Urdu Sad Poetry Video Biography
Source:- Google.com.pk
Dard-E-Dil Mein Kami Na Ho Jayey,
Dosti Dushmani Na Ho Jayey !
Tum Meri Dosti Ka Dam Na Bharo,
Aasmaan Mudayee Na Ho Jayey !
Apni Khoo-E-Wafa Say Darta Hoon,
Aashqi Bandagi Na Ho Jayey !
Dard-E-Dil Mein Kami Na Ho Jayey,
Dosti Dushmani Na Ho Jayey !
---***---
Dost Tu Bhut Hain Magar Wafa Nahi Hoti
Har Gire Howe Ghonghat Mai Hiya Nahi Hoti
Apni Ana Ko Har Cheez PeQurban Kar Dete Hain
Magar Dosti Se Piyarri Ana Nahi Hoti
Us K Har Sitam Ko Hans K Seh Lete Hain
Jo Dost Sitam De Wo Saza Nahi Hoti
Har Dard Ka Ellaj Majud Hai Is Dunia Mai
Lekin Jo Dost Zakham De Uski Dawa Nahi Hoti
Dil Or Aayene Mai Farq Sirf Itna Sa Hai
Jab Dil Toote Tu Us Ki Sada Nahi Hoti
Sanwal Heewanon Se Bhi Bud Tar Hai Wo Insaan
Jis Mai Apne Doston K Liye Wafa Nahi Hoti
---***---
Kuch Log Zindagi Me Aate Hain Iss Tarah
Kab Kaise Jaan, Jigar Bann Jaate Hain Kya Pata
Par Ab Mein Apni QismatAazmati Nahi
Ke Main Ab Dost Banati Nahi...
Ke Kuch Log Mile The Mujhe Bhi Raah-E-Zindagi Me
Baharaoun Me Sath Chale Bhi The Woh Mere
Toofanoun Me Koi Sath Chala Bhi Nahi Mere
Ke Mein Ab Koi Dost Banati Nahi...
Har Baar Yaqeen Karti Hoon Sabke Fareb Par
Rakhti Hoon Apne Yaqeen Ke Tukde Samet Kar
Par Abb Kisi Par Bhi Aitebaar Nahi...
Ke Mein Ab Koi Dost Banati Nahi...
Ek Baat Kahoun...
Khush Ho Toh Duniya Sath Hoti hai
Rooth Jao Toh Koi Manata Nahi...
Isiliye Shayed...
Mein Kisi Ke Saamne Apne Aansu Bahati Nahi
Ke Mein Ab Koi Dost Banati Nahi...
---***---
Gunah karke saza se darte hain,
Pee ke Zeher dawa se darte hain,
dushmano ke sitam ka khauff nahi humko,
Hum to doston ki bewafai se darte hain.
---***---
Guzare Huve Kal Ki Yaad aati hai,
kuch lamhon se aankhen bhar aati hain,
woh subah rangeen shaam nirali doob jati hain,
jab aap jaise doston ki yaad aati hai.
---***---
Abhi SoYa hY zamane ki Thokrain seh k,
Laga0 Hath Na K Abhi kafan Taaza Taza hY,
DUA karo k EsaY Qabr Raas Aa jaYe,
Boht SatAYa hY Kambakht DOSTO Ny EsaY.
