi Ka Kar Raha Hai Intezaar Mera Dil
---***---
Pthar Bana Diya Mujhe Rone Nahin Diya
Daman Bhi Tere Gham Main Bhigone Nahin Diya
Tanhaian Tumhara Pata Pochti Rahin
Shab Bhar Tumhari Yad Ne Sone Nahin Diya
Dil Ko Tumhari Yad K Aansoo Aziz The
Dunya K Koi Gham Samone Nahin Diya
Nasir Yon Us Ki Yad Chali Hath Tham Ker
Mele Main Is Jahan K Khone Nahin Diya
---***---
SaZa Pe Chor Diya Kuch Jaza Pe Chor Diya,
Har Ek Kam Ko Hum Ne Khuda Pe Chor Diya,
Woh Humko Yaad Rakhta Ya BHula Deta,
Uska Kam Tha Uski Raza Pe Chor Diya,
Ab Uski Marzi Bujha De Ya Phir Jala Rakhe,
Chiragon Ko Hum Ne Jala Kar Hawaon Mein Chor Diya,
Ab Usay Baat Bhi Kartay Toh Kis Tarah Kartay,
Yeh Masla Aana Ka Tha, Aana Pe Chor Diya,
Is Liye Toh Woh Kehtay Hain Bewafa Hum Ko K,
Humne Sara Zamana Wafa Pe Chordiya
---***---
Tum Ne Barishon Ko Mehz Brastay Dekha Hai
Maine Aksar Barishon Ko Kuch Kehtay Suntay Dekha Hai
Tum Dekhtay Ho Barishon Ki
Jal Thal Har Saal
Maine Barsaat Ko Baar Haa Palkon Pe Mchaltay Dekha Hai
Kaisay Mangun Phr Barasta Sawan Apnay RAB Sy??
K
In Ankhon Ne Bastiyon Ko Sawan Main Ujartay Dekha Hai
---***---
Rehnewalon Se Nahi,
Jaanewalon Se Pucho
Ki Zindgi Kya Cheez Hoti Hai.
Panewalon Se Nahi,
Khonewalon Se Pucho
Ki Izzat Kya Cheez Hoti Hai.
Amiron Ko Kya Dekthe Ho,
Zara Garibon Se Pucho
Ki Daulat Kya Cheez Hoti Hai,
Arre Jiss Ne Dil Diya Hai Usse Nahi,
Jiska Dil Toota Hai Usse Pucho
Ki Mohabbat Kya Cheez Hoti Hai.
---***---
Zulm k hathon aziyat main hai jis tarah hayaat
Aisa lagta hai k ab hasher hai kuch dair ki baat

Roz ik dost k marne ki khabar aati hai
Roz ik qatal pe jis tarah k mamoor ki baat

Khema-e-gher se mangwaye hue ye mukhbar
Ran pare ga to ghari bhar ko na de payen ge sath

Kis tarah jaan sake tayerak no aamooz
Kon hai jaal khusha kon lagaye hue ghaat

Aastenon main chupaye hue har ik khanjar
Or guftaar ki babat main hain sab kand o nabaat
---***---
Tum jo hote to mujhay kitna sahara hota
Main ne auron ko na dukh mian pukara hota

Jitni shiddat se wabasta tha main tujh se
Kis tarh mera, tere bagher guzara hota

Mujh ko ye soch hi kafi hai jalane k lye
Main na hota to koi or tumhara hota

Or hum beth k khamoshi se rote rehte
Shaam hoti, sharaab hoti, dariya ka kinara hota
---***---
Ik baar jo milta hai dubara nahi milta
Itni bari dunya main koi hamara nahi milta

Kis ko banayen apni zindagi ka hamsafar
Hum ko kahin se ishara nahi milta

Har rooz naye naye loog milte hain
Magar koi bhi jaan se piyara nahi milta

Gham k bhanwar main aise phasi hai naao
Pareshan hai is kadar k kinara nahi milta

