Urdu Shayari Images Biography
Source:- Google.com.pk
TUT GAYA DIL PAR ARMAN WOHI HAI,
DUR REHTE HAI FIR BHI PYAR WOHI HAI,
JANTE HAI KI MIL NAHI SAKTE,
MAGAR IN ANKHON MAIN INTEZAR WOHI HAI.
---***---
Do pyaar karne walo se log...
jalte hain,tarah-tarah ki batein karte hain,........
jab Chaand aur Suraj ka hota hai .........
khulkar milan toh use bhi log Grahan kahete hai....
---***---
Kitni raatein beet gayi,
Kitne pal beet gaye,
Bas beeta nahi to yaadon ka vo pal,
Wo guzra hua kal,
Beeti nahi to aankhon ki nami, Aur aap Ki kaami
---***---
Girti hui deewar ka hamdard hun.
lekin Chadte hue suraj ki parastish nahi karta, .
Hamdardi e ehbaab se darta hun 'muzaffar',
Main zakhm to rakhta hun numaish nahi karta...

Apni Dhdkno ki awaz suni hai maine,
Apni ankhon se koi bat kahi hai maine,
Bs ek didar k liye khud ko sambhle baithe ha..
Najne ishq me konsi rah chuni ha maine
---***---
Yun Milke Mulakat na Ho saki...
Hontt kampe magar baat na hosaki...
Meri khamosh Nigah har baat keh gayi...
Aur unki shikayat hai ki baat na ho saki.........
---***---
Khushiyon se naraz hai meri zindagi,
pyar ki mohtaj hai meri zindagi,
hass lete hun logon ko dekhane ke liye,
varna dard ki kitab hai meri zindagi...
---***---
ek din jab lambi neend so jaonga...
is duniya-e-faani se rukhsat ho jaonga...
kafan main lipta honga...
qabar main utaar jaonga...
koi ro raha hoga.
koi khushi zahir kr rha hoga..
kisi k liye acha to kisi k liye bura magar...
phr b wada hy mera...
tum sub ko bohat.....YAAD AOONGA....................
---***---
NA tarapta dil na roti aankhain.....
na labon pe naam koi or hota...
hum teri tamanna kyon karte....
agar tere jaisa koi our hota...
---***---
dekho phir raat aa gai...
tanhaiyon me waqat ki baat aa gai...
hum to yun hi bethe the sitaro ki panah me....
chand ko dekha to aap ki yaad aa gai...
---***---
kab tak rotay arho gay apni kismat per...

dost
yahan tu phool be rukh badal letey hn aksar shaam k baad.
---***---
sitara meri qismat ka us se mila hi nahe....
wo kese hota mera aisa kabhi huwa hi nahe....
mene apni har khushi dusron men baant di...
kisi ne mujhe kya diya ye kabhi socha hi nahe....
baton baton men mohabbat is kadar ho gaee us se.....
usay ab bhool jaun kese itna hosla hi nahe..
har kisi ne mujhe matlab tak dost banaye rakha...
koi sacha dost ban kar sath chala hi nahe...
har koi meri chahat ko mazaq samjhta raha...
dil men hai dard kitna koi samjha hi nahe....
---***---
Dhoop Ho Chaon Ho Tum Sath Nibhaya Krna
Mere Chehre Pe Sada Palkon Ka Saaya Krna
Raah Dekhon Gi Tumhari Main Sar-e-Sham Yunhi
Kabhi Jaldi Kabhi Dair Se Aaya Krna
Daantt Lena Sir-e-Mehfil Koi Bat Nahi
Phir Akele Me Galay Laga K Manaya Krna
Jan Jaon Gi Main Khushbo Se Tumhari Tum Ko
Tum Pichay Se Meri Ankhon Ko Chupaya Krna
Jagna Chahun Tu Rat Bhar Baaten Krna
Neend Aa Jaye To Bahoo'n me Sulaya Krna.
---***---
Manzil To Teri Yehi Thi,
Bas Zindgi Guzar Gai Aate Aate,
Kya Mila Tujhe Is Dunya Se,
Apno Ne Hi Dafna Diya Tujhe Jate Jate. ....
---***---
Dil Par Aisay Bhi Azabon Ko Utarte Dekha
Hum Ne Chup Chaap Usay Khud Se Bicharte Dekha.
Us Ko Socha To Hr Soch Mein Khushbo Utri
Us Ko Likha To Hr Lafz Mehakte Dekha.
Yaad Aa Jaye To Qabu Nahi Rehta Dil Par
Warna Dunya Ne Bhi Hum Ko Tarapte Dekha.
Us ki Soorat Ko Faqat Aankh Hi Na Tarsi Hai
Raston Ko Bhi Teri Yaad Mein Rote Dekha.
Hum Mohabbat K Liye Aaj Bhi Dewane Hain
Ye Alag Baat Hai Ke Us Ne Nahi Murr Ke Dekha.............
---***---
Aye khuda teri shaan dekh raha hun
Bina satoon kay khara asmaan dekh raha hun
Teri jalwa giri hai jaga jaga
Teri ibadat say gafil yah jahan dekh raha hun................
---***---KUCH NAHI
Dard-o-gham k siva ishq me kia mila''

kuch nahi
Jo tha kho bethe hasil hua''
Jo tha kho bethe hasil hua''
kuch nahi
Mene likh k bheja tha kia lagta hon tera...?
Usne likh k bhej dya''
Mene likh k bheja tha kia lagta hon tera...?
Usne likh k bhej dya''
kuch nai
Mene kaha ruk ja mar jaonga tere bin
Wo aise chal parra jese suna''
Mene kaha ruk ja mar jaonga tere bin
Wo aise chal parra jese suna''
kuch nahi
Aj ek buzurg ki ankhen bhar aayin meri hatheli dekh kr..!
Phir usne kaha teri lakeron me he likha''
Aj ek buzurg ki ankhen bhar aayin meri hatheli dekh kr..!
Phir usne kaha teri lakeron me he likha''
kuch nahi"
---***---
Kabhi usko Hamari yadon ne staya hoga
Nam uska likha nkho me ansuo ne mitaya hoga
Ghum ye nhi k Wo bhol gaye hoge Humko
Ghum ye hai k bohat RoRo k bhulaya hoga
---***---
Duaoon main teri khoshi mangtay hain
Khaboon main teri hansi mangtay hain
Sochtay hain hum tum say kia mangain
Chalo umer bher ki DOSTI mangte hain
---***---
Uska shukria kuch is tarha se ada karon,
wo kare bewafai mai sada wafa karon,
meri dosti ne itna sikhaya hai mjhe,
khud mit jaon mager us ke liye dua karon.

No comments:
Post a Comment