---***---
Ajnabi Ban Gaya Woh Yeh Keh Ker Ke
“Tum Ne Dosti Na Nibhai”
Kaisa Dost Hai Woh Dost Ko Tanha Kar Ke
Kehta Hai “Dosti Na Nibhai”
Chora Bhi Khud Hai Aur Bewafa Bhi Mujhe Kehta Hai
Kitna Bewafa Hai Meri Wafa Ko Nahi Samajhta Hai
Toota Hai Mera Dil Per Woh Nahi Samjhe Ga
Na Kabhi Samajh Paya Mujhe Na Hi Samajhe Ga
Woh Jaye Aur Dosti Nibhaye
Hum To Ajnabi Hain Hum Kya Dosti Nibhayein
---***---
Meri Dukh Ki Koyee Davaa Na Karo
Mujhko Mujhse Abhi Juda Na Karo
Nakhuda Ko Khuda Kaha HaiN To Phir
Doob Jaavo, Khuda Khuda Na Karo
Yeh Sikhaya HaiN Dosti Ne HameN
Dost Bankar Kabhi Wafaa Na Karo
Ishq HaiN Ishq, Yeh Mazaak NahiN
Chand LamhoN MeiN Faisla Na Karo
Ashiqui Ho Ya Bandgee(Bandgi),
Be-Dilli Se Tho Ibtida Na Karo

Raaz-E-Ulfat Chupa Ke Dekh Liya
Dil Bahut Kuch Jalaa Ke Dekh Liya
Woh Mere Ho Ke Bhi Mere Na Huey
Un Ko Apna Bana Ke Dekh Liya
Aur Kya Dekhne Ko Baakhi HaiN
Aap Se Dil Laga Ke Dekh Liya
‘Faysal’, Takmeel-E-Gham Bhi Na Ho Sake
Ishq Ko Aazmaa Ke Dekh Liya
---***---
Dono JahaN Teri Muhobat MeiN Haar Ke
Wo Ja Raha HaiN Koi Shab-E-Gham Guzaar Ke
Weeraan HaiN Maikadah KHum-O-Saagar Udhaas HaiN
Tum Kya Gaye Ke Rooth Gaye Din Bahaar Ke
Duniya Ne Teri Yaad Se Baigaana Kar Diya
Tujh Se Bhi Dil-Faraib HaiN Gham-Rozgaar Ke
Bhoole Se Muskuraa To Diye The Woh Aaj
Mat PooNch Val-Vale Dil-E-Kirdah_kaar Ke
---***---
Ulfat Ka Jab Kisi Nay Liya Naam Ro Padey,
Apni Wafa Ka Soch Kay Anjaam Ro Padey !
Har Shaam Yeh Sawaal, Mohabbat Say Kya Mila,
Har Shaam Yeh Jawaab, Ki Har Shaam Ro Padey !
Rah-E-Wafa Mein Hum Ko Khushi Ki Talaash Thi,
Do Gaam Hi Chalay Thay Ki Har Gaam Ro Padey !
Rona Naseeb Mein Hai To Auron Say Kya Gila,
Apnay Hi Sar Liya Koi Ilzaam, Ro Padey !
Ulfat Ka Jab Kisi Nay Liya Naam Ro Padey,
Apni Wafa Ka Soch Kay Anjaam Ro Padey !
---***---
Ishq MeiN GHairat-E-Jazbaat Ne Rone Na Diyaa
Warna Kyaa Baat Thi Kis Baat Ne Rone Na Diyaa
Aap Kehte The Ke Rone Se Na Badlenge Naseeb
‘Umr Bhar Aapki Is Baat Ne Rone Na Diyaa
Tujh Se Milkar HameiN Rona Tha, Bahut Rona Tha
Tangi-E-Waqt-E-Mulaaqaat Ne Rone Na Diyaa
Ek Do Roz Kaa Sadma Ho To Ro LeiN,
Ham Ko Har Roz Ke Sadmat Ne Rone Na Diyaa
---***---
Apna Gham Ley Kay Kahin Aur Na Jaaya Na Jayey,
Ghar Mein Bikhri Huee Cheezon Ko Sajaya Jayey !
Jin Chiragon Ko Hawaon Ka Koi Khof Nahin,
Un Chiragon Ko Hawaon Say Bachaya Jayey !
Baag Mein Jaanay Kay Aadaab Hua Kartay Hain,
Kisi Titlee Ko Na Phoolon Say Udaya Jayey !
Ghar Say Masjid Hai Bahut Door Chalo Yun Kar Ley,
Kisi Rotay Huey Bachay Ko Hansaya Jayey !
Apna Gham Ley Kay Kahin Aur Na Jaaya Na Jayey,
Ghar Mein Bikhri Huee Cheezon Ko Sajaya Jayey

No comments:
Post a Comment