Poetry Urdu Sad Biography
Source:- Google.com.pk
Mumkin nahi shab-o-rooz ka aik hona
chahat teri meri deewangi apni jagah
Mumkin nahi shab-o-rooz ka aik hona
Goo kafi nahi pyarr mai lamhoon ka milan
Hota hai ajaam-e-ulfat roohon ka aik hona
Bikhrey hathon ko samait kyon nahi letey
Mushkil buhat hai Urooj-o-zawaal ka aik hona
Aab bhi yaad atey hain beetey hoye pal
Wo zulfon ka bikhrana or nazron ka aik hona
Aik hi hotey hain aksar rastey humarey
ZAROORI NAHIN MAGER, MANZIL KA IK HONA
---***---
Log Mujh Se Mil Kar Bichar Jate Hain,
Is Liye Main Logon Se Door Rehta Hon,
Mat Samjho K Aate Nahi Adaab-e-Mulaqat Muje,
Khaloos Ka ghulam Hon Aadat Se Majboor Rehta Hon,
Jin Se Barha Mera Rabta Gham Hi Mila,
Ab Rabta Nahi Barhata Bohat Masroor Rehta Hon,
Log Muje Kehte Hain Be’Murawat Or Khud Gharz,
Kitne ache Namon se
Mashoor rehta hon,
Har Wqt Khoya Rehta Hoon Khud Ki Talash Main ”
Buhat Thak Gaya Hoon ‘Apno Sy
Door Rehta Hoon.
---***---
Wo Jazbon Ki Tijarat Thi Yeh Dil Kuch AUr Samjha Tha
Usey Hasney Ki Aadat Thi Yeh Dil Kuch Aur Samjha Tha
Mujhe Uss Ne Kaha Chalo Nayi Duniya Basaty Hain
Usey Soji SHararat Thi Yeh Dil Kuch AUr Samjha Tha
Hamesha Uski Aankho Mein Dhank Se Rang Hoty Thy
Yeh Us Ki Aam Haalat Thi Yeh Dil Kuch Aur Samjha Tha
Mein Uske Pass Baithi Dair Tak Ghazlain Uski Sunti Thi
Usey Khud Se Mohabbat Thi
“Yeh Dil Kuch Aur Samjha Tha
---***---
yon usay IshQ k Janjhat se rahai de De,
1 he Lafz mAin sadion ki Judai De De,
Azmaish Thi k Hm Dil k Sakhi Kitne Hain,
Hum Ne khairaat mAin us but ko Khudai Day De,
---***---
be Shak Nibha Sake Ga Na Wadey Kie Howe
likin Yeh Dil Wafa Ke Irade Kie Howe
may Janta Hoon Dost Ke Rasmo Ke Khil May
pore Na Kar sakoge Tum Wade Kie Howe
sachai Ki Jhang May Hara Hoon is Liye
har Dost Samne tha Peyade Kie Howe
chahonga Youn K De Ga Zamana Meri Misal
eik Shakhs Mar Gaya Irade Kie Howe..
---***---
Bin Bataye Na Jane Kiyu Os Ne Doori Kar De
Bhichar k mujh Se Os Ne mohabbat Adhoori Kar De
Mere Mukadar Main Ghum aaye To Kiya howa?
KHUDA ne Os Ki Khuwahish To Poori kar De…….!
---***---
Mere Zarf Ka Ye Qaso0r Tha Main Dard-e-Dil Na Chupa Saka,
Mare Zarf Ne Bhi DaGha Dia Main To Zarf Bhi Na Bacha Saka,
Mara Nafs Ik Alaao Tha Meri Ro0h Tak Ko NiGal Gaya,
Main Khawhishon K Is Alaao Ko Na Jala Saka Na Bujha Saka,
Jo Di Dostoon Ne Aziyatain, Thi Wo Dushmano Ki Anayten,
Main Tamam Umar Darta Raha Koi Dost Phir Na Bana SakaH
Mujhe Muflasi Ne Thaka Dia,
Mere Walwalon Ko Sula Dia,
Mujhe LouG Ye Keh Kar Juda Ho0wy Ye To Kuch Bhi Na Bana Saka
---***---
Ik Khwab Hay Or Isko Khona Bhi Nahi Hay
Tabeer K Dhagay Main Pirona Bhi Nahi Hay
Lipta Howa Hay Dil Se Kisi Raz Ki Soorat
Who Shaks K Jisko Mera Hona Bhi Nahi Hay
Ye Ishq-E- Mohabbat Ki Rivayat Bhi Ajeeb Hay
Paya Nahi Hay Jisko Usay Khona Bhi Nahi Hay
Jis Shaks Ki Khatir Mera Ye Hal Howa Hay
Usko Meray Marnay Pey Rona Bhi Nahi Hay
---***---
Aansu aankhon se girnay ka takaza na karo,
Ru’Ba’Ru un k mujhe itna bhi ruswa na karo,

Zakhm sehnay ki sakat bhi nahi ab to dil mei,
Dard barhta hai mujhe pyar se dekha na karo,
Charah sazo ye mera dard nahi qismat hai,
Jhuti taskeen se mere gham ka madawa na karo,
Pyar to de na sakay yadain hi dete jao,
Chornay wale mujhe itna bhi tanha na karo,
Nazah k waqt “SaaMer” to na lo naam unka,
Aakhri waqt mei to pyar ko ruswa na karo.
---***---
Ek Baat Honto’n Tak Hy Jo Aai Nahi
Bas Aankho’n Se Hy Jhaankti
Tum Se Kabhi, Mujh Se Kabhi
Kuch Lafz Hyn Wo Maangti
Jin Ko Pehan K Honto’n Tak Aa Jaaye Wo
Aawaz Ki Banho’n Mein Banhei’n Daal K Ithlaye Wo
Lekin Jo Ye Ek Baat Hy
Ehsaas Hi Ehsaas Hy
Khushboo Si Hy Jese Hawa Mein Tairti
Khushboo Jo Be-Aawaz Hy
Jis Ka Pata Tum Ko Bhi Hy
Jis Ki Khabar Mujh Ko Bhi Hy
Dunya Se Bhi Chupta Nahi
Yeh Jaane Kaisa Raaz Hy . . . !
---***---
Wajod Sheshay Ka Ho To
wajod sheshay ka ho to pathron se mohabbat nahi karty.
ehsas-e-chahat na milay wajood bikhar jaya karty hain…
---***---
Neend Aankhon Main Nahin, Khwaab Kho Gaye
Tanha Hi The, Kuch Aur Tere Bin Hum Ho Gaye
Dil Kuch Tadap Utha, Zuban Bhi Ladkhadai
Teri Yaad Main Do Aansu Chupke Se Beh Gaye !
---***---
Beinteha pyar karte hai hum aap se,
Par ishar na karenge kabhi,
Kuki humne kasam khaye hai ke,
Dubara khud ko ruswa na karenge kabhi
---***---
Tabiyat in Dinon,
Begana gham ho jati ha,
Mere hisay ki goya har khushi kam ho jati ha,
Wahi ha Shahid-o-Saqi,
Magar dil bujhta jata ha,
Ke mehfil to wahi ha,
Dil kashi kam hoti jati ha,
Wahai ha Shama,
Laken Roshni kam hoti jati ha.

No comments:
Post a Comment