Muddat k baad tere gali main aaye hain
Ab kis se pochen k tumhara ghar nahi milta
---***---
Na Jaane Kyun Maghrur Hyn Iss Jhoothi Dunya k Jhooty Log,
Wafaae’n Kar Nahi Sakte Waadey Hazaar Krty Hyn…!!
---***---
Waasta Husn Se Ya Shidat E Jazbat Se Kya
Ishq Ko Tere Qabeely Ya Meri Zaat Se Kya;
Meri Masroofiyat Usko Kahan Rok Saky Gi
Wo To Yaad Aye Ga Usko Mere Din Raat Se Kya
Pyas Dekhun Ya Krun Fikr Ke Ghar Kacha Hy;
Soch Me Hun Ke Mera Rishta Hy Barsaat Se Kya
Jis Ko Khadsha Ho Ke Mar Jayen Ge Bhooky Bachy;
Sochiye Usko Kisi Aur Ke Halaat Se Kya
Aaj Usy Fikr Ke Kya Log Kahen Ge;
Kal Jo Kehta Tha Muje Rasm O Riwayaat Se Kya;…!?
---***---
Aankhon ki terha raaz hai khulta b nhi wo,
Selaab b ban jata hai dariya b nhi wo,
Iss baar zameen aankh ki banjar hi rahey gi,
Iss baar to saawan ka sandesa b nhi wo,
Us shks k pehloo main sakoon kitna hai jb keh,
Geerja nhi, mandir nhi, masjid b nhi wo,
Main yaad rahon usko itna b nhi hai,
Khod yaad na aaye muje aisa b nhi wo,
Us shks ki fitrat b meri terha hai,,,
Jalta hua sehra b hai pyasa b nhi wo…..!
---***---
Gham-e-Hayat Ka jhagra mita raha hai koi.
Chale aao k dunya se ja raha hai koi.
Azal se keh do k ruk jaye 2 ghari k liye.
Suna hai aanay ka waada nibha raha hai koi.
Wo aise bethe hoe hain meri lash k paas.
K jaise roothe hoe ko mana raha hai koi.
Lout k aa na jaye saans meri nabzon main Faraz.
Haseen haathon se mayyat ko saja raha hai koi.

Poetry Images Urdu Sad Poetry In Urdu About Love 2 Line About Life By Wasi Shah By Faraz Allama Iqbal Photos Images Wallpapers

