Urdu Sad Poetry Images Biography
Source:- Google.com.pk
Ab Husn_O_Ishq Ki Baaten Na Kijiye
Mohabbat Se Hai Sharamsaar Mera Dil
Ispe Phool Ke Jagah Aansoo Charrhaiye
Hai Haseen Khwaabon Ka Mazaar Mera Dil
Dhadkan Ruk Jaati Hai Tere Naam Se
Choo Ke Dekhiye Tu Aik Baar Mera Dil
Jalao Na Us Ko Abhi Mere Dosto
Kisi Ka Kar Raha Hai Intezaar Mera Dil
---***---
Pthar Bana Diya Mujhe Rone Nahin Diya
Daman Bhi Tere Gham Main Bhigone Nahin Diya
Tanhaian Tumhara Pata Pochti Rahin
Shab Bhar Tumhari Yad Ne Sone Nahin Diya
Dil Ko Tumhari Yad K Aansoo Aziz The
Dunya K Koi Gham Samone Nahin Diya
Nasir Yon Us Ki Yad Chali Hath Tham Ker
Mele Main Is Jahan K Khone Nahin Diya
---***---
SaZa Pe Chor Diya Kuch Jaza Pe Chor Diya,
Har Ek Kam Ko Hum Ne Khuda Pe Chor Diya,
Woh Humko Yaad Rakhta Ya BHula Deta,
Uska Kam Tha Uski Raza Pe Chor Diya,
Ab Uski Marzi Bujha De Ya Phir Jala Rakhe,
Chiragon Ko Hum Ne Jala Kar Hawaon Mein Chor Diya,
Ab Usay Baat Bhi Kartay Toh Kis Tarah Kartay,
Yeh Masla Aana Ka Tha, Aana Pe Chor Diya,
Is Liye Toh Woh Kehtay Hain Bewafa Hum Ko K,
Humne Sara Zamana Wafa Pe Chordiya
---***---
Tum Ne Barishon Ko Mehz Brastay Dekha Hai
Maine Aksar Barishon Ko Kuch Kehtay Suntay Dekha Hai
Tum Dekhtay Ho Barishon Ki
Jal Thal Har Saal
Maine Barsaat Ko Baar Haa Palkon Pe Mchaltay Dekha Hai
Kaisay Mangun Phr Barasta Sawan Apnay RAB Sy??
K
In Ankhon Ne Bastiyon Ko Sawan Main Ujartay Dekha Hai
---***---
Rehnewalon Se Nahi,
Jaanewalon Se Pucho
Ki Zindgi Kya Cheez Hoti Hai.
Panewalon Se Nahi,
Khonewalon Se Pucho
Ki Izzat Kya Cheez Hoti Hai.
Amiron Ko Kya Dekthe Ho,
Zara Garibon Se Pucho
Ki Daulat Kya Cheez Hoti Hai,
Arre Jiss Ne Dil Diya Hai Usse Nahi,
Jiska Dil Toota Hai Usse Pucho
Ki Mohabbat Kya Cheez Hoti Hai.
---***---
Zulm k hathon aziyat main hai jis tarah hayaat
Aisa lagta hai k ab hasher hai kuch dair ki baat
Roz ik dost k marne ki khabar aati hai
Roz ik qatal pe jis tarah k mamoor ki baat
Khema-e-gher se mangwaye hue ye mukhbar
Ran pare ga to ghari bhar ko na de payen ge sath
Kis tarah jaan sake tayerak no aamooz
Kon hai jaal khusha kon lagaye hue ghaat
Aastenon main chupaye hue har ik khanjar
Or guftaar ki babat main hain sab kand o nabaat
---***---
Tum jo hote to mujhay kitna sahara hota
Main ne auron ko na dukh mian pukara hota
Jitni shiddat se wabasta tha main tujh se
Kis tarh mera, tere bagher guzara hota
Mujh ko ye soch hi kafi hai jalane k lye
Main na hota to koi or tumhara hota
Or hum beth k khamoshi se rote rehte
Shaam hoti, sharaab hoti, dariya ka kinara hota
---***---
Ik baar jo milta hai dubara nahi milta
Itni bari dunya main koi hamara nahi milta
Kis ko banayen apni zindagi ka hamsafar
Hum ko kahin se ishara nahi milta
Har rooz naye naye loog milte hain
Magar koi bhi jaan se piyara nahi milta
Gham k bhanwar main aise phasi hai naao
Pareshan hai is kadar k kinara nahi milta
Muddat k baad tere gali main aaye hain
Ab kis se pochen k tumhara ghar nahi milta
---***---
Na Jaane Kyun Maghrur Hyn Iss Jhoothi Dunya k Jhooty Log,
Wafaae’n Kar Nahi Sakte Waadey Hazaar Krty Hyn…!!
---***---
Waasta Husn Se Ya Shidat E Jazbat Se Kya
Ishq Ko Tere Qabeely Ya Meri Zaat Se Kya;
Meri Masroofiyat Usko Kahan Rok Saky Gi
Wo To Yaad Aye Ga Usko Mere Din Raat Se Kya
Pyas Dekhun Ya Krun Fikr Ke Ghar Kacha Hy;
Soch Me Hun Ke Mera Rishta Hy Barsaat Se Kya
Jis Ko Khadsha Ho Ke Mar Jayen Ge Bhooky Bachy;
Sochiye Usko Kisi Aur Ke Halaat Se Kya
Aaj Usy Fikr Ke Kya Log Kahen Ge;
Kal Jo Kehta Tha Muje Rasm O Riwayaat Se Kya;…!?
---***---
Aankhon ki terha raaz hai khulta b nhi wo,
Selaab b ban jata hai dariya b nhi wo,
Iss baar zameen aankh ki banjar hi rahey gi,
Iss baar to saawan ka sandesa b nhi wo,
Us shks k pehloo main sakoon kitna hai jb keh,
Geerja nhi, mandir nhi, masjid b nhi wo,
Main yaad rahon usko itna b nhi hai,
Khod yaad na aaye muje aisa b nhi wo,
Us shks ki fitrat b meri terha hai,,,
Jalta hua sehra b hai pyasa b nhi wo…..!
---***---
Gham-e-Hayat Ka jhagra mita raha hai koi.
Chale aao k dunya se ja raha hai koi.
Azal se keh do k ruk jaye 2 ghari k liye.
Suna hai aanay ka waada nibha raha hai koi.
Wo aise bethe hoe hain meri lash k paas.
K jaise roothe hoe ko mana raha hai koi.
Lout k aa na jaye saans meri nabzon main Faraz.
Haseen haathon se mayyat ko saja raha hai koi.

No comments:
Post a Comment