Poetry Images Urdu Biography

Source:- Google.com.pk

Han ye sach hy k mjhy tumse Mohabat hy,
Ye bhi sach hy k mai tumhari chahat hon..
Pr meri zindgi mai chahaton ki kami to nhi,
Rishte or bhi hen ek srf tum hi to nhi..
Apni zaat k is pehlu sy aj milwaon tumhyn??
Main kya hon kese hon batlaon tumhyn??
Main apni MAA ki tarbiyat mai dhala sancha hon,
Apne BABA ki umedon se pur ik khaaka hon,
Apne BHAI ki gairat hon jaanti hon main,
Mjhse hi hy ghar ki izzat manti hon main,
To behak jaon main yeh kabhi mumkin hi nhi,
K dil woh sb bhi to rkhty hen ek tum hi to nhi..
---***---
Beetey Din”O Ki Baat Ab Rehne Do…
Ye Pal Do Pal Ka Saath Ab Rehne Do….
Chalo Mere Sang Jahan Tak Sang Chalana Hai…
Sari Umar Ka Saath Ab Rehne Do…
Matt Maangoo Mujh Se Merichahat Dobara…
Pyar Mohabbat Ki Baat Ab Rehne Do….
Pehle Meri Wafaon Ka Bharam Tum Rakh Na Sake….
Phir Se Meri Chahat Ki Umeed Ab Rehne Do…
Juda Howay Thay Pehle Bhi Ab Bhi Hongay…
Hum Qadam Hone Ki Soch Ab Rehne Do….
---***---
Roye Hai Buhat Tab Zara Karaar Mila Hai
Is Jahan Mein Kise Bhala Sacha Pyaar Mila He
Guzar Rahi Hai Zindagi Imtehan Ke Daur Se
Ek Khatam Hua Toh Dusra Tayar Mila Hai
Mere Damaan Ko Khushiyo Ka Nahi Malaal
Gham Ka Khazana Jo Isko Beshumar Mila Hai
Woh Kamnasib Hai Jinhe Mehboob Mil Gaya
Mein Khushnasib Hun Mujhe Intezar Mila Hai
---***---
Meray Dil Mein Utro Zara Zara,
Mujhay Holay Holay Ttm Pyar Do,
Meri Tishnagi Ko Barhaao Phir,
Meri Be-Kali Ko Qaraar Do,
Mujhay Harf Harf Samait Lo,
Mujhay Lafz Lafz Shumaar Do,
Jo Umar Bhar Na Utar Sakay,
Meri Aankh Ko Woh Khumaar Do,
Mujhay Likh Lo Dil Ki Kitaab Par,
Meri Rooh Ko Khud Mein Utaar Lo,
Tum Ur-Haa K Chunri Pyaar Ki,
Meri Bikhri Zulf Sanwaar Do,
Aao Pyaar Ke Is Khail Mein,
 Tum Jeet Jao Mujhe Haar Do
---***---
Chashm-E- Num Teri Rawani Se Alag Rehta Hoon. .
Main Aag Hoon Pani Se Alag Rehta Hoon. .
Gumshuda Shaks Hoon Matt Dhoond Mujhey Rahoon Main. .
Main Her Ek Yaad Dehani Se Alag Rehta Hoon. .
Tu Merey Tazkara-E-Ishq Main Kun Aata Hey. .
Main Tu Apni Kahani Se Alag Rehta Hoon. .
Phool Se Terq-E-Taaluq Ko Tu Zamana Guzra
Ab To Me, Teri Har Ek Nishani Se Alg Rehta Hon
---***---
Saawan Men Barsaat Zaroori Hoti Hey
Dil Se Dil Ki Baat Zaroori Hoti Hey
Jagmag Kertay Chaand K Pehloo Men
Taaron Ki Baaraat Zaroori Hoti Hey
Is Jeewan Men Har Pal Jeetnay Waalay Ko
Kabhi Kabhi To Maat Zaroori Hoti Hey
Din Ki Shaan O Shookat Qaaaim Rakhnay Ko
Andhi Kaali Raat Zaroori Hoti Hay
Piyaar Naveed Zaroori Hey Yun Jeenay Ko
Jaisay Apni Zaat Zaroori Hoti Hay
---***---
Rang To Laye Gi Sawan Ki Ghata Merey Ba’ad
Tuj Ko Tarpa’ey Gi Sawan Ki Ghata Merey Ba’ad
Ek Ek Bond Ko Tarsi Hon Magar Janti Ho
Jhoom Kar Aaye Gi Sawan Ki Ghata Merey Ba’ad
Yeh Ghata Surkh Hai,Lagta Hai Kuch Aisa Mujhey
Khon Barsaye Gi Sawan Ki Ghata Merey Ba’ad
Kis Qadar Garam Hawa Hai K Badan Toot’ta Hai
Aag Barsaye Gi Sawan Ki Ghata Merey Ba’ad
Haan Rulaya Hai Bohaat Aur Sataya Hai Bohaat
Kis Ko Tarpa’ey Gi Sawan Ki Ghata Merey Ba’ad
---***---
Tuj Say Main Pyaar Karty Hon Bandagi Ki Tarha
Tu Maray Zaat May Shamil Hai Zindagi Ki Tarha
Maray Khayal Par Galib Hai Ik Tary Soorat
Tuj Ko Hi Sochty Rahty Hon Shaairy Ki Tarha
Saja Kay Ankhon May Rakhain Hain Sub Taray Jalway
Andhary Raat Kay Lamhoo May Roshni Ki Tarha
Taray Wajood Say Baqi Hain Maray Umeeday
Tum Hi Basay Ho Maray Dill May ,Dharkan Ki Tarha
Is Say Bar Kay May Tumhay Chaon Kasay
Nas Nas May Tum Samaa Chukay Ho Lahoo Ki Tarha
Or Tumhay Keya Maloom Tum Maray Zindagi Ho
Hum Nay Chaha Hai Tumhay Zindagi Ki Tarha
---***---
Huaa Hai Insaaf Se Bezaar Mera Dil
Bewafaa Ho Aap Gunehgaar Mera Dil
Har Kisi Ke Saath Hay Koi ,Tanha Main
Phir Se Le Jaa Mere Yaar Mera Dil
Ab To Kismaton Pe Chor Di Hai Baat
Thakk Chukaa Hoon ,Tumhe Pukaarey Mera Dil
---***---
Tumhara Jamal Koi Ghazal Hai
Tumhara Khayal Koi Ghazal Hai
Main Kaise Karon Husin Bayan
Tumhari Misal Koi Ghazal Hai
Yeh Dil Udas Nahin Hosakta
Tumhara Khayal Koi Ghazal Hai
Main Bar Bar Sunna Chahata Houn
Tumhara Sawal Koi Ghazal Hai
Phool Kilne Ki Rut Aajai Gi
Tumhara Wisaal Koi Ghazal Hai
---***---
Muje Tum Se Mohabbat Hai
Chopana Raaz Is Dil K
Agar Tum Chor Do Jana
Muje Tum Se Mohabbat Hai
Agar Tum Bol Do Jana
To Jivan K Safar Mein
Rasta Asan Ho Jay
Hamare Pas Bhi Jinay Ka Kuch Saman Ho Jaye
Wagarna Na Hum Tumare Dil K Darwane K Bahir
Aas Mein Bethay Rahain Gay
K Kabhi To Band Darwaza Kholo Gi
Mere Shane Pay Sir Rakh Ker
Kabhi Dheray Se Bolo Gi

Urdu Sad Poetry Wallpapers Sad Poetry In Urdu About Love 2 Line About Life By Wasi Shah By Faraz Allama Iqbal Photos Images Wallpapers

Urdu Sad Poetry Wallpapers Biography

Source:- Google.com.pk

Meri zindgi mujhay ye bata,
Mujhay bhool ker tujhay kiya mila,
Mere hasraton ka hisaab day,
Dil tor ker tujhay kiya mila,
Tere chaar din k pyaar se,
Mujhay umar bhar ka gham mila,
Main toot ker bikhar gaya,
Mujhay tor ker tujhay kiya mila? . . .
---***---
Mohabbat hum ne ki jo ek khata hogayi
Ki wafa or zindagi saza hogayi
Wafa karte rahe hum ibadaton ki tarhan
Phir ibadat khud ek gunah hogayi
Kitna suhana tha safar jab sath thay hum
Phir kia howa kyun manzil juda hogayi
Koi chahat koi hasrat koi umeed nahi rahi
wo gaya to laga dunya fana hogai?
---***---
Waqt aesi rawani me dhlta raha,
Main bekhbar aesy he chalta raha,
Kabhi hansta tha apny naseebon pe main,
Kbhi andr hi andr main jlta raha,
Kahin shikway milay, kahin thokrain mleen,
Chotain aesi lageen k sanbhalta raha,
Osko pany ki khater to sab kuch kia,
Wohi sangdil tha,Rasta badlta raha..
---***---
Bohat khamosh reh kar jo sadayein mujh ko deta hai,
Baray sundar se jazbon ki wafein mujh ko deta hai,
Kabhi jo dard ki aatish sulgane mujh ko lagti hain,
Wo apne sath ki mehekti hawaein mujh ko deta hai,
Usay main ajnabi samjhta magar har moor par wo,
Apne naam ki saari duayein mujh ko deta hai,
*~bar hoti agar mujh ko nahi hai tu muqadar mein,
Usi lumhay main hathon ki lakeeron ko mita deta,
---***---
Aa k le jaye meri aankh ka paani mujh se,
Kiun hasad karti hai darya ki rawani mujh se..
Gosht nakhun se alag ker k dikhaya main ne,
Usne poochay thay judai k ma’ani mujh se..
Khatam hone laga jab khoon bhe ashkon ki tarah,
Ker gaye khawab mere nakal makaani mujh se..
Sirf ek shakhs k gham mein muje barbaad na ker,
Roz rotay huay kehti hai jawani mujh se..
---***---
Agar Aansu Baha Detay To un k Pas kya Rehta,
Wo Hum Ko Hosla Detay To Un K Pas Kya Rehta,
NishaN Hum ko Nahi Milta koi Un Tak Pohnchne ka,
Humein Apna Pata Detay To Un k Pas kya Rehta,
Wo Is Mein tha K Jis k Dam Par Wo Zinda Hai,
Hum Un ka Dil Dukha Detay To Un k Pas kya Rehta,
MusafiR Saray Phool Khila k Apni Rah Chal Detay,
Shajar Tehni Juhka Detay To Un k Pas Kya Rehta
Humari YadoN Ne He Ab Tak Unhein Abad Rakha Hai,
Wo hum ko B Bhula Detay To Un k Pas Kya Rehta,
---***---
Mere ishq ko na nidhal ker,
Kabhi Be hijab wasal ker,
Meri ankh ko benai de,
Mere qalab ko ujal ker,
Mujhe dars de fana ka,
Mere ishq ma bura haal ker,
Mujhe de saza koi sakhat si,
Mujhe is jahan ma misal ker,
Meri asal sorat bigar de,
Kisi ishq bhati ma dal ker,
Mujhe bhi pila koi aesi she…,
Kabhi meri ankhein bhi laal ker,
Wo jo is jahan ma halal he,
Kabhi us jahan ma halal ker,
Teri talab ma hun Dar badar,
Kabhi is samat bhi khiyal ker…
---***---
Hum naazuk hein bilkul kisi ahsaas ki trah
tum na socho gy to mar jayengay
pas raho ya door bas itna khiyal rakhna
tum na dekho gy to mar jayengay
titliyum mein or hum me yah bat he mushtrik
pakar k jab choro gy hmen to mar jayengay
apne dil ki tehni pe hi khila rehne do
jab bhi tehni se toro gy to mar jayengay
kbi na milna hm se moj-e-dariya ban k
mil k jab bichro gy hum se to mar jayengay
---***---
Ansu Hen Mery Sathi,
Kuch Khuwab Puranay Hen,
Kuch Paas Nahi Baaqi,
Teray Paas Chala Aaon!
Teri Neend Chura Laon,
Mere Dil Se NaJane Q,
Ye Khuwaish Nahi Jaati,
Din Rat Tumhen Dekhon,
0r
Pyaar Kiye Jaon!
Meri Aankhon Sy,
Mere Dil Se…
Teri Pyaas Nahi Jaati,
Ik Dujey Se Dono Ko,
Ye Kesi Adawat Hy,
Teri Yaad Jo Aa Jaye,
Phir!!
Neend Nhi Aati.
---***---
Nahi mumkin andheron mein chiraaghon ka bhuja dena …
Bohat mushkil hy meri jan tmhen Dil sy bhula dena …
Tumhen ik din sataein gy meri chahat k sb jazbe …
Meri gazlein meri nazmein mere khat b jala dena …
Kbi jo yad aaon mein tmhen fursat k lamhon mein …
Haseen haathon sy kaghiz pr muje likhna ur mita dena…
---***---
“Na umang dil mein rahi koi…”
“Na zehan mein koi sawaal hai…”
“Ye jo gardishen hain hayaat par…”
“Meri khwahishon ka kamal hai…”
“Main ne kab kaha main haseen hon…”
“Ya muhabbaton ka ameen hon…”
“Meri guftagu mera aaina..”
“Mera zoq meri misaal hai..
---***---
Maine akela hu phir bhi khush hu,
Kuch they apne jo paraye ho gaye,
Unki yado me akela hu phir bhi khush hu,
Na kuch paane ki chah, na kuch khone ka gham,
Mujse wafa bhi hue hai aur bewafa bhi hue hai,
Chand ne chandni chheen li,Suraj ne roshni chheen li
Andhero me rahta hu phir bhi me khus hu,
Jab aag lagi to barsat ne bhi saath na diya,
Jab mitti chadi to aandhi tufan ne bhi sath na diya,,
Kisi ke yaad me tanhayi me baithakar rota rahta hu.
Duniya ki bheed me akela rahta hu phir bhi khush hu